HUMNE DIL KO LAGAKE DEKH LIYA...

by Riyaan Ali on August 25, 2011, 04:09:36 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1492 times)
Riyaan Ali
Guest
Hum ne Dil ko laga ke dekh liya

Zakham seene pe kha ke dekh liya          

Apna saathi na ban saka koi

Sab ko apna banaker dekh liya

Roshini phir bhi na hui ghar main

Hum ne Dil ko jala ker dekh liya

Woh jafaon se baaz aa na sake

Laakh aansu baha ke dekh liya

Woh bhi matlab ki baat karte hain

Un ko bhi aazma ke dekh liya

Meri Aankhon ne kehdiya sab kuch

Raaz aankhon main chhupa ke dekhliya

Hum ko zara bhi sakoon na mil saka

Un ki mehfil main jaa ker dekh liya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dekh liya by anu_love91 in Shayri-E-Dard
Humne seekh liya... by punam in Shayri-E-Dard
-Aap se dil lga liya humne- by HumTum in Shayri-E-Dard
Humne Jeena Seekh Liya by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
HUMNE YE DARD-E-SAR LE LIYA..... by Raja Jain in Shayri-E-Dard
tamanna1
Guest
«Reply #1 on: August 25, 2011, 04:47:42 PM »
RIYAN JI...

This is so brilliant....aankh bar aayi mere aapke woh shayari padkar...lovely words... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: August 25, 2011, 04:48:37 PM »

Riyaan Sahab,

Aapki ghazal padhee, nice keep on
writing..all the best.

Daad qubool farmaayen.

Satish Shukla 'Raqeeb'
Logged
khujli
Guest
«Reply #3 on: August 27, 2011, 06:46:59 AM »
Hum ne Dil ko laga ke dekh liya

Zakham seene pe kha ke dekh liya          

Apna saathi na ban saka koi

Sab ko apna banaker dekh liya

Roshini phir bhi na hui ghar main

Hum ne Dil ko jala ker dekh liya

Woh jafaon se baaz aa na sake

Laakh aansu baha ke dekh liya

Woh bhi matlab ki baat karte hain

Un ko bhi aazma ke dekh liya

Meri Aankhon ne kehdiya sab kuch

Raaz aankhon main chhupa ke dekhliya

Hum ko zara bhi sakoon na mil saka

Un ki mehfil main jaa ker dekh liya



 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
sbechain
Guest
«Reply #4 on: September 13, 2011, 09:58:47 AM »
Hum ne Dil ko laga ke dekh liya

Zakham seene pe kha ke dekh liya          

Apna saathi na ban saka koi

Sab ko apna banaker dekh liya

Roshini phir bhi na hui ghar main

Hum ne Dil ko jala ker dekh liya

Woh jafaon se baaz aa na sake

Laakh aansu baha ke dekh liya

Woh bhi matlab ki baat karte hain

Un ko bhi aazma ke dekh liya

Meri Aankhon ne kehdiya sab kuch

Raaz aankhon main chhupa ke dekhliya

Hum ko zara bhi sakoon na mil saka

Un ki mehfil main jaa ker dekh liya


good one.......!
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: September 13, 2011, 10:30:40 AM »
Riyaan Ali saheb,achhi ghazal hai.mubarak ho.Aise hi likhte raniye.Baher mein ashaar hain is liye salaah hai ki aakhri 2 ash'aar pe nazare saani kar lijiye.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:34:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer