Insaan Bhi Insaan Ko Yaad kar Yahan Ashq Bahate Hai "Khwaish"

by khwaish on January 02, 2012, 04:03:41 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 3034 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Yehi Sochte Sochte Hum Ek Dusre Ko Kho Denge Ek Din..

"Woh Mujhe Yaad Nahi Karta To Main Ussey Kyon Yaad Karoon"..




Yeh Ghazal Har Woh Dost Ke Liye
Jo Milkar Kahin Bichad Gaye Hai..
Umeed To zaroor Rehti Hai Ke Hum Sab Phir Mile
Par Kayi Baar Zindagi Ki Talk Haqeeqat Kuch Aur kehti Hai...
Jo Bhi Hai Woh Jahan Bhi hai Bas Khush Rahe Yehi Ek Sache Dil Se Dua Hai....



Kuch Yaadein Dil Mein Humesha Ke Liye Reh Jaate Hai
Aaena To Wahi Rehta Hai Bas  Chehre Badal Jaate hai

Eh Bichde Hue Musafir Ek Baar palat Kar To Dekh!!!
Kuch Lehrein Saath Apne  Kinaare Bhi Le Jaate Hai

Haste-Khelte, Rote-Muskurate Hue Zindagi Guzri Hai
Waqt Aur Halaat Aksar Apne Hisse ke Khel Khilaate Hai

Milkar Bichde Hai, Bichad kar Phir Mile Hai...!!!!!
Yaadein Hardum Apni Kuch Nishnaiyan De Jaate Hai

Waqt Ke Mez Par Kuch Dhoondhli Si Tasveerein Hai
Tasveerein Aksar Guzri Hui Kahaniyan Sunaate Hai

Kahreedne Ko Jisse Kam Padhti Hai Daulat-e-Duniya Bhi!!!
"Kuch Sukoon Ke Pal" ke Liye Bas Yahan Sab Jiye Jaate Hai

"Khwaish" Mithi Zubaan Aur Saadgi Se Rehna Umar Bhar!!!
Insaan Bhi Insaan Ko Yaad Kar Yahan Ashq Bahaate Hai
 
                ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #1 on: January 02, 2012, 04:38:50 PM »
 Applause
Logged
sarfira
Guest
«Reply #2 on: January 02, 2012, 07:10:00 PM »
bht bht bht khoob Khwaish ji
ekdum sahi baat kahi aapne
daad daad
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #3 on: January 02, 2012, 07:27:28 PM »
Simply Perfect !

Bahoot Bahoot Lajawaab Likha hai Bahoot Bahoot Umda !

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Nysha
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #4 on: January 03, 2012, 04:26:18 AM »
waah waaah khiwaishji...

khoooob......  Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: January 03, 2012, 05:01:14 AM »
khwaish ji bahut achhe khyaalon se nwaazaa hai aapne.aap mujhe bahut pyaare lagte hai isliye darte darte ek rai denaa chahtaa hoon.aapkee tadeef plural men hai isliye hai kee bajay hain kahnaa theek hai.aap qaafiyon men gender kaa khyaal rakkhe.kaheen par feminine kaheen par masculine.esaa karnaa poetry men theek naheen.God bless you
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #6 on: January 03, 2012, 07:41:43 AM »
Yehi Sochte Sochte Hum Ek Dusre Ko Kho Denge Ek Din..

"Woh Mujhe Yaad Nahi Karta To Main Ussey Kyon Yaad Karoon"..




Yeh Ghazal Har Woh Dost Ke Liye
Jo Milkar Kahin Bichad Gaye Hai..
Umeed To zaroor Rehti Hai Ke Hum Sab Phir Mile
Par Kayi Baar Zindagi Ki Talk Haqeeqat Kuch Aur kehti Hai...
Jo Bhi Hai Woh Jahan Bhi hai Bas Khush Rahe Yehi Ek Sache Dil Se Dua Hai....



Kuch Yaadein Dil Mein Humesha Ke Liye Reh Jaate Hai
Aaena To Wahi Rehta Hai Bas  Chehre Badal Jaate hai

Eh Bichde Hue Musafir Ek Baar palat Kar To Dekh!!!
Kuch Lehrein Saath Apne  Kinaare Bhi Le Jaate Hai

Haste-Khelte, Rote-Muskurate Hue Zindagi Guzri Hai
Waqt Aur Halaat Aksar Apne Hisse ke Khel Khilaate Hai

Milkar Bichde Hai, Bichad kar Phir Mile Hai...!!!!!
Yaadein Hardum Apni Kuch Nishnaiyan De Jaate Hai

Waqt Ke Mez Par Kuch Dhoondhli Si Tasveerein Hai
Tasveerein Aksar Guzri Hui Kahaniyan Sunaate Hai

Kahreedne Ko Jisse Kam Padhti Hai Daulat-e-Duniya Bhi!!!
"Kuch Sukoon Ke Pal" ke Liye Bas Yahan Sab Jiye Jaate Hai

"Khwaish" Mithi Zubaan Aur Saadgi Se Rehna Umar Bhar!!!
Insaan Bhi Insaan Ko Yaad Kar Yahan Ashq Bahaate Hai
 
                ~~~~~Khwaish~~~~~


                  BAHUT KHOOB Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #7 on: January 03, 2012, 08:03:57 AM »
waah khwaish ji....
har ashaar ht khoob raha....
vry vry nice...
Logged
mkv
Guest
«Reply #8 on: January 03, 2012, 10:23:17 AM »
Jabardast peshkash, masoom khayal, hakeekat se rubarooN aur dil ko choo lene vaale ashaar..
Applause Applause Applause Applause
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #9 on: January 03, 2012, 10:32:02 AM »
Yehi Sochte Sochte Hum Ek Dusre Ko Kho Denge Ek Din..

"Woh Mujhe Yaad Nahi Karta To Main Ussey Kyon Yaad Karoon"..




Yeh Ghazal Har Woh Dost Ke Liye
Jo Milkar Kahin Bichad Gaye Hai..
Umeed To zaroor Rehti Hai Ke Hum Sab Phir Mile
Par Kayi Baar Zindagi Ki Talk Haqeeqat Kuch Aur kehti Hai...
Jo Bhi Hai Woh Jahan Bhi hai Bas Khush Rahe Yehi Ek Sache Dil Se Dua Hai....



Kuch Yaadein Dil Mein Humesha Ke Liye Reh Jaate Hai
Aaena To Wahi Rehta Hai Bas  Chehre Badal Jaate hai

Eh Bichde Hue Musafir Ek Baar palat Kar To Dekh!!!
Kuch Lehrein Saath Apne  Kinaare Bhi Le Jaate Hai

Haste-Khelte, Rote-Muskurate Hue Zindagi Guzri Hai
Waqt Aur Halaat Aksar Apne Hisse ke Khel Khilaate Hai

Milkar Bichde Hai, Bichad kar Phir Mile Hai...!!!!!
Yaadein Hardum Apni Kuch Nishnaiyan De Jaate Hai

Waqt Ke Mez Par Kuch Dhoondhli Si Tasveerein Hai
Tasveerein Aksar Guzri Hui Kahaniyan Sunaate Hai

Kahreedne Ko Jisse Kam Padhti Hai Daulat-e-Duniya Bhi!!!
"Kuch Sukoon Ke Pal" ke Liye Bas Yahan Sab Jiye Jaate Hai

"Khwaish" Mithi Zubaan Aur Saadgi Se Rehna Umar Bhar!!!
Insaan Bhi Insaan Ko Yaad Kar Yahan Ashq Bahaate Hai
 
                ~~~~~Khwaish~~~~~


Aisi lajaawab aur bemisaal baten bahut kam
rehgayin hain duniya men, aisi soch bahut kam

voh dosti ko tardapne vale dost bhi kam
Vaisi belauz, be-fikr ki dosti bhi kam

Nahi koi farq ab matlab-o-fareb men kam
karta dosti ke naam nahi koi lalach kam

Daad!! khwaish sahab, hamse besaakhta lafz ugalvane ke liye
aur zor-e qalm dad nikalvane keliye.

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 08, 2012, 03:35:40 PM »
Aapka Bahut Bahut Shukriya Saheb icon_flower
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #11 on: September 15, 2012, 05:39:19 PM »
Nice!!!! Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 03:31:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer