Is Dil Mein....

by majid on February 03, 2009, 03:35:53 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1667 times)
majid
Guest
         Lab Hai Khaomsh Aur Ek Baat Hai Is Dil Mein.
       Jane Kyun Bezuban Si Har Hasrat Hai Is Dil Mein

        Aankhein Hai Majbur In Chehron Ki Bheed Mein
      Phir Bhi Chhupi Hai Ek Pyari Si Surat Is Dil Mein

      Ud Rahi Hai Fizao,n Mein Dard Ki Mitthi Si Mehak
     Lagta Nahi Ab Hogi Khushiyon Ki Barsaat Is Dil Mein

      Sukh Gayi Hai Ehsaason Ki Saari Nadiyna Kab Ki
      Ye Phir Kis Ki Yaad Karti Gasht Hai Is Dil Mein

      Kaash Ki Koi Ab Aake Mila De Mujh Ko Mujhi Se Zara
        Bohat Se Abhi Aise Sawaalat Hai Is Dil Mein

      Zara Si Mohabbat Karli Zara Sa Dard Bhi Seh Liya
        Ki Ab Sirf Ujhade Hue Haalat Hai Is Dil Main

                          (Shihab)
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #1 on: February 03, 2009, 03:41:12 PM »
         Lab Hai Khaomsh Aur Ek Baat Hai Is Dil Mein.
       Jane Kyun Bezuban Si Har Hasrat Hai Is Dil Mein

        Aankhein Hai Majbur In Chehron Ki Bheed Mein
      Phir Bhi Chhupi Hai Ek Pyari Si Surat Is Dil Mein

      Ud Rahi Hai Fizao,n Mein Dard Ki Mitthi Si Mehak
     Lagta Nahi Ab Hogi Khushiyon Ki Barsaat Is Dil Mein

      Sukh Gayi Hai Ehsaason Ki Saari Nadiyna Kab Ki
      Ye Phir Kis Ki Yaad Karti Gasht Hai Is Dil Mein

      Kaash Ki Koi Ab Aake Mila De Mujh Ko Mujhi Se Zara
        Bohat Se Abhi Aise Sawaalat Hai Is Dil Mein

      Zara Si Mohabbat Karli Zara Sa Dard Bhi Seh Liya
        Ki Ab Sirf Ujhade Hue Haalat Hai Is Dil Main

                          (Shihab)

Subhan Allah Shihab wah wah !! kya likha mere bhai dil khush kar diya tumne aur ghazal ka 3rd sher to sans hi ruka dega yaar !! wah wah wah !! allah tumhe khush rakhe bhai !!

Qadeer Toopchi
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: February 03, 2009, 04:29:50 PM »
Wah Shihab jis tarah se tumne dard aur mohabbat ko joda hain maza aa gaya waqt nikal ke kuch likhuga zaroor wada.  Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
deewaani
Guest
«Reply #3 on: February 03, 2009, 04:50:09 PM »
SubhaanAllaah kya ghazal hai!!

nice one Shihab bhai  Applause
Logged
ANAAMIKA
Guest
«Reply #4 on: February 03, 2009, 05:24:46 PM »
Dil se nikli aah si gazal hai aapki.. Applause Applause Applause
Bahut khoob...
Per bhaijaan zara se pyarr zara se dard se ghabra gye
Is ujhade dil me fir se khumaar jagaiye aur likhiye....
         Lab Hai Khaomsh Aur Ek Baat Hai Is Dil Mein.
       Jane Kyun Bezuban Si Har Hasrat Hai Is Dil Mein

        Aankhein Hai Majbur In Chehron Ki Bheed Mein
      Phir Bhi Chhupi Hai Ek Pyari Si Surat Is Dil Mein

      Ud Rahi Hai Fizao,n Mein Dard Ki Mitthi Si Mehak
     Lagta Nahi Ab Hogi Khushiyon Ki Barsaat Is Dil Mein

      Sukh Gayi Hai Ehsaason Ki Saari Nadiyna Kab Ki
      Ye Phir Kis Ki Yaad Karti Gasht Hai Is Dil Mein

      Kaash Ki Koi Ab Aake Mila De Mujh Ko Mujhi Se Zara
        Bohat Se Abhi Aise Sawaalat Hai Is Dil Mein

      Zara Si Mohabbat Karli Zara Sa Dard Bhi Seh Liya
        Ki Ab Sirf Ujhade Hue Haalat Hai Is Dil Main

                          (Shihab)
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #5 on: February 03, 2009, 05:29:15 PM »
Bohat Achche Nice One, Majid Bhai Har Baar Ki Tarah, Yunhi Likte Raho,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #6 on: February 03, 2009, 05:36:46 PM »
Dil Mehroom Hai, Khushi Ki Lazzat Se Mera Dil,.
Har Ek Ne Ise, Ghamo Ka Mazaa Hi Chakhaaya Hai,.

Jis Se Bhi Maine Khushi Ki Aas Ki Thi Duniya Mein,.
Usne Badi Hi Berahmi Se Mera Dil Dukhaaya Hai,.

____________________________-Jaanasheen-

Logged
k.shael
Guest
«Reply #7 on: February 04, 2009, 05:45:59 AM »
         Lab Hai Khaomsh Aur Ek Baat Hai Is Dil Mein.
       Jane Kyun Bezuban Si Har Hasrat Hai Is Dil Mein

        Aankhein Hai Majbur In Chehron Ki Bheed Mein
      Phir Bhi Chhupi Hai Ek Pyari Si Surat Is Dil Mein

      Ud Rahi Hai Fizao,n Mein Dard Ki Mitthi Si Mehak
     Lagta Nahi Ab Hogi Khushiyon Ki Barsaat Is Dil Mein

      Sukh Gayi Hai Ehsaason Ki Saari Nadiyna Kab Ki
      Ye Phir Kis Ki Yaad Karti Gasht Hai Is Dil Mein

      Kaash Ki Koi Ab Aake Mila De Mujh Ko Mujhi Se Zara
        Bohat Se Abhi Aise Sawaalat Hai Is Dil Mein

      Zara Si Mohabbat Karli Zara Sa Dard Bhi Seh Liya
        Ki Ab Sirf Ujhade Hue Haalat Hai Is Dil Main

                          (Shihab)

Bahut Khoob Aur bahut hi pyara likha har baar ki tarah aapne
Shihab Ji,

kuch likh rahi ho umeed hai pasand aayega,

Uss gamm ke jamane ko beete mudaat ho gayi,
par aab bhi shamshaan jalta hai jaane kyun iss dil me,

Unki Yaadoon ko mitaye hue mudaat ho gayi,
par aab bhi ek saaya sa rehta hai jaane kyun iss dil me,

Dil ki galiyoo ko band kiye hue mudaat ho gayi,
Par aab bhi koi pairoon ki aahat karta hai jaane kyun iss dil me,

Khuda jaane ye kaise marzi hai uski,

Marre hue hame to mudaat ho gayi,
Par aab bhi saanso ka aana jaana laga rehta hai jaane kyun iss dil me,

Shally. 
Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: February 04, 2009, 03:09:40 PM »

Bahut khoob Majid brother  Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: February 04, 2009, 03:10:48 PM »

Bahut Khoob Aur bahut hi pyara likha har baar ki tarah aapne
Shihab Ji,

kuch likh rahi ho umeed hai pasand aayega,

Uss gamm ke jamane ko beete mudaat ho gayi,
par aab bhi shamshaan jalta hai jaane kyun iss dil me,

Unki Yaadoon ko mitaye hue mudaat ho gayi,
par aab bhi ek saaya sa rehta hai jaane kyun iss dil me,

Dil ki galiyoo ko band kiye hue mudaat ho gayi,
Par aab bhi koi pairoon ki aahat karta hai jaane kyun iss dil me,

Khuda jaane ye kaise marzi hai uski,

Marre hue hame to mudaat ho gayi,
Par aab bhi saanso ka aana jaana laga rehta hai jaane kyun iss dil me,

Shally. 

Wah wah Shally bahut khoob likha aapne... Sabhash dear..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #10 on: February 04, 2009, 03:27:56 PM »
Zahe Naseeb Bhai Ki Aapko Pasand Aaya
Bas Bhai Aap Jaise Ustadon Ko Nakal Kar Lete Hai
Bohat Bohat Shukariya Aapka ....
Aur Bohat Hi Khoob Likha Hai Aapne
Kum Shabdo Mein Khush Rahe...

Mohabbat Ki Raahon Humne Bhi Kuch Inaam Paaye Hai.
Thodi Udaashi Aur Do Bund Aasnhu Hissey Mein Aaye Hai.

Kya Karta Mein In Duniya Waalon Se Jhuthi Umeed Azeem
Bohat Se Toote Khwaab Meine Is Dil Mein Hi Jalaaye Hai

Bhai Hum Ustaad Nahi Hai, Kyun Mujhe Baar Baar Zaleel Karte Ho,.
Iam Not Ustaad, And Please Dont tell Me Again,.

Hum Bhi Seekh Hi Rahe Hain, Aapse, Aur Sabse,.

Aap Bhi Khush raho,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #11 on: February 05, 2009, 06:17:45 AM »
Bohat Bohat Shukariya Shael Ji Har Baar Ki Tarah
Aur Bohat Achhi Koshish Hai Aapki Good Job Ji Keep It Up..

Hum Iska Rep Kuch Bana To Baad Mein Jarur Denge..

Shukriya Janab,

Sach kahe to aapke samne to ye nacheez sirf kosish hi kar sakti
hai likhne ki,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #12 on: February 05, 2009, 06:19:29 AM »
Wah wah Shally bahut khoob likha aapne... Sabhash dear..

Shukriya Roza didi,

Aacha laga ki aapne samjha hamari feelings ko,

Shally.
Logged
fairy2633
Guest
«Reply #13 on: February 06, 2009, 11:57:02 AM »
subhanallah....bahut khoob shihab ji...so touching... Clapping Smiley allah aapko saari khushiyon se nawaze... Usual Smile
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #14 on: April 05, 2009, 06:28:34 AM »
         Lab Hai Khaomsh Aur Ek Baat Hai Is Dil Mein.
       Jane Kyun Bezuban Si Har Hasrat Hai Is Dil Mein

        Aankhein Hai Majbur In Chehron Ki Bheed Mein
      Phir Bhi Chhupi Hai Ek Pyari Si Surat Is Dil Mein

      Ud Rahi Hai Fizao,n Mein Dard Ki Mitthi Si Mehak
     Lagta Nahi Ab Hogi Khushiyon Ki Barsaat Is Dil Mein

      Sukh Gayi Hai Ehsaason Ki Saari Nadiyna Kab Ki
      Ye Phir Kis Ki Yaad Karti Gasht Hai Is Dil Mein

      Kaash Ki Koi Ab Aake Mila De Mujh Ko Mujhi Se Zara
        Bohat Se Abhi Aise Sawaalat Hai Is Dil Mein

      Zara Si Mohabbat Karli Zara Sa Dard Bhi Seh Liya
        Ki Ab Sirf Ujhade Hue Haalat Hai Is Dil Main

                          (Shihab)

100 % shayri...Ik sulze Hue Shayar Ho Majid bhai.
Aur Mere Paas Koi Lafz Nahi Shayar Hazraaton K Liye...

Aur Meri Jaan Ustaad To Tum Ho Hi
Aur Azeem Bhi Kaafi Ustaad Hai.....
Dono Ikke pe Ikka Ho..Koi shaqqqq nai Jisme
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 12, 2025, 12:23:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer