Is Zindagi ko Nibhau Kaise

by Pooja on April 16, 2006, 07:53:32 AM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14 15 ... 27
Print
Author  (Read 21758 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #150 on: May 24, 2006, 02:44:16 AM »
Quote from: "Jaanasheen"

Aazmaaish Hoti Aayi Hai Mohabbat Ki Kayi Zamaane Se,..
Ke Mohabbat Phir Bhi Bakhi Hai Dilon Mein Lakhon Ke Mitaane Se.,,

Jhookti Nahi Mohabbat Kisi Bhi Mord Pe Is Baat Ka Itehas Gawaa Hai,..
Mohabbat To Aur Bhadki Hai Isko Jalaane Se,..

Na Kar Koshish Kahin Tu Isko Mitaane Ki Zaalim...
Ke Jisne Ki Hai Koshish Roshni Uth Gayi Uske Ashiaane Se,..

____________________-Azeem-__________________


aazmaaish hoti hai mohabbat ki zamane se.
mohabbat aur.. bad jaati hai, kisi ke aazmane se.
aandhere laakh karo aaker aap is dil mein.
roshni aati rahegi phirbbhi mohabbat ke ashiaane se.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi kaise bitayi humne by nikki in Shairi - E - Zindagi
KAISE KAATOGEE ZINDAGI HUMARE BINA by pandit in Kaifiyaat-ae-maye « 1 2 3  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #151 on: May 24, 2006, 10:47:58 AM »
Nice One Bhondu,..
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #152 on: May 24, 2006, 03:59:01 PM »
Nice All !!


kaseey nibhau iss zindgi ko mein
dil se tere daag mitau kaseey
Yeh sach hai ke HumTum juda hai
Iss sach ko dil mein basau kaseey !!
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #153 on: May 25, 2006, 04:59:33 AM »
BAHOOT KHOOB JSHEEN, KAVI DOST AND HUMTUM!!!!

Base hai jo dil mai, wo na ab kahi jayegy
ghar wo jaha chah le basa le, is ghar se na jayegy
tamam umar ab nikalegi unhi ki yaandon mai
bewafa wo lakh sahi, hum to wafa nibhaty jayegy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #154 on: May 25, 2006, 07:53:14 AM »
Shukriya Humtum Ji And Pankhuri Ji,..

Matlab Nikal Gaya Hai To Pehchaante Nahi,..
Yun Ja Rahe Ho Jaise Hume Jaante Nahi,..

Apni Garaz Thi Jab To Lipatna Kabool Tha,..
Baahon Ke Dayre mein Simatna Kabool Tha,..
Ab Hum Mana Rahe Hain Magar Maante Nahi,..

Humne Tumhe Pasand Kiya Kya Bura Kiya,..
Rutba Hi Kuch Bulan Kiya Kya Bura Kiya,..
Har Gali Ki Khaak To Hum Chaante Nahi,..

Mooh Pher Kar Na Jaao Hamare Kareeb Se,..
Milta Hai Koi Chahne Wala Yahan Naseeb Se,..
Is Tarah Aashiqon Pe Kamaan Taante Nahi,..

____________________________________-NM-
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #155 on: May 26, 2006, 09:52:13 AM »
Quote from: "Pankhuri2"

Base hai jo dil mai, wo na ab kahi jayegy
ghar wo jaha chah le basa le, is ghar se na jayegy
tamam umar ab nikalegi unhi ki yaandon mai
bewafa wo lakh sahi, hum to wafa nibhaty jayegy


jo base hai dil mein wo to dil mein hi rahenge.
khusi ho ya gum saath saath sahenge.
saath na chorunga jub tak zindgi kat nhhi jaati.
yadeein rahengi teri dil saanse jub tak mit nhi jaati.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #156 on: May 26, 2006, 10:01:16 AM »
Dard Ke Bhi Rang Ajeeb Hote Hain,..
Kisi Se Door Kisi Ke Kareeb Hote Hain,..
Hume To Mile Hain Har Raah Mein Dard,..
Ye Bhi To Apne Apne Naseeb Hote Hain,..

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #157 on: May 26, 2006, 02:48:27 PM »
Quote from: "BHONDU"

jo base hai dil mein wo to dil mein hi rahenge.
khusi ho ya gum saath saath sahenge.
saath na chorunga jub tak zindgi kat nhhi jaati.
yadeein rahengi teri dil saanse jub tak mit nhi jaati.


honsle tere per mujko bada hi maan hai
kaya karu magar yah dil be-imaan hai
kisi bhi tarah uska sath na chor payega
apni bikhari zindagi ka dard, tujse na baant payega
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #158 on: May 27, 2006, 04:59:11 AM »
Quote from: "Pooja"
Quote from: "BHONDU"

jo base hai dil mein wo to dil mein hi rahenge.
khusi ho ya gum saath saath sahenge.
saath na chorunga jub tak zindgi kat nhhi jaati.
yadeein rahengi teri dil saanse jub tak mit nhi jaati.


honsle tere per mujko bada hi maan hai
kaya karu magar yah dil be-imaan hai
kisi bhi tarah uska sath na chor payega
apni bikhari zindagi ka dard, tujse na baant payega


jo kisi ka saath nhi chorta .
wo be-imaan nhi hota.
dil se dil ki judai ka,
farmaan nhi hota.
aap humari ho humari hi rahogi.
iske siwa dil ka koi armaan nhi hota.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #159 on: May 27, 2006, 09:50:33 AM »
Nice One Pooja Ji And Bhondu Bhai,..

Dekar Dard Hume Wo Muskuraate Hain Kuch Is Taraah,.
Unhe Kya Khabar Hai Ke Ye Dard Bhi Hum Unke Liye Saha Karte Hain,..

_________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #160 on: May 28, 2006, 07:16:18 AM »
Quote from: "BHONDU"
jo kisi ka saath nhi chorta .
wo be-imaan nhi hota.
dil se dil ki judai ka,
farmaan nhi hota.
aap humari ho humari hi rahogi.
iske siwa dil ka koi armaan nhi hota.


armaan khud ke chaknachur ho gaye
is kadar bikhare, haqiqat se door ho gaye
apke her ek armaan ka dil mai bahoot maan hai
per kaya karu, yah khuda bahoot be-imaan hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #161 on: May 28, 2006, 08:13:10 AM »
Bada Armaan Tha Mujhe Tujhe Apna Banaane Ka,..
Tere Saath Pyaar Bhara Ashiaan Basaane Ka,..

Tujhe Har Pal Mangta Tha Main Khudaa Se Jaanasheen,..
Ab Uth Te Nahi Haath Apne Jab Tu Bana Charaag Begaane ka,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #162 on: May 28, 2006, 05:25:18 PM »
wah kaya baat hai!!!! bahoot khoob Jsheen!!

dil ki hai baaty, shayad dil samjh jaaye
jab aa jaaye kisi per, tab khud se bhi bewafa ho jaye
chiraag kaha jale kaha buje, rah jaata koi hosh nahi
dilo ka hai yah kheil, isme mera koi dosh nahi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #163 on: May 29, 2006, 07:46:22 AM »
Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai!!!! bahoot khoob Jsheen!!

dil ki hai baaty, shayad dil samjh jaaye
jab aa jaaye kisi per, tab khud se bhi bewafa ho jaye
chiraag kaha jale kaha buje, rah jaata koi hosh nahi
dilo ka hai yah kheil, isme mera koi dosh nahi


Shukriya Pankhuri Ji,..

Dosh Na Tumhara Hai Na Apna Hai,..
Humne Jo Dekha Tha Kabhi Wo Ek Sapna Hai,..

Kabhi Bhi Apne  Dil Ko Bewafaa Hone Na Dena,..
Kisi Ko Tumhari Mohabbat Mein Rone Na Dena,.

Main Wo Aashiq Hoon Jo Muskuraakar Bhi Saara Gham Uthaaya,..
Magar Phir Tumne Humpe Koi Kasar Na Chordi Ke Bankar Charaag Gair Ka Phir Bhi Hume Azmaaya,..

___________________________-Azeem-___________________________
Logged
skumar
Guest
«Reply #164 on: May 29, 2006, 08:19:29 AM »
bahut khoob likha hai ji.....
arj hai...

kisi ke pyaar me gehri chot khayi hai
pyaar se pele hi judai payi hai
log to dua mangte hai is haal me marne ki
par hamne unki yaado me jine ki kasam khayi hai..
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14 15 ... 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 06:17:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer