*Honeyrose Ek Tanha Safar*

by honeyrose on January 06, 2009, 07:46:03 PM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 3412 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #30 on: January 07, 2009, 04:05:20 PM »
Dost ke dil mein jagah banaye
Sukh aur dukh ko saath nibhaye

Aur iss tanha rahon mein kya rakha hai
Zeher zindagi ka peene mein kya rakha hai

Dost ke dil mein jagah hamesha rahta hai
Sukh aur dukh dono jiwan ke saathi hai

In rahon ko humne khud tanha banaya hai
Zindagi chahe zehar ho hume to ise peena hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Safar tanha nahin kartay by captainyr in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~~ hAPPy B'day Tanha dil tanha safar ~~~ by Tosha in The Wishes and Celebrations
Tanha Safar by anjali.sharma in Shayri for Dard -e- Judai
Tanha Dil, Tanha Safar by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Tanha Safar by gunehgaar in Shairi - E - Zindagi
honeyrose
Guest
«Reply #31 on: January 10, 2009, 10:53:56 AM »
Dost ke dil mein jagah hamesha rahta hai
Sukh aur dukh dono jiwan ke saathi hai

In rahon ko humne khud tanha banaya hai
Zindagi chahe zehar ho hume to ise peena hai


bohat khoob Rajesh ji...

Kusoor toh humara bhi nahi ke humne dil de diya
Unse ishq karte karte kudh ko bhula diya
Hum toh zindagi se umeed rakhte hain aaj bhi
Kabhi toh tum sochoge humne ye kya kar diya..
________Honeyrose_____
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #32 on: January 10, 2009, 01:49:42 PM »
Zara sa dil hai aur unka pyaar nahi
Mere dard ko mittane wale hamdard nahi
Dil ke dard kise sunai hum
Joh dil ke kareeb hai par mere dil mein nahi

_________Honeyrose_______

 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: January 18, 2009, 02:28:50 PM »
Nice One Didijaan,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #34 on: January 27, 2009, 08:06:16 AM »
Thanks bhaijaan...

Kuch to jeete hai janat ki tamanna le kar
Kuch tamanaye jeena sikha deti hai
Hum to tanha jeete hai tanha rahenge
Zindagi mein roz ek naye kadam badha kar

 
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #35 on: January 27, 2009, 08:16:22 AM »
Kabhi aansu mili to kabhi khushi mili
Hamen akelepan ki chann tanhai mili
Chan paison ke liye mehenat ki
Ek roz zindagi mein kahani mili

 
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #36 on: January 27, 2009, 02:35:32 PM »
Dil ne kaha ankhon se, roya karo kum,
Kyonki rote ho tum, aur tadapte hain hum,
Ankhon ne kaha dil se, socha karo kum,
Kyunki mayus hote ho tum, aur ansu bahate hain hum.

NM
 
Logged
baadal102
Guest
«Reply #37 on: January 27, 2009, 03:01:40 PM »
honey ji good going lage raho aacha hai
sabhi ne aacha likha hai bahut khoob
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #38 on: January 27, 2009, 03:12:06 PM »
honey ji good going lage raho aacha hai
sabhi ne aacha likha hai bahut khoob

Thanks baadal ji aap bhi likhte to khushi hoti mujhe... Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #39 on: January 27, 2009, 03:57:07 PM »
 Applause Applause

Honey dear bahut accha likha hai aapne... and
Sonia nice sharing dear..
Harish ji... sab ne bahut accha likha hai..
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #40 on: January 27, 2009, 04:29:51 PM »
Tum kafa rahte to humari mehfil nahi
Tum door jaoge to humari koi hasti nahi
Tum saath nahi to chiraagon mein roshni nahi
Tum saath nahi to zindagi mein kuch hasil nahi

*HR*
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #41 on: February 01, 2009, 01:10:57 PM »
Hain kitne dard is dil me,
Kabhi fursat mili to batayenge,

Mere chup rehne ka kaaran na puch,
Nahi to in hasti aankho se ashq chalak jayenge,

Zara kareeb aa k dekh meri in aankho me,
Tere saare sawaalo k jawaab mil jayenge

NM
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #42 on: February 21, 2009, 02:18:42 PM »
Muhabbat bhi be-rang hoti hai kabhi kabhi
Aapni duniya se bikar jaati hai saaz kabhi kabhi
Nahi pata manzil kis moud pe le jaye humen
Bardash karte karte hum muskurane lage hai kabhi kabhi
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #43 on: February 21, 2009, 02:23:53 PM »
Nice work Honey Ji
Logged
salma786
Guest
«Reply #44 on: February 21, 2009, 02:25:59 PM »
Bahoot khoob honey ji Applause
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:35:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer