Insaaniyat Ka Sar Jhukk Gaya {Peshawar School Attack}

by Jaanasheen on December 17, 2014, 12:35:28 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 10458 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile

Allah Un Maa'on Ko Sabr De Jinke Godd Ujard Gaye, Bohat Dukh Hua Masoom Bachchon Ki Laashon Ka Kafan Dekhkar,.
Rabb Un Zaleemon Ko Nast-o-Nabood Kare,.

Aameen,.

Kuch To Sharam Aayi Hogi,.
Goli Jab Tumne Chalaai Hogi,.

Nanhe Bachche The Sab, Jinko Maara,.
Masoomon Ne Tum Sabka, Kya Bigaara,.

Kya Cheekh Tumhe Sunaai Na Di,.
Tadapti Jaan Kya Dikhaai Na Di,.

Kis Kaleje Se Bandook Chalaai Tumne,.
Insaaniyat Ki Gardan Jhukaai Tumne,.

Kya Milaa Masoom Charaagon Ko Bhujaakar,.
Kya Milaa Kisi Ka Ghar Jalaakar,.

Khuda Tumhe Na Maaf Karega,.
Tumhaare Saath Wo Insaaf Karega,.

Dil Roya Bohat Is Baar Kafan Dekhkar,.
Maa Ki Godd Mein Bachchon Ka Sar Dekhkar,.

-M Azeem Aarzu,.

Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012

View Profile WWW
«Reply #1 on: December 17, 2014, 03:32:54 AM »
Bhagwan unke maa baap ko ye sab sehne ki himmat de; or eyse zalimo ko badi dard naak saza de
Logged
laaiba
Guest
«Reply #2 on: December 17, 2014, 11:17:06 AM »
Allah Un Maa'on Ko Sabr De Jinke Godd Ujard Gaye, Bohat Dukh Hua Masoom Bachchon Ki Laashon Ka Kafan Dekhkar,.
Rabb Un Zaleemon Ko Nast-o-Nabood Kare,.

Aameen,.

Kuch To Sharam Aayi Hogi,.
Goli Jab Tumne Chalaai Hogi,.

Nanhe Bachche The Sab, Jinko Maara,.
Masoomon Ne Tum Sabka, Kya Bigaara,.

Kya Cheekh Tumhe Sunaai Na Di,.
Tadapti Jaan Kya Dikhaai Na Di,.

Kis Kaleje Se Bandook Chalaai Tumne,.
Insaaniyat Ki Gardan Jhukaai Tumne,.

Kya Milaa Masoom Charaagon Ko Bhujaakar,.
Kya Milaa Kisi Ka Ghar Jalaakar,.

Khuda Tumhe Na Maaf Karega,.
Tumhaare Saath Wo Insaaf Karega,.

Dil Roya Bohat Is Baar Kafan Dekhkar,.
Maa Ki Godd Mein Bachchon Ka Sar Dekhkar,.

-M Azeem Aarzu,.

azeem g aapke purkhaloos jazbe ko salam hai,her lafz ne aankh ko ashkbaar kiya hay,.......
Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: December 17, 2014, 12:49:07 PM »

ALLAH zalimo.n ko ghaarat kare  duniya aur aakhrat dono jagah.......ameen

 tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #4 on: December 17, 2014, 09:14:14 PM »
Bhagwan unke maa baap ko ye sab sehne ki himmat de; or eyse zalimo ko badi dard naak saza de

Aameen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #5 on: December 17, 2014, 09:16:46 PM »
azeem g aapke purkhaloos jazbe ko salam hai,her lafz ne aankh ko ashkbaar kiya hay,.......

Jo Hua Wo Na Hota To Achcha Tha, Aankhein Bandh Karoon To Wo Manzar Dikhaai Deta Hai,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #6 on: December 17, 2014, 09:17:57 PM »

ALLAH zalimo.n ko ghaarat kare  duniya aur aakhrat dono jagah.......ameen

 tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed

Aameen Ya Rabbul Aalameen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #7 on: December 17, 2014, 09:23:54 PM »
Very Sad Moment Of Peshawar,.

Zameen Kaam'ppi Hogi, Aasmaan Roya Hoga,.
Ek Maasoom Jab Goli Khaakar Soya Hoga,.

Us Maa Ki Kya Haalat Hui Hogi,.
Kaise Nanhe Kafan Ko Baap Ne Dhoya Hoga,.

-Azeem Aarzu,.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #8 on: December 18, 2014, 01:31:10 AM »
SHAME SHAME SHAME khudaa un bachhon ke maan-baap ko himmat de
Logged
Ram Krishan Rastogi
Umda Shayar
*

Rau: 69
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
30 days, 21 hours and 9 minutes.

Posts: 4988
Member Since: Oct 2010

View Profile
«Reply #9 on: December 18, 2014, 03:01:25 AM »
भगवान उन परिवारों को ये दुःख सहने की शक्ति दे और उन मासूम बच्चो की आत्मा को सकूं बख्से
Logged
khujli
Guest
«Reply #10 on: December 18, 2014, 06:15:53 AM »
Allah Un Maa'on Ko Sabr De Jinke Godd Ujard Gaye, Bohat Dukh Hua Masoom Bachchon Ki Laashon Ka Kafan Dekhkar,.
Rabb Un Zaleemon Ko Nast-o-Nabood Kare,.

Aameen,.

Kuch To Sharam Aayi Hogi,.
Goli Jab Tumne Chalaai Hogi,.

Nanhe Bachche The Sab, Jinko Maara,.
Masoomon Ne Tum Sabka, Kya Bigaara,.

Kya Cheekh Tumhe Sunaai Na Di,.
Tadapti Jaan Kya Dikhaai Na Di,.

Kis Kaleje Se Bandook Chalaai Tumne,.
Insaaniyat Ki Gardan Jhukaai Tumne,.

Kya Milaa Masoom Charaagon Ko Bhujaakar,.
Kya Milaa Kisi Ka Ghar Jalaakar,.

Khuda Tumhe Na Maaf Karega,.
Tumhaare Saath Wo Insaaf Karega,.

Dil Roya Bohat Is Baar Kafan Dekhkar,.
Maa Ki Godd Mein Bachchon Ka Sar Dekhkar,.

-M Azeem Aarzu,.

boss!!!!!!!!!!!!

insaniyat per kalank hai aapki shradhanjalee ko salaam
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #11 on: December 18, 2014, 07:01:37 AM »
Bahut achhe jazbaat ka izhaar kiya hai . Allah taal in Zalimon aur unkeo darghalaane waalon ka satyanaas kare . Aamin
Logged
srishti raj chintak
Maqbool Shayar
****

Rau: 6
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 11 hours and 35 minutes.
Posts: 597
Member Since: Feb 2013

View Profile
«Reply #12 on: December 18, 2014, 02:08:31 PM »
Allah Un Maa'on Ko Sabr De Jinke Godd Ujard Gaye, Bohat Dukh Hua Masoom Bachchon Ki Laashon Ka Kafan Dekhkar,.
Rabb Un Zaleemon Ko Nast-o-Nabood Kare,.

Aameen,.

Kuch To Sharam Aayi Hogi,.
Goli Jab Tumne Chalaai Hogi,.

Nanhe Bachche The Sab, Jinko Maara,.
Masoomon Ne Tum Sabka, Kya Bigaara,.

Kya Cheekh Tumhe Sunaai Na Di,.
Tadapti Jaan Kya Dikhaai Na Di,.

Kis Kaleje Se Bandook Chalaai Tumne,.
Insaaniyat Ki Gardan Jhukaai Tumne,.

Kya Milaa Masoom Charaagon Ko Bhujaakar,.
Kya Milaa Kisi Ka Ghar Jalaakar,.

Khuda Tumhe Na Maaf Karega,.
Tumhaare Saath Wo Insaaf Karega,.

Dil Roya Bohat Is Baar Kafan Dekhkar,.
Maa Ki Godd Mein Bachchon Ka Sar Dekhkar,.

-M Azeem Aarzu,.

so sad
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #13 on: December 19, 2014, 03:55:28 AM »
SHAME SHAME SHAME khudaa un bachhon ke maan-baap ko himmat de

Aameen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #14 on: December 19, 2014, 03:56:55 AM »
भगवान उन परिवारों को ये दुःख सहने की शक्ति दे और उन मासूम बच्चो की आत्मा को सकूं बख्से
Aameen
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 11:17:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer