^^%Hum Dard Bhare Nigaha Se^^%

by honeyrose on August 21, 2008, 11:16:57 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 3797 times)
honeyrose
Guest
«Reply #15 on: August 25, 2008, 08:51:43 AM »
bahut accha likha hai aapne jaya di
sabhi lines acchi hain...
keep going  Applause Applause Applause

Thanks diya dear...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DARD BHARE GEET..... by Friend_4uall in Songs & Lyrics « 1 2 ... 7 8 »
dard bhare SHER by khilona in Shayri-E-Dard
maut--------(dard bhare nagme) by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Sukh Bhare Pal by vibs in Shayri-E-Dard
Thamja Zindgi Kuch Nahi Hai Is Dard Bhare Safar Me by Shayaries_King in Share: Poetry of Pain
Muhammed
Guest
«Reply #16 on: August 26, 2008, 09:38:23 AM »
Meri aadat k chalte hue Fir der se aaya
Aur Jo Last Me aata Hai Woh comment nahi dete woh dua dete hai

Jee Honey aap ki Ye Nazm Me Jagah jagah Lafz b'Lafz dard k Ahesaas se Muzeyyal Hai..
Bahot hi Badhiya ashaar Likhe Hai aapne..
Har Ash'aar Pe Dua Dua Deta Hun Ki Kabhi aap Par Gamo k badal Umad kar na aaye..
Allaah aap ko Zer-e-saay-e-Karam Rakhe Sada
Aamin
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #17 on: August 26, 2008, 09:45:15 AM »
wah wah sali sahiba din-b-din aap behtar se behtareen likhti ja rahi hain..aur khas tour se dard me....... Applause Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #18 on: August 26, 2008, 10:38:51 AM »
Meri aadat k chalte hue Fir der se aaya
Aur Jo Last Me aata Hai Woh comment nahi dete woh dua dete hai

Jee Honey aap ki Ye Nazm Me Jagah jagah Lafz b'Lafz dard k Ahesaas se Muzeyyal Hai..
Bahot hi Badhiya ashaar Likhe Hai aapne..
Har Ash'aar Pe Dua Dua Deta Hun Ki Kabhi aap Par Gamo k badal Umad kar na aaye..
Allaah aap ko Zer-e-saay-e-Karam Rakhe Sada
Aamin

..

Aaj aapki baaton se mujhe bohat bohat khushi hue ki aapki dua hai
mere saath aur mujhe kya chahiye doston ka pyaar aur dua hi
zindagi ki umeed hai shukriya raza ji aapka... happy9.





wah wah sali sahiba din-b-din aap behtar se behtareen likhti ja rahi hain..aur khas tour se dard me....... Applause Applause

Shukriya Sanjeev jiju joh aapne mera likha pasand kiya
thanks so much.... happy9
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #19 on: November 09, 2008, 10:44:16 AM »
Dard Hi Dard Hai Naseeb Me To Kya Hua,
Duniya Me Sab Ajeeb Hai To Kya Hua,
Mujhe Marne Ka Dar Zara Sa Bhi Nahi Hai,
Jeene Chale The Mar Gaya To Kya Hua 

________NM___________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: November 09, 2008, 02:13:03 PM »
Bahoot Badiya Didi Jaan,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: November 09, 2008, 02:16:12 PM »
Hume Mohabbat Bhari Nigaahon Se, Ab Kaun Dekhega,.
Bharliya Hai Dard Humne Bhi, Apni Nigaahon Mein,.

Milti Rahi, Kuch Galiyon Se, Mohabbat Mujhe "Azeem,.
Ab Tu Bhi Dekhle,,
Bhardiye Hain Kismat Ne Kaante Bhi Meri Raahon Mein,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #22 on: November 10, 2008, 07:19:13 AM »
 

Shukriya bhai...


Umeed ki roshni se na door hona tum
Muhabbat bhari nigaahon se na door hona tum

Ek na ek roz badal jaayegi kismat na darna tum
Kadam kadam pe toofano ka samna hoga hosla rakhna tum...

_________honeyrose_________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: November 10, 2008, 01:52:55 PM »
Shukriya Didi And Nice One,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #24 on: November 10, 2008, 01:59:17 PM »
Shukriya bhai....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: November 10, 2008, 02:15:00 PM »
Hum Apna Dard Nigaahon Se Bhi Bayaan Kar Dete,.
Magar, Darr Tha, ke Meri Bebasi, Tumhaari Ruswaai Na Banjaaye,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #26 on: November 10, 2008, 02:52:18 PM »
 


Mere zindagi mein sirf nafrat hi likhi thi
Nigaahon se dekhu to zindagi ke aakri safar dikhi thi..

_____________honeyrose__________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: November 10, 2008, 03:10:08 PM »



Mere zindagi mein sirf nafrat hi likhi thi
Nigaahon se dekhu to zindagi ke aakri safar dikhi thi..

_____________honeyrose__________





Mere zindagi mein sirf nafrat hi likhi thi
Nigaahon se dekhu to zindagi ke aakri safar dikhi thi..

_____________honeyrose__________


Tumhe Kuch To Haasil Hua Is Zamaane Se "Jaya",.
Hamaare Hisse Mein Kisi Ki Nafrat Bhi Na Mili,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #28 on: November 10, 2008, 09:54:48 PM »
...good work Honey...i loved to read your post...it was a nice one...good going...
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:04:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer