Hume bhool paaoge?????????

by Reema on May 09, 2005, 07:38:29 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2239 times)
Reema
Guest
Kuchh kehne ki jasarat kar rahi hu jabke shaayra nahi hu
Aap ke comments ka intezar rahega.................

Har baat me tabassum har baat me ada
in koshisho se humko behla na paaoge......

aazmaaya hai hamesha aur aazmaao ge
ek roz par haqeeqat tum jaan jaaoge........

rokenge raasta mere behte huye aansu
karke nazar andaaz inhe jaa na paaoge......

Pucchenge us se hum bhi ek din aye "REEMA"
kya hum se duur hoke hume bhool paaoge?Huh?Huh???
Logged
HumTum
Guest
«Reply #1 on: May 09, 2005, 09:05:40 AM »
Quote from: "Reema"

bahot khoob Reema ji........ kuch Arz hai

b-qarar tanhaeyon ka silsala reh jaay gha
teray meray darmayan Bass ek halaa reh jaay gha
muj ko meray hamsafar aisa safar darpaish hai
rasta kaat bi ghaa tou fasla reh jaay gha ...

HumTum
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #2 on: May 09, 2005, 09:27:53 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Reema"
Kuchh kehne ki jasarat kar rahi hu jabke shaayra nahi hu
Aap ke comments ka intezar rahega.................

Har baat me tabassum har baat me ada
in koshisho se humko behla na paaoge......

aazmaaya hai hamesha aur aazmaao ge
ek roz par haqeeqat tum jaan jaaoge........

rokenge raasta mere behte huye aansu
karke nazar andaaz inhe jaa na paaoge......

Pucchenge us se hum bhi ek din aye "REEMA"
kya hum se duur hoke hume bhool paaoge?Huh?Huh???

bahot khoob Reema ji........ kuch Arz hai

b-qarar tanhaeyon ka silsala reh jaay gha
teray meray darmayan Bass ek halaa reh jaay gha
muj ko meray hamsafar aisa safar darpaish hai
rasta kaat bi ghaa tou fasla reh jaay gha ...

HumTum
wah wah Reem.......bohat hi umda likha hai aapne,hope 2 see more from u.And as always very nice humtum.

"Bhool hame kya tum paaoge,
 jahan jaoge,mera saaya paoge,
 yun bhoolna hota aasaan agar,
 mohabbat hoti phir be-asar,
 kaise mujhe bhula paoge..,
 mere pyaar me tadpoge,
 mujhe pyaar me tadpaoge,
 jahan bhi tum jaaoge..,
 zindagi mujhse judi paaoge."
Logged
HumTum
Guest
«Reply #3 on: May 09, 2005, 09:31:08 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
wah wah Reem.......bohat hi umda likha hai aapne,hope 2 see more from you.And as always very nice humtum.

"Bhool hame kya tum paaoge,
 jahan jaoge,mera saaya paoge,
 yun bhoolna hota aasaan agar,
 mohabbat hoti phir be-asar,
 kaise mujhe bhula paoge..,
 mere pyaar me tadpoge,
 mujhe pyaar me tadpaoge,
 jahan bhi tum jaaoge..,
 zindagi mujhse judi paaoge."

Shukriya Nidhi ji .....

mere haal Pe hairat kaisi dard ke tanha mausam mein
pathar bhi ro Parte hain insaan to Phir insaan hua.....
Logged
Reema
Guest
«Reply #4 on: May 09, 2005, 09:46:43 AM »
Shukriya.... Nidhi........HUMTUM

Hosla afzaayi ka bohat shukriya
Logged
Aman_rahi
Guest
«Reply #5 on: May 09, 2005, 11:03:22 AM »
Quote from: "Reema"

Har baat me tabassum har baat me ada
in koshisho se humko behla na paaoge......

aazmaaya hai hamesha aur aazmaao ge
ek roz par haqeeqat tum jaan jaaoge........

rokenge raasta mere behte huye aansu
karke nazar andaaz inhe jaa na paaoge......

Pucchenge us se hum bhi ek din aye "REEMA"
kya hum se duur hoke hume bhool paaoge?Huh?Huh???

Reema ji.....

bahut hi khoobsurat khayal..... aur ek purasar kalaam.....

tah-e-dil se aapke kahaylon ko daad deta hoon.....

khush rahiye....

aapka apna.....
Logged
Reema
Guest
«Reply #6 on: May 09, 2005, 12:23:19 PM »
Shukriya AMAN Ji

kuchh Aap dosto ka sahara hai
warna hum to abhi tifl-e-maktab hai
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #7 on: May 09, 2005, 12:37:50 PM »
Quote from: "Reema"
Kuchh kehne ki jasarat kar rahi hu jabke shaayra nahi hu
Aap ke comments ka intezar rahega.................

Har baat me tabassum har baat me ada
in koshisho se humko behla na paaoge......

aazmaaya hai hamesha aur aazmaao ge
ek roz par haqeeqat tum jaan jaaoge........

rokenge raasta mere behte huye aansu
karke nazar andaaz inhe jaa na paaoge......

Pucchenge us se hum bhi ek din aye "REEMA"
kya hum se duur hoke hume bhool paaoge?Huh?Huh???

NA NA.

bahut hi achha lokha hai.

na hum tumhe bhul payenge
na hum tumhe bhulne denge,
itna chahege tumhe
itna tadpayenge tumhe.
Logged
salma***
Guest
«Reply #8 on: May 09, 2005, 01:11:04 PM »
Quote from: "Reema"
Kuchh kehne ki jasarat kar rahi hu jabke shaayra nahi hu
Aap ke comments ka intezar rahega.................

Har baat me tabassum har baat me ada
in koshisho se humko behla na paaoge......

aazmaaya hai hamesha aur aazmaao ge
ek roz par haqeeqat tum jaan jaaoge........

rokenge raasta mere behte huye aansu
karke nazar andaaz inhe jaa na paaoge......

Pucchenge us se hum bhi ek din aye "REEMA"
kya hum se duur hoke hume bhool paaoge?Huh?Huh???

its a really nice one
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #9 on: May 09, 2005, 09:28:10 PM »
Quote from: "Reema"
Kuchh kehne ki jasarat kar rahi hu jabke shaayra nahi hu
Aap ke comments ka intezar rahega.................

Har baat me tabassum har baat me ada
in koshisho se humko behla na paaoge......

aazmaaya hai hamesha aur aazmaao ge
ek roz par haqeeqat tum jaan jaaoge........

rokenge raasta mere behte huye aansu
karke nazar andaaz inhe jaa na paaoge......

Pucchenge us se hum bhi ek din aye "REEMA"
kya hum se duur hoke hume bhool paaoge?Huh?Huh???

Buhat Khoob REEMA JEE

AAP ki is Post K naam krta hoon apni kuch lines..

Jab se juda wo hum se huay,
Is dil ne dhadakna chod diya...
Chaand ka moun kuch utra utra,
Phooloun ne mahekna chod diya...
Hum ne kaha, "Taqdeer badal de ae Maalik.."
Awaaz yeh aayee, "Taqdeer badalna chod diya...!"

Logged
Reema
Guest
«Reply #10 on: May 10, 2005, 07:32:12 AM »
Shukriya... Salma ji.... Vikas ji....
Fakhar ji.........

Woh laut ke aayege phir se
dil ne, umeed yeh karna chhod diya
aankho se neend to ud thee gayee
ab sapno ne machalna chhod diya
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #11 on: May 10, 2005, 10:04:01 AM »
You Welcome

kitabo ki nahi, kahaniyion ki nahi
jaroorat hai, bas un nigaho ki
Jo ankhein, ankhein hi na parr sake
unhe kaya samaj ayegi kitabo kahaniyon ki
Logged
Reema
Guest
«Reply #12 on: May 11, 2005, 05:27:00 AM »
Woh nigaahe, woh saadgi ab kaha
Mohabbat me wafa ab kaha.........
Log milte hai kuchh palo ki khatir
Dilo me dard chhupa ab kaha.........
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #13 on: May 11, 2005, 08:56:24 PM »
  Door waadiyoN mein dhundley badal chupkar parvat se milne ka intzaar karte hain,
Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain
Logged
Reema
Guest
«Reply #14 on: May 12, 2005, 07:35:13 AM »
Intezar khatm hua
badal parvat se mil gaye
baarishe hone lagi
hum bhi aap se logo se mil gaye
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:47:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer