mistufer
Guest
|
Hum se rasm-e ulfat woh is tarah nibhate hain Hum tou pyaar karte haiN aur woh zulm dhaate hain
Dar badar bhatakte hain thokaren bhi khate hain Log tub kahin jaa ker manzilon ko paate hain
Is tarah jahaN se hum apna gham chupate hain Lakh ro raha ho dil phir bhi muskurate hain
Jin se hum ne maangee theen chund lamhon ki Khushiyan Woh ghamon ki hee saughaat hum ko deke jaate hain
Kaise bawafa hain woh ghar mire nahiN aate DoosroN ki galiyon men roz dekhe jate hain
Hum nahiN karam apna jo jatayeN sau sau bar Hum karam kareN bhi tou kar ke bhool jate hain
Dost is zamane meN Khudgaraz hain ai Nira Jab bhi koii mushkil ho ghair kaam aate haiN
Nira
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #1 on: August 18, 2009, 02:24:26 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #2 on: August 18, 2009, 08:41:04 PM » |
|
bahoot khoob Nira ji!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #4 on: August 22, 2009, 05:01:51 PM » |
|
Waah Waah Kya baat hai Nira di .. bahoot Bahoot Khoob Likha hai .. bahoot Umda !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mistufer
Guest
|
|
«Reply #5 on: August 24, 2009, 12:41:58 PM » |
|
Waaaaah.. wah wah.... Bahut accha likha hai aapne Nira sis...... Bahut dino k baad padne mila Daad hazir hai ji kabul kijiyega zarur. rojaaaaaaa sis aapko pasand aayi rachna bahut bahut shukriya.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mistufer
Guest
|
|
«Reply #6 on: August 24, 2009, 12:43:05 PM » |
|
kaash ji aapki daad ka dilse shukriya adaa karti hoon
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mistufer
Guest
|
|
«Reply #7 on: August 24, 2009, 12:43:51 PM » |
|
bahoot khoob Nira ji!!
pooja ji bahut bahut shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mistufer
Guest
|
|
«Reply #8 on: August 24, 2009, 12:45:20 PM » |
|
Wah Kya baat hai Nira Didi.. Dard Ke Sath Jazzbaaton Ko Bakhoobi Pesh kiya hai aapne.. Lajawab Rachna Likhi hai aaapne.. Bahut Bahut Khooooooob..
**~** Mann **~**
vicky tumhare saharne ka dilse shukriya adaa karti hoon'
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mistufer
Guest
|
|
«Reply #9 on: August 24, 2009, 12:47:27 PM » |
|
Waah Waah Kya baat hai Nira di .. bahoot Bahoot Khoob Likha hai .. bahoot Umda !
sophi sis hausla afzaayi aor saharne ki shukrguzaar hoon yunhi saath deti rahiyega take care
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
Rau: 4
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:53 days, 9 hours and 51 minutes.
Posts: 3738 Member Since: Oct 2005
|
|
«Reply #10 on: August 24, 2009, 12:53:34 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #11 on: August 24, 2009, 04:58:55 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #12 on: August 24, 2009, 05:05:28 PM » |
|
Bohot hi Khoob Nira Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #13 on: September 04, 2009, 12:06:23 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mistufer
Guest
|
|
«Reply #14 on: September 04, 2009, 04:40:01 AM » |
|
aapki hausla afzaayi ka bahut bahut shukriya nira
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|