Is Zindagi ko Nibhau Kaise

by Pooja on April 16, 2006, 07:53:32 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 27
Print
Author  (Read 21750 times)
Pooja
Guest
«Reply #105 on: May 17, 2006, 02:05:26 AM »
wah kaya baat hai skumar, gum ji and jadugar ji!!!

dil ko pathar bana rakha hai
palko mai ansoo chupa rakha hai
bahoot ayye moke is dil per magar
juban per ajj bhi tera naam saja rakha hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi kaise bitayi humne by nikki in Shairi - E - Zindagi
KAISE KAATOGEE ZINDAGI HUMARE BINA by pandit in Kaifiyaat-ae-maye « 1 2 3  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #106 on: May 17, 2006, 09:24:58 AM »
Nice one Doston Lage Raho,..

Dard Mile Hain Mujhe Kuch Is Tarah,..
Ke Naam Lete Hi Tera Dil Tadarp Uthta Hai,..
Khata Teri Nahi Apni Hai Jo Tujhe Apna Samjha,..
Aur Dil Se Lagaya Tha Maine Kabhi,..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #107 on: May 17, 2006, 01:31:39 PM »
Quote from: "Pooja"

dil ko pathar bana rakha hai
palko mai ansoo chupa rakha hai
bahoot ayye moke is dil per magar
juban per ajj bhi tera naam saja rakha hai


nice everyone just keep it up...

dil ko hum to pathar bana na sake.
ankhoon ke ansoo chupa naa sake.
tera naam le leker nikalti hai saase.
chaker bhi dil se teri yaad mita naa sake.
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #108 on: May 17, 2006, 06:40:53 PM »
Har dhadkan mein ek raaz hota hai,
Har baat bataane ka ek andaaz hota hai,
Jab tak thokar na lage bewafaai ki,
Har kisiko apne pyar pe naaz hota hai!

Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #109 on: May 18, 2006, 04:32:34 AM »
Quote from: "Tabrez khan"

Har dhadkan mein ek raaz hota hai,
Har baat bataane ka ek andaaz hota hai,
Jab tak thokar na lage bewafaai ki,
Har kisiko apne pyar pe naaz hota hai!


naaz to humesha rahega aapne pyaar per.
saath jo choota koi muskil aayi hogi yaar per.
sabki kismat mein pyaar paana nhi hota.
per phir bhi zindgir nichawar hai aapne yaar per.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #110 on: May 19, 2006, 02:46:01 PM »
Bahoot Naaz Tha Mujhe Apni Chahat Pe,..
Lekin Sabne Hume Istamaal Kiya Zaroorat Pe,..
Jaane Kyun Log Pyaar Ko Badnaam Karte Hain,..
Wo To Rehte Hain Chain Se Aur Lagte Hain Ilzaam Mohabbat Pe,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #111 on: May 20, 2006, 03:38:25 AM »
bahoot khoob kavi dost and jaansheen ji!!!!!
Logged
skumar
Guest
«Reply #112 on: May 20, 2006, 12:19:50 PM »
Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya..
Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi,
Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..
Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila,
Manzil-e-ishq me har gam pe rona aaya...
Jab hua zikr zamaane me mohabbat ka,
Mujhko apne dil-e-bekaam pe rona aaya......
Logged
skumar
Guest
«Reply #113 on: May 20, 2006, 12:22:47 PM »
Mere Honton ke mehakte hue naghmo par na ja
Mere seenay main kayi aur bhi ghum paltay hain
Mere chehray par dikhaway ka tabassum hai magar
Meri aankhon main udaasi ke diye jalte hain......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #114 on: May 20, 2006, 02:31:28 PM »
Quote from: "Pankhuri2"
bahoot khoob kavi dost and jaansheen ji!!!!!
Shukriya Dost and Welcome To Yoindia,..
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #115 on: May 20, 2006, 10:24:47 PM »
Quote from: "skumar"
Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya..
Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi,
Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..
Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila,
Manzil-e-ishq me har gam pe rona aaya...
Jab hua zikr zamaane me mohabbat ka,
Mujhko apne dil-e-bekaam pe rona aaya......


wah kaya baat hai, bahoot khoob skumar!!!
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #116 on: May 20, 2006, 10:26:38 PM »
Quote from: "skumar"
Mere Honton ke mehakte hue naghmo par na ja
Mere seenay main kayi aur bhi ghum paltay hain
Mere chehray par dikhaway ka tabassum hai magar
Meri aankhon main udaasi ke diye jalte hain......


dard dil mai liye hum chalty hai
ansoo palko per shabnam se bikharty hai
her muskaan meri, mujko yah samjhati hai
ajj bhi hai wo dil mai, her waqat yahi batati hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #117 on: May 21, 2006, 06:54:09 AM »
Nice One Pankhuri,..

Dard Ko Dil Mein Liye Tum Chalte Ho,..
Humne To Dard Sehkar Bhi Muskuraya Hai,..

Loota Diya Humne Sab Kuch Apna Tumhare Liye,..
Phir Jaanasheen Tumne Hamari Chahat Ko Azmaaya Hai,..

Tumhari Khushion Ki Khateer Humne Lakhon Gham Uthaaye,..
Aur Tumne Hume Zakham-e-Mohabbat Dekar Rulaaya Hai,..

__________________-Azeem-_____________________
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #118 on: May 21, 2006, 07:07:25 AM »
wah kaya baat hai Jsheen ji!!

kon kis ko yahan rulata hai
waqat her ek kheil khilata hai
jab bhi atti hai us ki yaad
mar mar kar bhi, yah dil jiye jaata hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #119 on: May 21, 2006, 07:21:48 AM »
Shukriya,..

Dil Ke Dard Ko Jab Humne Shayari Ka Rang Diya,..
To Mehfilon Mein Waah Waah Ki Nazraane Uthe,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:47:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer