IS BAAT KA MUJHE....................

by Tanha(Saurabh) on September 25, 2008, 08:53:27 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1058 times)
Tanha(Saurabh)
Guest
IS BAAT KA MUJHE YAKEEN THA KI WO,
DOOR JA RAHE THE MUJHSE PAAS AATE HUE.

WO SURMAYI SI RAAT AUR FIR UNKA MILNA,
MERA DIL SAATH LE GAYE THE MUSKURAATE HUE.

KYA UNKE IS JAHAAN MEIN DEEWANE BAHUT THE?
BADA WAQT LAG RAHA HAI MAUT AATE HUE.

MUJHE KUCHH YAAD NAHI KYA TUMKO ILM HAI,
HUE KAB BEWAFA HUM WAADE NIBHATE HUE.

YE BHI TO ZINDGI KA ANDAAZ HO SAKTA THA,
GUZAR JAATI YE PYAAR TERA PAATE HUE.

KABHI ASHQ CHHALKEGE UN AANKHON SE YAKEEN HAI,
GUZRE WAQT KI HAR LAKEER KO MITAATE HUE.

NEEND AAJAAYE AB INTZAAR RAHTA HAI,
BAHUT ARSAA HUA NAZAR KO DHUNDHLAATE HUE.

BUJHE AAFTAAB TUM YAAD KAROGE NA KABHI?
ZINDGI APNI NAYE SITAARON SE SAJAATE HUE.

CHALTI RAHI JO KASHTI TOOFAAN AANE PAR,
USE TOD GAYI BAS EK MAUJ JAATE HUE.

'TANHA' LAGTA HAI AB WO MAAN JAYENGE,
BAHUT ARSA HUA HAI MUJHE RULAATE HUE.

-----TANHA(SAURABH)

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dil ke baat aap se by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
Koi to dilaasa de mujhe koi to mujhse baat kare by clicksahil in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Woh baat baat mein.... by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
Baat karni mujhe mushkil..... by nadeem1992 in Share Poetry You Like
Har Roz Mujhe Es Baat Ka Ahsaas Hota Hai. by FARE in Shayri for Dard -e- Judai
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: September 25, 2008, 09:38:25 AM »
bohat arsa hua hai muje rulate hue

subhan_allah bohat khoobsurat ghazal thi allah is ghazal ko bohat shorat bakshe
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: September 25, 2008, 11:14:18 AM »
IS BAAT KA MUJHE YAKEEN THA KI WO,
DOOR JA RAHE THE MUJHSE PAAS AATE HUE.

WO SURMAYI SI RAAT AUR FIR UNKA MILNA,
MERA DIL SAATH LE GAYE THE MUSKURAATE HUE.

KYA UNKE IS JAHAAN MEIN DEEWANE BAHUT THE?
BADA WAQT LAG RAHA HAI MAUT AATE HUE.

MUJHE KUCHH YAAD NAHI KYA TUMKO ILM HAI,
HUE KAB BEWAFA HUM WAADE NIBHATE HUE.

YE BHI TO ZINDGI KA ANDAAZ HO SAKTA THA,
GUZAR JAATI YE PYAAR TERA PAATE HUE.

KABHI ASHQ CHHALKEGE UN AANKHON SE YAKEEN HAI,
GUZRE WAQT KI HAR LAKEER KO MITAATE HUE.

NEEND AAJAAYE AB INTZAAR RAHTA HAI,
BAHUT ARSAA HUA NAZAR KO DHUNDHLAATE HUE.

BUJHE AAFTAAB TUM YAAD KAROGE NA KABHI?
ZINDGI APNI NAYE SITAARON SE SAJAATE HUE.

CHALTI RAHI JO KASHTI TOOFAAN AANE PAR,
USE TOD GAYI BAS EK MAUJ JAATE HUE.

'TANHA' LAGTA HAI AB WO MAAN JAYENGE,
BAHUT ARSA HUA HAI MUJHE RULAATE HUE.

-----TANHA(SAURABH)



Wonderful Saurabh.....Bohot Khoob Applause Applause
Logged
k.shael
Guest
«Reply #3 on: September 25, 2008, 11:25:49 AM »
 Applause  Applause
BAHUT KHOOB LIKHA HAI
TANHA JI...
BY. K.SHAEL
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: September 25, 2008, 11:28:27 AM »
 Applause Tanha(Saurabh)ji khoob likha hai aapne..
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #5 on: September 25, 2008, 11:30:35 AM »
bohat bohat shukriya....sajid ji, Celmira ji, shael ji and Honey ji...
aap logon ne ise saraha.. Thankyou !
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #6 on: September 25, 2008, 11:31:07 AM »
Saurabh,

Excellent ! Applause Applause Applause

Bahut he behtareen peshkash aap ki taraf se Thumbs UP

Keep going !
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: September 25, 2008, 11:31:27 AM »
IS BAAT KA MUJHE YAKEEN THA KI WO,
DOOR JA RAHE THE MUJHSE PAAS AATE HUE.

WO SURMAYI SI RAAT AUR FIR UNKA MILNA,
MERA DIL SAATH LE GAYE THE MUSKURAATE HUE.

KYA UNKE IS JAHAAN MEIN DEEWANE BAHUT THE?
BADA WAQT LAG RAHA HAI MAUT AATE HUE.

MUJHE KUCHH YAAD NAHI KYA TUMKO ILM HAI,
HUE KAB BEWAFA HUM WAADE NIBHATE HUE.

YE BHI TO ZINDGI KA ANDAAZ HO SAKTA THA,
GUZAR JAATI YE PYAAR TERA PAATE HUE.

KABHI ASHQ CHHALKEGE UN AANKHON SE YAKEEN HAI,
GUZRE WAQT KI HAR LAKEER KO MITAATE HUE.

NEEND AAJAAYE AB INTZAAR RAHTA HAI,
BAHUT ARSAA HUA NAZAR KO DHUNDHLAATE HUE.

BUJHE AAFTAAB TUM YAAD KAROGE NA KABHI?
ZINDGI APNI NAYE SITAARON SE SAJAATE HUE.

CHALTI RAHI JO KASHTI TOOFAAN AANE PAR,
USE TOD GAYI BAS EK MAUJ JAATE HUE.

'TANHA' LAGTA HAI AB WO MAAN JAYENGE,
BAHUT ARSA HUA HAI MUJHE RULAATE HUE.

-----TANHA(SAURABH)



Waah.. That's perfect..
Very Beautiful Creation Saurabh... Applause

Keep Writing...  Thumbs UP
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #8 on: September 25, 2008, 11:36:54 AM »
thanks alot Rajbir ji and Mahiya ji......

Taur tareeka-e-shayari kato pata nahi mujhe,
Yunhi kalam chala ke dil kiya jo likh diya.


 notworthy
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #9 on: September 25, 2008, 11:40:05 AM »
thanks alot Rajbir ji and Mahiya ji......

Taur tareeka-e-shayari kato pata nahi mujhe,
Yunhi kalam chala ke dil kiya jo likh diya.


 notworthy

Jo likha woh kamaal likha, Aur Kamaal par dhamaal likha..
Bus, yun hi likhte rahiyega humesha.. Usual Smile
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #10 on: September 25, 2008, 11:42:10 AM »
Tumhe shayad kuch inspiration mile likhne ke liye Winking tongue3
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #11 on: September 25, 2008, 12:17:27 PM »
again a good creation tanha....

behad sadhi hui aur har sher pahle se wajani....behtreen behtreen aur behatreen

daad kabool karen
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #12 on: September 25, 2008, 12:21:19 PM »
Aap sab ka bohat bohat shukriya... bekarar ji..
notworthy notworthy
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #13 on: September 25, 2008, 12:25:50 PM »
your always welcome tanha ......
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: September 28, 2008, 05:44:00 AM »
bahut bahut khoob saurabhji.. Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:52:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer