roshni246
Guest
|
Ham dil kee kahaani keh denge Samjhe na jise tum aaNkhoN se Wo baat zabaan se keh deNge PhooloN ki tarah jab hoToN pe Ik shokh tabassum bikhrega Dheere se tumhaare kaanoN meiN Ik baat puraanee keh deNge Izhaar-e-Wafa tum kya jaano Ikraar-e-Wafa tum kya jaano Ham zikr karenge GHairoN ka Aur apnee kahaanee keh deNge Mausam to baRa hee zaalim hai Toofaan uTHaata rehta hai Kuch log magar is halchal ko Bad-mast javaanee keh deNge...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mohsin akhter
Guest
|
|
«Reply #1 on: September 21, 2006, 02:13:14 PM » |
|
oye hoye kya baat hai bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mohsin akhter
Guest
|
|
«Reply #2 on: September 21, 2006, 02:16:07 PM » |
|
dil ko bato ko jubana dena jaroori nahi hota..... kisi ko apna banane ke liye dil lagana jaroori nahi hota..... koi lakh ker le mohabbat na karne ki batein..... magar kisi se nazre churana asan nahi hota.......
kyon roshni ji kya kahte ho.....?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #3 on: September 21, 2006, 03:09:02 PM » |
|
Waaah Sis....Gud Job....
Aaj Phir Ukhad raha hai mann mera Zindagi se...... Pata nahi kyu Kafa me apni hee Khudi se.......
Lagta hai jaise ladd rahe hai ab tanhaion se...... Wafa ke raste na poocho Manzil bas jee rahe hai Gehrayion se....!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roshni246
Guest
|
|
«Reply #4 on: September 21, 2006, 03:18:40 PM » |
|
Waaah Sis....Gud Job....
Aaj Phir Ukhad raha hai mann mera Zindagi se...... Pata nahi kyu Kafa me apni hee Khudi se.......
Lagta hai jaise ladd rahe hai ab tanhaion se...... Wafa ke raste na poocho Manzil bas jee rahe hai Gehrayion se....!!!! 1 saal purani shayari brooooooo.........:o HEHE LOL...thxx big bro...and mohsin ji...gud job...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roshni246
Guest
|
|
«Reply #5 on: September 21, 2006, 03:24:33 PM » |
|
dil ko bato ko jubana dena jaroori nahi hota..... kisi ko apna banane ke liye dil lagana jaroori nahi hota..... koi lakh ker le mohabbat na karne ki batein..... magar kisi se nazre churana asan nahi hota.......
kyon roshni ji kya kahte ho.....? =D> =D> mohobbat ki rahon mein sirf kantein hain... in raston pe manzil ko pana bhi asan nahi hota... yun to karleta hai har koi mohobbat e chaht ki baatein... lekin qurbani k waqt saath nibhana har kisi k bas mein nahi hota
ab aap kaho kya kehte ho??? :wink:
~roshni~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mohsin akhter
Guest
|
|
«Reply #6 on: September 21, 2006, 04:03:20 PM » |
|
kya kahe aap ne to juban hi le li phir bhi kosis karenge...............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mohsin akhter
Guest
|
|
«Reply #7 on: September 21, 2006, 04:05:54 PM » |
|
Humne mohabbat ka her sabak dil se seekha hai...... humne patharo se bhi dil lagana seekha hai........ aap baat karte ho sanam mohabbat ki............... magar humne to nafrat me bhi dil lutana seekha hai....................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roshni246
Guest
|
|
«Reply #8 on: September 21, 2006, 08:05:13 PM » |
|
bohot khoob moshin sahab...aapka bhi jawab nahi...KHUSHAMDEED humne to unki mohobbat mein sab jaan nisar kardiya... aye sanam tu bata meri khata thi kya k yun bedarad muh mod tu yun chaldiya... khayein hain lakhon jakham humne is rog e dil ko apna kar... wo hain wahan khushiyon ki mehfilein sajaye hue... unki chahat ne hume yahan beghar kardiya...
~roshni~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #9 on: September 21, 2006, 09:31:11 PM » |
|
dil ko bato ko jubana dena jaroori nahi hota..... kisi ko apna banane ke liye dil lagana jaroori nahi hota..... koi lakh ker le mohabbat na karne ki batein..... magar kisi se nazre churana asan nahi hota.......
kyon roshni ji kya kahte ho.....? =D> =D>
mohobbat ki rahon mein sirf kantein hain... in raston pe manzil ko pana bhi asan nahi hota... yun to karleta hai har koi mohobbat e chaht ki baatein... lekin qurbani k waqt saath nibhana har kisi k bas mein nahi hota
ab aap kaho kya kehte ho??? :wink:
~roshni~Roshu honey!! i agree ... Mohabbat ke raho main kaate hi kaate hai.
Mohabbat ke raho main sirf kate hai khuwaish-e-kile manzile hai kurbani imtehan-e-mohabbat ki nahi her kise ki kismat main mohabbat hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roshni246
Guest
|
|
«Reply #10 on: September 22, 2006, 06:22:28 AM » |
|
dil ko bato ko jubana dena jaroori nahi hota..... kisi ko apna banane ke liye dil lagana jaroori nahi hota..... koi lakh ker le mohabbat na karne ki batein..... magar kisi se nazre churana asan nahi hota.......
kyon roshni ji kya kahte ho.....? =D> =D>
mohobbat ki rahon mein sirf kantein hain... in raston pe manzil ko pana bhi asan nahi hota... yun to karleta hai har koi mohobbat e chaht ki baatein... lekin qurbani k waqt saath nibhana har kisi k bas mein nahi hota
ab aap kaho kya kehte ho??? :wink:
~roshni~Roshu honey!! i agree ... Mohabbat ke raho main kaate hi kaate hai.
Mohabbat ke raho main sirf kate hai khuwaish-e-kile manzile hai kurbani imtehan-e-mohabbat ki nahi her kise ki kismat main mohabbat haiU HAV 2 AGREE SISTER.......cause im always rite hehhee...... toooooo gooooooodddd...........! judaii ne unki hume kya kuch na sikha diya... muhabbat hai adhori is lafz ka matlab dikha diya... jo khabi rote hue hume hasaya karte thee... aaj us shaks ki yaad umar bhar rona sikha diya....
~roshni~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mohsin akhter
Guest
|
|
«Reply #11 on: September 26, 2006, 11:30:36 AM » |
|
kya baat hai bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mohsin akhter
Guest
|
|
«Reply #12 on: September 26, 2006, 11:32:15 AM » |
|
Chand door tha humse isliye use apna na samjha..... Sitare khas the kisi aur ke liye isliye use bhi apna na samjha....... Ho sakta hai is liye is jahan main dosto hume bhi kisi na apna na samjha......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roshni246
Guest
|
|
«Reply #13 on: September 26, 2006, 12:27:00 PM » |
|
Chand door tha humse isliye use apna na samjha..... Sitare khas the kisi aur ke liye isliye use bhi apna na samjha....... Ho sakta hai is liye is jahan main dosto hume bhi kisi na apna na samjha...... bohot khoob...khushamdeed ek chingari mere ashiyan ko rakh ka dher kargayi... kehte hain log na de khud ko dosh..wo hi tere kabil na tha... dil lagane se pehle samja diya hota..ab to isse koi soch nahi... pyaar mein hon khushiyan naseeb...aise to koi usul nahi... :wink:
~roshni~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harshit101
Guest
|
|
«Reply #14 on: September 26, 2006, 01:59:30 PM » |
|
EXCELLENT JOB
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|