intzaar

by Ghazal on August 21, 2005, 02:55:09 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2509 times)
Ghazal
Guest
tum jo door ho tanhaa hum hogay hai
tari intzaar mein bas aansoo bah rahy hai

tanhaiyo mein hum khud sey na jany
kya kya kaha rahy hai....................

intzaar karty karty hum murjha rahy hai
per naa jany kyu wo nahi samjh rahy hai

dil kaa haal kya hai ya kisay samjhny jaay
loog to hamy pagal samjh rahy hai

inn aahkoo ko bas tera hi intzaar hai
tare aany ki umeed mein palky bhi nahi jhapak rahy hai

tu door hai magar tare mohobat
key shooly iss dil mein dhadhak rahy hai

tery intzaar mein hum rasto per bhatak rahy hai
tanhaiyo mein hum jany kya kya bak rahy hai

zindgi ki khushi paany ko hum
naa jany kab say taras rahy hai

 sad5  sad5  sad5  sad5
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
intzaar by sweet_gal in Shayri-E-Dard
Tera Intzaar by anjali.sharma in Shayri for Dard -e- Judai
Uska Mujhe Intzaar Hai by timy in Ghazals
~~~tumhare intzaar main~~~ by Sammual in Shayri for Dard -e- Judai
~~~Akhiri Intzaar~~~ by Sammual in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Aryaan
Guest
«Reply #1 on: August 21, 2005, 02:57:03 PM »
Wah...Bohat khoob Ghazal............
Logged
Ghazal
Guest
«Reply #2 on: August 21, 2005, 03:20:20 PM »
thx aryaan

zindgi ka falsfa bas itna hai
her dil mein mohobat hai
fer bhi koi na koi dil tanha hai
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #3 on: August 21, 2005, 04:15:17 PM »
hey nice one ghazal............keep it up!!!!!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #4 on: August 21, 2005, 05:30:54 PM »
Quote from: "Ghazal"
tum jo door ho tanhaa hum hogay hai
tari intzaar mein bas aansoo bah rahy hai

tanhaiyo mein hum khud sey na jany
kya kya kaha rahy hai....................

intzaar karty karty hum murjha rahy hai
per naa jany kyu wo nahi samjh rahy hai

dil kaa haal kya hai ya kisay samjhny jaay
loog to hamy pagal samjh rahy hai

inn aahkoo ko bas tera hi intzaar hai
tare aany ki umeed mein palky bhi nahi jhapak rahy hai

tu door hai magar tare mohobat
key shooly iss dil mein dhadhak rahy hai

tery intzaar mein hum rasto per bhatak rahy hai
tanhaiyo mein hum jany kya kya bak rahy hai

zindgi ki khushi paany ko hum
naa jany kab say taras rahy hai

 sad5  sad5  sad5  sad5


wow  wonderfullllllllllll   Ghazal..................   very  Touching..............

wah  ki  har ahad  mohabbat   se  mukarta  jaaye
dil  wah  ki  zaalim  ki, usi  shaks  per marta jaaye
mere  pehloo  mein  wah aaya  bhi to  khusboo ki  tarah
main use  jitna sametoon  wah  bikharta  jaaye...................
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #5 on: August 21, 2005, 05:40:01 PM »
wah wah wah ghazal...........kya baat kahi hai....dil khush ho gaya padhke........very nice waheed.
Logged
Ghazal
Guest
«Reply #6 on: August 22, 2005, 04:24:04 AM »
thx waheed bohot acchga likha hai
thx a lot nidhi app sabka shukriya

mohobat to ek assa nasha hai
jo bina shraab key hi chara hai

mohobat mein jii rahy hai hum
hamy to mohobat ka nasha hai

iss duniya mein kon mohobaat sey bacha hai
joo bacha hai ussy bhi chan kaha hai
Logged
Tosha
Guest
«Reply #7 on: August 22, 2005, 11:38:54 AM »
Quote from: "Ghazal"
tum jo door ho tanhaa hum hogay hai
tari intzaar mein bas aansoo bah rahy hai

tanhaiyo mein hum khud sey na jany
kya kya kaha rahy hai....................

intzaar karty karty hum murjha rahy hai
per naa jany kyu wo nahi samjh rahy hai

dil kaa haal kya hai ya kisay samjhny jaay
loog to hamy pagal samjh rahy hai

inn aahkoo ko bas tera hi intzaar hai
tare aany ki umeed mein palky bhi nahi jhapak rahy hai

tu door hai magar tare mohobat
key shooly iss dil mein dhadhak rahy hai

tery intzaar mein hum rasto per bhatak rahy hai
tanhaiyo mein hum jany kya kya bak rahy hai

zindgi ki khushi paany ko hum
naa jany kab say taras rahy hai

 sad5  sad5  sad5  sad5


good good ...!!!

aab aasu bhi na aayenge
hum aab patthar dil hogaye
dekh ke tere chare pe khushi
hum aapne guhm pe gaye

je hai zindgi bhatkhen hai dar dar
jo mila tu hui teri fikar
dekhi jo teri aakhon main umeed
hum aapne khuwab todh chale

hum mahefil main bhhi tahna hai
jeena bin tere aab gawara hai
jo mila hai saath tujhe
hum aapne saathi gumagaye

haste the tere liye roye bhi tere liye
aaj murjha gaye jo kal the khile khile
jo mili tujhe aaj kushi
hum maut ke rukh mudh liye
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #8 on: August 22, 2005, 03:53:16 PM »
Nice One Waheed & very nice Tosha.......
Logged
Tosha
Guest
«Reply #9 on: August 22, 2005, 08:20:52 PM »
Thanx a lot Aryaan
.....................................
Logged
Ghazal
Guest
«Reply #10 on: August 24, 2005, 10:41:10 AM »
very nice tosha

tanhayi hai duniya mari
tu hi to hai kismat mari
Logged
ali
Guest
«Reply #11 on: August 26, 2005, 08:52:12 PM »
tum jo door ho tanhaa hum hogay hai
tari intzaar mein bas aansoo bah rahy hai

tanhaiyo mein hum khud sey na jany
kya kya kaha rahy hai....................

intzaar karty karty hum murjha rahy hai
per naa jany kyu wo nahi samjh rahy hai

dil kaa haal kya hai ya kisay samjhny jaay
loog to hamy pagal samjh rahy hai

inn aahkoo ko bas tera hi intzaar hai
tare aany ki umeed mein palky bhi nahi jhapak rahy hai

tu door hai magar tare mohobat
key shooly iss dil mein dhadhak rahy hai

tery intzaar mein hum rasto per bhatak rahy hai
tanhaiyo mein hum jany kya kya bak rahy hai

zindgi ki khushi paany ko hum
naa jany kab say taras rahy hai

 mohobat to ek assa nasha hai
jo bina shraab key hi chara hai

mohobat mein jii rahy hai hum
hamy to mohobat ka nasha hai

iss duniya mein kon mohobaat sey bacha hai
joo bacha hai ussy bhi chan kaha hai      

Bahot khub Ghazal
Logged
Ghazal
Guest
«Reply #12 on: August 31, 2005, 09:21:45 AM »
thx ali jii

par appny to sab mera hi likh diya kuch appna bhi to likha hota thx a lot

tareef kaa shukriya accha lagta hai jab koi bara tareef karta hai
Logged
bhambra
Guest
«Reply #13 on: September 01, 2005, 10:12:33 AM »
Nice all...

Marte hain aarzoo me marne ki,
Maut ati hai, par nahin ati. [NM]
Logged
ali
Guest
«Reply #14 on: September 01, 2005, 09:05:00 PM »
Kehna to ham usse Bahot kuch cahte hai
Lab siljate hai jab wo samne hota hai

Tum dosti ka farz nibhao istarha se
Lab tumhare ho or alfaz hamare
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:48:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer