Is Zindagi ko Nibhau Kaise

by Pooja on April 16, 2006, 07:53:32 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 27
Print
Author  (Read 21584 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #120 on: May 21, 2006, 07:24:50 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Naaz Tha Mujhe Apni Chahat Pe,..
Lekin Sabne Hume Istamaal Kiya Zaroorat Pe,..
Jaane Kyun Log Pyaar Ko Badnaam Karte Hain,..
Wo To Rehte Hain Chain Se Aur Lagte Hain Ilzaam Mohabbat Pe,..

_________________________________________-Jaanasheen-


ye duniya hi aisi hai "bhondu"
yaha sabhi ka daam lagta hai.
bikti nhi mohabaat yuhi,
bas isliye to mohabaat per ilzaam lagta hai...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi kaise bitayi humne by nikki in Shairi - E - Zindagi
KAISE KAATOGEE ZINDAGI HUMARE BINA by pandit in Kaifiyaat-ae-maye « 1 2 3  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #121 on: May 21, 2006, 07:27:01 AM »
Nice One Dost Lage Raho,..
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #122 on: May 21, 2006, 07:34:16 AM »
payaar bikka nahi kabhi aor na bik payega
payaar per ilzaam jamana her bar lagayega
daam lagana chahe jitna bhi yah duniya
nakamyabi hi apne hath mai sirf payega
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #123 on: May 21, 2006, 07:36:18 AM »
Quote from: "skumar"

Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya..
Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi,
Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..
Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila,
Manzil-e-ishq me har gam pe rona aaya...
Jab hua zikr zamaane me mohabbat ka,
Mujhko apne dil-e-bekaam pe rona aaya......


mere anjaam per mat rona sukumar ji,
meri to her rooh her kadam per sisakti hai.
per phir bhi humesha khush rahti hu main.
dard sahte hue bhi her dil mein mohabbatbasti hai...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #124 on: May 21, 2006, 07:39:02 AM »
good one Kavi ji!!

siskata hai dard bhi mujko ajmaane ke baad
tadpata raha wo bhi, muje chor jaane ke baad
dard ki basati mai gumnaam ho gai Pankhuri
dard na mitta kabhi, ek uske jaane ke baad
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #125 on: May 21, 2006, 07:45:00 AM »
Quote from: "Pankhuri2"


kon kis ko yahan rulata hai
waqat her ek kheil khilata hai
jab bhi atti hai us ki yaad
mar mar kar bhi, yah dil jiye jaata hai


mohabbat ki saj ko ansoo se bhigona padega
uski murat ko aapne khoon se dhona padega'
mohabbat ki hai to uska her gum peena padega.
yaadoon mein uski "bhondu" mar mar ke jeena padega.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #126 on: May 21, 2006, 07:46:46 AM »
Dard Kya Jaano Tum Mohabbat Ka Kya Hota Hai,..
Naam Sunte Hi Dard-e-Mohabbat Ka Ye Dil Rota Hai,..
Jisne Jaagi Ho Saari Raatein Kisi Ki Yaad Mein Jaanasheen,..
Kabar Mein Bhi Kahan Wo Chain Se Sota Hai,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #127 on: May 21, 2006, 07:49:06 AM »
bahoot khoob Kavi ji and Jsheen ji!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #128 on: May 21, 2006, 07:50:26 AM »
Quote from: "Pankhuri2"

siskata hai dard bhi mujko ajmaane ke baad
tadpata raha wo bhi, muje chor jaane ke baad
dard ki basati mai gumnaam ho gai Pankhuri
dard na mitta kabhi, ek uske jaane ke baad



dard mitna nhi kabhi uske jaane se.
dard chuta bhi nhi uske paimaane se.
yu to tanha hi zindgi beeta du main .
jaan nikal jaati hai yaad uski aane se.
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #129 on: May 21, 2006, 07:52:42 AM »
wah kaya baat hai!!

Yaad uski ek sagar ki tarah
jakham uske bahty pani ki tarah
ansoo ban kar, nikalty rahty hai
khamoshi se hum siskaty rahty hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #130 on: May 21, 2006, 07:53:05 AM »
Shukriya Pankhuri Ji,..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #131 on: May 21, 2006, 07:55:49 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Dard Kya Jaano Tum Mohabbat Ka Kya Hota Hai,..
Naam Sunte Hi Dard-e-Mohabbat Ka Ye Dil Rota Hai,..
Jisne Jaagi Ho Saari Raatein Kisi Ki Yaad Mein Jaanasheen,..
Kabar Mein Bhi Kahan Wo Chain Se Sota Hai,..

______________________________________-Jaanasheen-


pyaar saacha jub ho nhi paata.
kisi bhi jagah sookoon nhi aata.
tujhse milne ki chahat mein mar gaye hum.
isiliye karb mein bhi main soo nhi paata.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #132 on: May 21, 2006, 07:57:41 AM »
Nice one Bhondu,..
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #133 on: May 21, 2006, 07:58:38 AM »
Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai!!

Yaad uski ek sagar ki tarah
jakham uske bahty pani ki tarah
ansoo ban kar, nikalty rahty hai
khamoshi se hum siskaty rahty hai



Ki khamoshi se sisaknay ka naam zindagi ban gaya
Ishq hamar itna bedard ban gaya
tadpe hain hum kucch is kaddaar teri yaad mein
ki tujhe yaad karna hi ek dard ban gaya
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #134 on: May 21, 2006, 08:00:49 AM »
Quote from: "Pankhuri2"

Yaad uski ek sagar ki tarah
jakham uske bahty pani ki tarah
ansoo ban kar, nikalty rahty hai
khamoshi se hum siskaty rahty hai


khamoshi se uski yaad mein sisakna manna hai.
raat bhar uski yaad mein jagna mana hai.
ansoo to bahenge mohabbat jo ki hai.
per pyaar mein itna zada tadapna mana hai.
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:30:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer