#Humhe Dil Main Basakar#

by honeyrose on April 20, 2008, 10:46:53 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1531 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: April 20, 2008, 03:16:22 PM »
Hame apna banakar tukraya kaun?
dil main basakar mitaya kaun?
yu hi jee rahe the hum
hamare dil main pyar ka diya lagaya kaun?
lagakar aag ab pooch rahe ho diya bhujaya kaun



Apna Banaakar Hum Kisi Ko Thukraaya Nahi Karte,.
Ruswaa Ho Jaate Hain Khud Hi, Gunaahgaar Ka Naam Bataaya Nahi Karte,.

Humpar Hain Ilzaam Mohabbat Ke Hazaaron, Kyun Ki Hum Chup The,.
Log Gilaa Karte Hain Humse Ke, Hum Kuch Sunaaya Nahi Karte,.

Shamaa-e-Dil To Aapne Bujhaaya Tha "Sonia",.
Hum To Khud Jal Jaate Hain, Roshni Ko Bujhaaya Nahi Karte,.

Kisne Kahaa Ke "Azeem" Ke Ghar Mein Mataam Nahi Hota,.
Hota Hai Har Roz Mataam Yahaan, Lekin Hum Yaadon Ko Dafnaaya Nahi karte,.

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~HUMHE~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
!!!Samjho Na Humhe Bewafa!!! by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq
lafzon mein basakar by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
nazar mein basakar teri by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
jo likha hai usney wo humhe hai bhukatana. by prateekagarwal in Share:Miscellaneous Shayari
Sonia01
Guest
«Reply #16 on: April 20, 2008, 03:18:35 PM »
Apna Banaakar Hum Kisi Ko Thukraaya Nahi Karte,.
Ruswaa Ho Jaate Hain Khud Hi, Gunaahgaar Ka Naam Bataaya Nahi Karte,.

Humpar Hain Ilzaam Mohabbat Ke Hazaaron, Kyun Ki Hum Chup The,.
Log Gilaa Karte Hain Humse Ke, Hum Kuch Sunaaya Nahi Karte,.

Shamaa-e-Dil To Aapne Bujhaaya Tha "Sonia",.
Hum To Khud Jal Jaate Hain, Roshni Ko Bujhaaya Nahi Karte,.

Kisne Kahaa Ke "Azeem" Ke Ghar Mein Mataam Nahi Hota,.
Hota Hai Har Roz Mataam Yahaan, Lekin Hum Yaadon Ko Dafnaaya Nahi karte,.

______________________________________-Jaanasheen-


hay rabba, kya baat hai.... lajawab Jaanasheen jeeeee tongue3

Diya hai kitna dard, yeh dard dene wala kya jane
Pyaar ka ehsaas ko, dil dukhane wala kya jane
Tukrane se hoti hai kitna takleef, yeh aap kya jane
Na tha wafa tere pyar me, ab bewafa ka matlab kya jane






Logged
payar
Guest
«Reply #17 on: April 20, 2008, 03:20:51 PM »
wah ji wah
ap nay tu had kar di yar Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: April 20, 2008, 03:52:41 PM »
Shukriya Soniya Ji,.
Payar Ji,. notworthy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: April 20, 2008, 03:57:54 PM »
hay rabba, kya baat hai.... lajawab Jaanasheen jeeeee tongue3

Diya hai kitna dard, yeh dard dene wala kya jane
Pyaar ka ehsaas ko, dil dukhane wala kya jane
Tukrane se hoti hai kitna takleef, yeh aap kya jane
Na tha wafa tere pyar me, ab bewafa ka matlab kya jane







Bewafaai Ka ilzaam Dekar Mohabbat Ko Na Badnaam Karo,.
Khudaa Hi Jaanta Hai, Humne Kis Kadar Wafaa Nibhaai Hai,.

Raunakhein Di Humne Tumhe Saare Aaalam Ki,.
Roshni Ko Hum Yahaan Tarse, Aaj Bhi Ghar Mein Tanhaai Hai,.

Khel ye Faaslon Ka Hua Hai "Sonia", Hamaara Nahi,.
Kahaan Se Milte Hum Tumhe, Kismat Mein Jab Judaai Hai,.

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #20 on: April 20, 2008, 04:09:34 PM »
Bewafaai Ka ilzaam Dekar Mohabbat Ko Na Badnaam Karo,.
Khudaa Hi Jaanta Hai, Humne Kis Kadar Wafaa Nibhaai Hai,.

Raunakhein Di Humne Tumhe Saare Aaalam Ki,.
Roshni Ko Hum Yahaan Tarse, Aaj Bhi Ghar Mein Tanhaai Hai,.

Khel ye Faaslon Ka Hua Hai "Sonia", Hamaara Nahi,.
Kahaan Se Milte Hum Tumhe, Kismat Mein Jab Judaai Hai,.

____________________________________-Jaanasheen-

aisa kya?  Is it SO!

Apni kahani sunadiya hai
ab meri kahani kisse sunau
charsau bheed hai fir bi tanha hu mai
shukriada karu tumhe, jo yaad dekar gaye ho
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: April 20, 2008, 04:13:52 PM »
aisa kya?  Is it SO!

Apni kahani sunadiya hai
ab meri kahani kisse sunau
charsau bheed hai fir bi tanha hu mai
shukriada karu tumhe, jo yaad dekar gaye ho


Tum Haqeeqat Ko Meri Kahaani Na Samjho,.
Barsa Hai Khoon-e-Jigar, Use Paani Na Samjho,.

____________________-----------Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: April 20, 2008, 04:17:37 PM »
Chale Jaayenga Bahoot Door Tumhaari Duniya Se,.
Kabhi Na Tumhe Ab Yaad Aayenge,.

Wo Main Nahi Meri Yaadein Hongi "Jaanasheen",.
Jo Tanhaai Mein Aaakar Tumhe Tarpaayenge,.

Meri Mohabbat Ko Tumne Bahoot Badnaam Kiya,.
Ab Mohabbat Ke Naam Se Log Ghabraayenge,.

Humne To Jeeli Zindagi Apni, Ab Jaane Ka Waqt Hai,.
Mere Khisse Mere Baad Tumhe, Ye Log Sunaayenge,.

-Alvida-

_________________________________-Jaanasheen-

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #23 on: April 21, 2008, 05:21:51 AM »
Acha likha hai Azeem bro aur Sonia..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: April 21, 2008, 03:56:28 PM »
Shukriya Sis,. notworthy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: April 21, 2008, 03:58:53 PM »
Har Baat Yahaan Baat Badhaane Ke Liye Hai,.
Ye Umar Jo Dhoka hai, To Khaane Ke Liye Hai,.

Ye Daaman-e-Hasrat Hai Wohi KHwaab-e-Gurezaan,.
Jo Apna Liye Hai Na, Zamaane Ke Liye Hai,.

Utre Hue Chehre Mein Shikayat Hai Kis Ki,.
Roothi Hui Rangat Hai, Manaane Ke Liye Hai,.

Gaafil Teri Aaankhon Ka Mukkadar Hai Andhera,.
Ye Farsh To raahon Mein Bichaane Ke Liye Hai,.

Ghabraa Na Sitam se, na Karam Se, Na Adaa Se,.
Har Mord Yahaan Raah Dikhaane Ke Liye Hai,.

____________________________-Mehboob Khizaan,.

Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:19:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer