*#Humhe Aapna Banakar#*

by honeyrose on March 19, 2008, 02:15:39 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 806 times)
honeyrose
Guest
Humhe aapna banakar yuhi chor dena koi aadat nahi
Koyi pyaar ko dil se lagakar dafn karna koi aadat nahi

Guzre hai hum kuch aise mukam se usey dard dena koi aadat nahi

Key nafarat si ho gai mohabbat ke naam se ke humhe koi aadat nahi

Humhe iss dil mein hogaye hai dukh ke dhayr ye koi aadat nahi

Yun na karo mujh pe ilzam humare khilaf ye koi aadat nahi

Na main koi farishta hoon na main koi malika hoon tere kwabhon ki
Ek mohabbat main dard bhara paigham hoon teri dil ki 

Na badla mera pyaar na meri wafa ye kaise kahoon tumse ye koi aadat nahi hai
Mujhe aapna banane main kyun sochte ho tum ye koi aadat nahi hai

~honeyrose~
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: March 19, 2008, 02:24:50 PM »
wah bahoot khoob honey!!
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: March 19, 2008, 02:36:57 PM »
Thanks pooja..Usual Smile
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: March 20, 2008, 04:10:30 AM »
Humko tanha ruksht karke tumhe kya nafa mila
Na din dekhi na raaton ki chan tumhe kya nafa mila
Aaj uss raasta pad rukh gaye kadam jahan hum mile
Saath na do sake toh mujhe tabaah karke kya mila
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: March 20, 2008, 05:27:35 AM »
Humko tanha ruksht karke tumhe kya nafa mila
Na din dekhi na raaton ki chan tumhe kya nafa mila
Aaj uss raasta pad rukh gaye kadam jahan hum mile
Saath na do sake toh mujhe tabaah karke kya mila


bahut khooob honey.. Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: March 20, 2008, 05:36:24 AM »
Shukriya khwaish ji..Usual Smile
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: June 04, 2008, 12:53:59 PM »
Meine to socha tha aap aapne ho
Humhe aapna banakar chhod diye ho

Meine to socha tha aap humsafar ho
Aaj samaj gaye hoon aapki muhabbat ko

Aaj samaj gaye hoon aapki wafa ko
Nahi jaan paaye mein aapki dil ki dhadkano ko

Nahi jaan paaye mein aapki muhabbat ko
Humhe aapna banakar chhod diye ho
Logged
RohanSingh
Guest
«Reply #7 on: July 16, 2013, 11:23:38 PM »
Humhe aapna banakar yuhi chor dena koi aadat nahi
Koyi pyaar ko dil se lagakar dafn karna koi aadat nahi

Guzre hai hum kuch aise mukam se usey dard dena koi aadat nahi

Key nafarat si ho gai mohabbat ke naam se ke humhe koi aadat nahi

Humhe iss dil mein hogaye hai dukh ke dhayr ye koi aadat nahi

Yun na karo mujh pe ilzam humare khilaf ye koi aadat nahi

Na main koi farishta hoon na main koi malika hoon tere kwabhon ki
Ek mohabbat main dard bhara paigham hoon teri dil ki 

Na badla mera pyaar na meri wafa ye kaise kahoon tumse ye koi aadat nahi hai
Mujhe aapna banane main kyun sochte ho tum ye koi aadat nahi hai

~honeyrose~

bahut khub
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 13, 2025, 11:29:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer