Aryaan
Guest
|
«Reply #15 on: May 08, 2005, 01:07:40 AM » |
|
Dil pe choat pari tau, nikal pare aansoo Kisi ki yaad barhi tau, nikal pare aansoo
Bohat sanmbhaal ke rakha tha hum ne unn ko par Dilon pe os pari tau, nikal pare aansoo
Tamaam umr kati paanion se larte huwe Bhanwar mein naao phassi tau nikal pare aansoo
Jisey samajhte rahe QehQahon ki maala hum Wohi kitaab parhi tau nikal pare aansoo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
jalpari
Guest
|
|
«Reply #16 on: May 08, 2005, 01:45:18 AM » |
|
Dil pe choat pari tau, nikal pare aansoo Kisi ki yaad barhi tau, nikal pare aansoo
Bohat sanmbhaal ke rakha tha hum ne unn ko par Dilon pe os pari tau, nikal pare aansoo
Tamaam umr kati paanion se larte huwe Bhanwar mein naao phassi tau nikal pare aansoo
Jisey samajhte rahe QehQahon ki maala hum Wohi kitaab parhi tau nikal pare aansoo Aryaan..yeh bhi apki doosri kawitaon ki tarha bohut hi achi hai..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
isha_verma7
Guest
|
|
«Reply #17 on: May 08, 2005, 07:06:36 AM » |
|
Bhatke hain roshni ki talaash mein na jaane kahan kahan Afsos ke apni rooh ke ander nahi dekha....wah wah kya khoob Aryan....so touching
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #18 on: May 08, 2005, 05:39:08 PM » |
|
Bhatke hain roshni ki talaash mein na jaane kahan kahan Afsos ke apni rooh ke ander nahi dekha....wah wah kya khoob Aryan....so touching Thanks Isha & Jalpari.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
apnaa_koi
Guest
|
|
«Reply #19 on: May 08, 2005, 08:37:28 PM » |
|
Honton pe hansi dekh li, dil ke ander nahi dekha Yaaron ne mere gham ka samander nahi dekha
Kitni haseen hai duniya ye dekha hai aap ne Marr marr ke jeene walon ka manzar nahi dekha
Sheeshe ka makaan tumne bana tau liya aye dost Lekin waQt ke haath ka pathar nahi dekha
Rishton ke toot-ne ka dard aap kya samjhein Woh lamha kabhi aap ne jee kar nahi dekha
Bhatke hain roshni ki talaash mein na jaane kahan kahan Afsos ke apni rooh ke ander nahi dekha.... Another jem Aryaan... Apke shayrii sir annkoun per
Always Anjli
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #20 on: May 09, 2005, 02:39:45 AM » |
|
Honton pe hansi dekh li, dil ke ander nahi dekha Yaaron ne mere gham ka samander nahi dekha
Kitni haseen hai duniya ye dekha hai aap ne Marr marr ke jeene walon ka manzar nahi dekha
Sheeshe ka makaan tumne bana tau liya aye dost Lekin waQt ke haath ka pathar nahi dekha
Rishton ke toot-ne ka dard aap kya samjhein Woh lamha kabhi aap ne jee kar nahi dekha
Bhatke hain roshni ki talaash mein na jaane kahan kahan Afsos ke apni rooh ke ander nahi dekha.... Another jem Aryaan... Apke shayrii sir annkoun per
Always AnjliShukriya Anjli.....aur aapki "daad" sarr aankhon par....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #21 on: May 09, 2005, 03:02:35 AM » |
|
zindagi bahut khubsoorat hai .... yakeen to kar ke dekho na manna hai to koi baat nahi ... khud ko jala kar to dekho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #22 on: June 04, 2005, 03:09:33 PM » |
|
Bhool gaya gham de ke mujhe jo Main kyun uss ko yaad karoon Main kyun uss ke pyar ki khaatir Apna dil barbaad karoon Jab uss ko mere gham ka ehsaas nahi Pyar ki aahon ka harr aansu Banta nahi hai taaj mehal Qismat jinke sath ho unko Milta hai chahat ka badal Par aisi Qismat hi, mere paas nahi...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #23 on: June 04, 2005, 03:21:57 PM » |
|
Honton pe hansi dekh li, dil ke ander nahi dekha Yaaron ne mere gham ka samander nahi dekha
Kitni haseen hai duniya ye dekha hai aap ne Marr marr ke jeene walon ka manzar nahi dekha
Sheeshe ka makaan tumne bana tau liya aye dost Lekin waQt ke haath ka pathar nahi dekha
Rishton ke toot-ne ka dard aap kya samjhein Woh lamha kabhi aap ne jee kar nahi dekha
Bhatke hain roshni ki talaash mein na jaane kahan kahan Afsos ke apni rooh ke ander nahi dekha.... Aryaan it's really good
|
|
|
Logged
|
|
|
|
hina_chandni
Guest
|
|
«Reply #24 on: June 04, 2005, 03:55:53 PM » |
|
Naveed n Aryan ji u both write really good!!!! :wink:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #25 on: June 04, 2005, 04:00:41 PM » |
|
Honton pe hansi dekh li, dil ke ander nahi dekha Yaaron ne mere gham ka samander nahi dekha
Kitni haseen hai duniya ye dekha hai aap ne Marr marr ke jeene walon ka manzar nahi dekha
Sheeshe ka makaan tumne bana tau liya aye dost Lekin waQt ke haath ka pathar nahi dekha
Rishton ke toot-ne ka dard aap kya samjhein Woh lamha kabhi aap ne jee kar nahi dekha
Bhatke hain roshni ki talaash mein na jaane kahan kahan Afsos ke apni rooh ke ander nahi dekha.... Aryaan it's really goodShukriya Rohit.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #26 on: June 04, 2005, 04:01:15 PM » |
|
Naveed n Aryan ji you both write really good!!!! :wink: Shukriya Hina.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #27 on: June 04, 2005, 04:11:42 PM » |
|
hmmmmmmmm........wah!!!!!!!!! aryan bahot khoob.............very nice written.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #28 on: June 04, 2005, 04:13:17 PM » |
|
hmmmmmmmm........wah!!!!!!!!! aryan bahot khoob.............very nice written......... Bohat shukriya Waheed.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
jalpari
Guest
|
|
«Reply #29 on: June 04, 2005, 07:16:43 PM » |
|
Bhool gaya gham de ke mujhe jo Main kyun uss ko yaad karoon Main kyun uss ke pyar ki khaatir Apna dil barbaad karoon Jab uss ko mere gham ka ehsaas nahi Pyar ki aahon ka harr aansu Banta nahi hai taaj mehal Qismat jinke sath ho unko Milta hai chahat ka badal Par aisi Qismat hi, mere paas nahi...
very nice Aryaan!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|