ranjana
Guest
|
«Reply #15 on: August 15, 2006, 04:04:59 AM » |
|
zindagi waqt ke sehara mein yun bhatakti hai jaise payaas koi jalti hai bujhati hai bejubaan sa dard ab jam gaya hai seene mein roz koi baat unki yaad aake mere dil mein chubhati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #16 on: August 17, 2006, 09:57:44 AM » |
|
Yeh behtar hai sulagti jindagi se ab jaan choote khudaya ab mujhse armano ka maatam nahi hota..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #17 on: August 17, 2006, 10:01:28 AM » |
|
Yeh behtar hai sulagti jindagi se ab jaan choote khudaya ab mujhse armano ka maatam nahi hota.. wonderful waheed ........bahut khoob ... jab armaan chita ki tarah sulagate hain seene mein zindagi jeene ka koi maksad koi maza nahi rehta
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #18 on: August 17, 2006, 03:02:53 PM » |
|
Yeh behtar hai sulagti jindagi se ab jaan choote khudaya ab mujhse armano ka maatam nahi hota.. wonderful waheed ........bahut khoob ... jab armaan chita ki tarah sulagate hain seene mein zindagi jeene ka koi maksad koi maza nahi rehta shukriya Ranajan........ very nice again..... Zindagi ke bhed ko mere siwa jaanega kaun Zindagi kuch bhi nahi tere tasavvur ke siwa.............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #19 on: August 18, 2006, 04:41:37 AM » |
|
juda ho gaye woh rahagujar bhi hamse jinhe zindagi bhar hamaara saath nibhana thaa
ab ek sunssan raha hai zindagi ki meri aur saath sirf unki yaado ne mera nibhaana thaa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #20 on: August 18, 2006, 09:14:45 AM » |
|
juda ho gaye woh rahagujar bhi hamse jinhe zindagi bhar hamaara saath nibhana thaa
ab ek sunssan raha hai zindagi ki meri aur saath sirf unki yaado ne mera nibhaana thaa very nice sharing Ranajana,.......... Is Zindagi mein itni faragat kise naseeb itna na yaad kar ki tujhe bhool jayen hum..............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #21 on: August 18, 2006, 12:59:42 PM » |
|
very Nice Ranjana .... Gaurav ... n waheed
Zindagi ki raaho.n me kuchh kami si lagti hai Saans chal rahi hai par majboori si lagti hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #22 on: August 18, 2006, 02:44:05 PM » |
|
shukriya Saba........... excellent reply......
Zahid ko kuch bata ai jaane aaarzu kis tarah teri yaad mein gujregi jindagi ........ nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #23 on: August 19, 2006, 05:23:17 AM » |
|
bahut khoob saba and waheed .......
kabhi khushi se kabhi mazburi se zindagi ko nibha liya kuch karz thaa hum per zindagi ka hamne isko yun nibha liya
jab bhi dil ne haari baazi zindagi ki kahi hamne har dard ko hans ke apni muskarahat mein chhipa liya!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #24 on: August 19, 2006, 07:40:04 AM » |
|
Nice again Ranjana shukriya Saba........... excellent reply......
Zahid ko kuch bata ai jaane aaarzu kis tarah teri yaad mein gujregi jindagi ........ nm Thanxxx n nice one again Guzar hi jaaygi yeh zindagi Waheed Yeh aur baat hai k kaanto par guzre
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #25 on: August 19, 2006, 04:02:08 PM » |
|
Nice again Ranjana shukriya Saba........... excellent reply......
Zahid ko kuch bata ai jaane aaarzu kis tarah teri yaad mein gujregi jindagi ........ nm Thanxxx n nice one again Guzar hi jaaygi yeh zindagi Waheed Yeh aur baat hai k kaanto par guzre wonderful Ranahjan and Saba.......... kya baat hai aap dono ki .. bahot khoob. very nice sharing........ band karke khwahish ka darwaja Saba humne apni zindagi ko kitna saada kar liya ......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #26 on: August 19, 2006, 04:58:50 PM » |
|
Gud Job Waheed bhai and Saba sis
Alfaaz hai Zindagi..... Aur Asliyat maut ka Farmaan hai......
Ghadi Ghadi Nazdeek hai KhudKhushi..... Aur Jism me behte Nadaan mere Armaan hai......!!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #27 on: August 20, 2006, 02:15:23 AM » |
|
mudate hui zindagi jeene ka ehasas dil mein nahi hai aaj meri aankho mein kyu koi sunhera khawab nahi hai!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #28 on: August 20, 2006, 06:44:19 PM » |
|
shukriya Gaurav...... Ranajan...... very nice reply both of u ...........
jakham likhoon ki maazara likhoon yaad aaya hai wah to kya likhoon hausala zindagi ka kya likhoon bhool jaane ka marhala likhoon..........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #29 on: August 21, 2006, 04:48:09 AM » |
|
bahut khoob waheed ...
likh dete hain naam unka hum apne dil per per zindagi mein ab unse milne ki suarat nahi milti
na umeed ho chuki hain meri saari manzile ab toh zindagi mein baahar aane ki tarkeeb nahi dikhati
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|