Inn lafzo.N Ko Bhool Jaana "Khwaish"

by khwaish on February 11, 2012, 09:15:46 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1984 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Usne Kahaa Tha  Mujhe Aankh Bhar ke Dekha Karo...!!!

Ab Aankh To Bhar Aateen hai Par Woh Nazar Nahi Aateen

Naa Kar Yuh Mohabbat Itna Asaan Samajhkar
Koi Nahi Bhool Paata Isse Dastaan Samajkar

Kanton Se Ab Phoolon Ki Hifaazat Nahi Hoti..!!!
Log Tod Dete.N Hai Phoolon Ko Be-Zubaan Samajkar

Main To Guzra Hua kisi Kisse Ki Tarah Hoon..!!!!
Meri Yaadon Ko Sametlena Ek Nishaan Samajkar

Main To Pathar Dil Hoon Mujhe Rona Bhi Nahi Aata..!!!
Tum Muskuraate Rehna Mujhpar Ek Ehsaan Samajkar

Zakhm Gehra Hai To Iska Dard Bhi Gehra Hi Hoga..!!!!
SambhaaloN Isse Pal Do Pal Ka Mehmaan Samajhkar

"Khwaish" Dil Ke Tufaan Ko Ab  lafzoN Ki Shakal De..
Padhne Walo.N Inn lafzoN Ko Bhool jaana Be-Jaan Samajhkar

            ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
khujli
Guest
«Reply #1 on: February 11, 2012, 09:32:27 AM »

Padhne Walo.N Inn lafzoN Ko Bhool jaana Be-Jaan Samajhkar Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

            ~~~~~Khwaish~~~~~

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
sbechain
Guest
«Reply #2 on: February 11, 2012, 09:36:35 AM »
Usne Kahaa Tha  Mujhe Aankh Bhar ke Dekha Karo...!!!

Ab Aankh To Bhar Aateen hai Par Woh Nazar Nahi Aateen

Naa Kar Yuh Mohabbat Itna Asaan Samajhkar
Koi Nahi Bhool Paata Isse Dastaan Samajkar

bahut khoob...!

Kanton Se Ab Phoolon Ki Hifaazat Nahi Hoti..!!!
Log Tod Dete.N Hai Phoolon Ko Be-Zubaan Samajkar
 Applause Applause Applause

Main To Guzra Hua kisi Kisse Ki Tarah Hoon..!!!!
Meri Yaadon Ko Sametlena Ek Nishaan Samajkar
 Applause Applause Applause

Main To Pathar Dil Hoon Mujhe Rona Bhi Nahi Aata..!!!
Tum Muskuraate Rehna Mujhpar Ek Ehsaan Samajkar
good one

Zakhm Gehra Hai To Iska Dard Bhi Gehra Hi Hoga..!!!!
SambhaaloN Isse Pal Do Pal Ka Mehmaan Samajhkar
 Applause Applause Applause Applause

"Khwaish" Dil Ke Tufaan Ko Ab  lafzoN Ki Shakal De..
Padhne Walo.N Inn lafzoN Ko Bhool jaana Be-Jaan Samajhkar
bahut khoob........!

            ~~~~~Khwaish~~~~~

behtreen..........!
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: February 11, 2012, 09:39:00 AM »
Usne Kahaa Tha  Mujhe Aankh Bhar ke Dekha Karo...!!!

Ab Aankh To Bhar Aateen hai Par Woh Nazar Nahi Aateen

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Naa Kar Yuh Mohabbat Itna Asaan Samajhkar
Koi Nahi Bhool Paata Isse Dastaan Samajkar  tearyeyed tearyeyed tearyeyed

Kanton Se Ab Phoolon Ki Hifaazat Nahi Hoti..!!!
Log Tod Dete.N Hai Phoolon Ko Be-Zubaan Samajkar  Applause Applause Applause Applause Applause

Main To Guzra Hua kisi Kisse Ki Tarah Hoon..!!!!
Meri Yaadon Ko Sametlena Ek Nishaan Samajkar  Applause Applause Applause Applause Applause

Main To Pathar Dil Hoon Mujhe Rona Bhi Nahi Aata..!!!
Tum Muskuraate Rehna Mujhpar Ek Ehsaan Samajkar  Applause Applause Applause Applause

Zakhm Gehra Hai To Iska Dard Bhi Gehra Hi Hoga..!!!!
SambhaaloN Isse Pal Do Pal Ka Mehmaan Samajhkar  Applause Applause Applause Applause

"Khwaish" Dil Ke Tufaan Ko Ab  lafzoN Ki Shakal De..
Padhne Walo.N Inn lafzoN Ko Bhool jaana Be-Jaan Samajhkar  Applause Applause Applause Applause

            ~~~~~Khwaish~~~~~

khwaish ji
bahut bahut khoob. kya kahne..dil ko choo gayi aapki ye ghajal..
seedha dil kholkar rakh diya..
khush rahiye..  Applause Applause Applause Applause
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011

View Profile
«Reply #4 on: February 11, 2012, 11:19:59 AM »
bahut bahut aur bahut hi khubsurat rachana khwaishji

 Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #5 on: February 11, 2012, 12:09:54 PM »
bahut bahut khoob khwaish j
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #6 on: February 11, 2012, 12:27:43 PM »
Usne Kahaa Tha  Mujhe Aankh Bhar ke Dekha Karo...!!!

Ab Aankh To Bhar Aateen hai Par Woh Nazar Nahi Aateen

Naa Kar Yuh Mohabbat Itna Asaan Samajhkar
Koi Nahi Bhool Paata Isse Dastaan Samajkar

Kanton Se Ab Phoolon Ki Hifaazat Nahi Hoti..!!!
Log Tod Dete.N Hai Phoolon Ko Be-Zubaan Samajkar

Main To Guzra Hua kisi Kisse Ki Tarah Hoon..!!!!
Meri Yaadon Ko Sametlena Ek Nishaan Samajkar

Main To Pathar Dil Hoon Mujhe Rona Bhi Nahi Aata..!!!
Tum Muskuraate Rehna Mujhpar Ek Ehsaan Samajkar

Zakhm Gehra Hai To Iska Dard Bhi Gehra Hi Hoga..!!!!
SambhaaloN Isse Pal Do Pal Ka Mehmaan Samajhkar

"Khwaish" Dil Ke Tufaan Ko Ab  lafzoN Ki Shakal De..
Padhne Walo.N Inn lafzoN Ko Bhool jaana Be-Jaan Samajhkar

            ~~~~~Khwaish~~~~~[/color][/i][/b][/b]

good one
Applause Applause Applause
Logged
ek_tamanna
Guest
«Reply #7 on: February 11, 2012, 12:52:54 PM »
bahot din ke baad aapki ye qalam padh ker dil bhar aaya
 achhi ghazal hai
daad
Logged
dead heart
Guest
«Reply #8 on: February 11, 2012, 12:55:52 PM »
Wah Wah Wah..
Zyada nahin kahunga dost kyun ki lavz kam hai..
Ehsaason se bari iss nazm ko, maine dil o jaan se parra hai..
Kabhi kabhi ap zakhmon ko itni gehrai tak chupa lete ho kay apko
ehsaas bhi nahin hota, kay zakhm hai..Aise main, kuch kalam yun hoti hai
jo apke unn chipe zakhmon ko, chedd deti hai aur dil ek ashk baha deta hai..
Woh ashk ka behna, is'se meetha koi ashk nahin duniya hai..bahaut sunder lamha hota hai woh, jab koi kalam apko uss gehrayi tak choo jaye..
Apki kalamon main dost, yehi jadoo hai!
Dil dil se dua hai apke liye..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
pawan16
Guest
«Reply #9 on: February 11, 2012, 12:59:05 PM »
sir ji awsome awsome.....jitni tarf kare utni kam.daad kabhul kare......
Logged
sarfira
Guest
«Reply #10 on: February 11, 2012, 01:40:50 PM »
bahot bahot khoob dost--
bahot khoobsurat kalaam
dili daad kubul karen
khus rahen
muskurate rahen
Usual Smile
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011

View Profile
«Reply #11 on: February 11, 2012, 03:30:26 PM »
Usne Kahaa Tha  Mujhe Aankh Bhar ke Dekha Karo...!!!

Ab Aankh To Bhar Aateen hai Par Woh Nazar Nahi Aateen

 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut

Naa Kar Yuh Mohabbat Itna Asaan Samajhkar
Koi Nahi Bhool Paata Isse Dastaan Samajkar
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Kanton Se Ab Phoolon Ki Hifaazat Nahi Hoti..!!!
Log Tod Dete.N Hai Phoolon Ko Be-Zubaan Samajkar
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Main To Guzra Hua kisi Kisse Ki Tarah Hoon..!!!!
Meri Yaadon Ko Sametlena Ek Nishaan Samajkar
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Main To Pathar Dil Hoon Mujhe Rona Bhi Nahi Aata..!!!
Tum Muskuraate Rehna Mujhpar Ek Ehsaan Samajkar

Zakhm Gehra Hai To Iska Dard Bhi Gehra Hi Hoga..!!!!
SambhaaloN Isse Pal Do Pal Ka Mehmaan Samajhkar

"Khwaish" Dil Ke Tufaan Ko Ab  lafzoN Ki Shakal De..
Padhne Walo.N Inn lafzoN Ko Bhool jaana Be-Jaan Samajhkar

  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

           ~~~~~Khwaish~~~~~

Khwaish sahab Waaah!!
Bada mushkil tha kissi aik sher ko pasand karna
ya isse jaldi padhna...ya sirf aik bar padhna

Shukriya is peshkash ka
Abul Asad
Logged
Shaifali
Guest
«Reply #12 on: February 11, 2012, 04:51:19 PM »
bohat khoob
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #13 on: February 11, 2012, 06:05:54 PM »
bahut khoob...ab taarif kya kare...ye sochkar dobara parra aur jwaab mein khuch likh gaye...

Dil ki sahaayi se likhe lafj amulay hote hai
Chehra pher sakte nahi inse, inhe anjaan samajhkar

Har Din mein nikhri, Har raat hoti hai,
ashqon se bheegi jiski aankhein
Tanha chor sakte usse nahi,patthar dil insaan samjhkar

Baagon mein khuch phool aise bhi hai,
jinke saath kaantein saaye ki tarah rehte hai
Log phir bhi swikaar karte hai unhe pyar ka paigaam samajhkar

Har lamha, har pal Jo beet rha hai, Gujra hi kehlata hai
Par Jo aaj mein bhi samaya hai,
kaise bhula de usse ek kissa samajhkar

Jis pal ko dhaal paaye apne anurop, dhaal diya
Jis pal ko na dhaal paaye, swikaar kar liya
Zindagi ka hissa samajhkar

Dil ki khuch baaton ko lafjon mein qaid kar diya"khwaish"
Ab na kehna shukriya, inhe aehsaan samajhkar
Logged
injured.warrior
Guest
«Reply #14 on: February 11, 2012, 06:59:08 PM »
Bahoot khoob... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley bahut asar,,, Clapping Smiley Clapping Smiley
 Thumbs UP
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 03:38:01 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer