Is Zindagi ko Nibhau Kaise

by Pooja on April 16, 2006, 07:53:32 AM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 27
Print
Author  (Read 21759 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #180 on: June 09, 2006, 09:08:58 AM »
Quote from: "skumar"

Iss sham ki tanhayi se iss dard ki gehrayi se
je dil kuch baat kar raha hai
jara samjho in fizaon ki chuban ko
tumhe koi yaad kar raha hai....


bahut khub skumar ji...

Iss sham ki tanhai se iss dard ki gehrai se
ji dil kuch baat ker raha hai.
jaaker koi to keh do mere mehboob ko ,
koi tere pyaar mein her pal mar raha hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi kaise bitayi humne by nikki in Shairi - E - Zindagi
KAISE KAATOGEE ZINDAGI HUMARE BINA by pandit in Kaifiyaat-ae-maye « 1 2 3  All »
Pankhuri2
Guest
«Reply #181 on: June 11, 2006, 06:22:31 AM »
bahoot khoob dost kavi ji!!
Logged
ZindagiKhhoGai
Guest
«Reply #182 on: June 12, 2006, 12:17:49 AM »
Quote from: "Pankhuri2"
bahoot khoob dost kavi ji!!
iss sham ki buhat khob acha hi
Logged
skumar
Guest
«Reply #183 on: June 12, 2006, 08:27:24 AM »
wah dosto bahut khoob likha hai...
bahut hi acha....

Dil ko ata hai jab khayal unka
tasveer se puchte hain phir haal unka
kyun puchte the ke judai kya hai
aaj samjhe hain je swal unka...

Yu to koi tanha nahi hota
chah kar kisi se juda nahi hota
mohabbat ko to majbooriya hi le dubti hai
varna koi khushi se bewaffa nahi hota.....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #184 on: June 12, 2006, 02:21:22 PM »
wah skumar ji kaya likha hai.... bahoot khoob!!!

jaan kar koi bewafa nahi hota
ab dil se aor dhoka nahi hota
kab tak dety rahe khud ko tasalli
uski bewafai per, ab aor parda nahi hota
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #185 on: June 13, 2006, 09:15:08 AM »
Quote from: "skumar"

Dil ko ata hai jab khayal unka
tasveer se puchte hain phir haal unka
kyun puchte the ke judai kya hai
aaj samjhe hain je swal unka...

Yu to koi tanha nahi hota
chah kar kisi se juda nahi hota
mohabbat ko to majbooriya hi le dubti hai
varna koi khushi se bewaffa nahi hota.....


dil ko aata hai jab khayal unka.
dil poochta hai dil se haal unka.
kabhi hoti thi mere saansoo ke ke pass wo.
aaj-kal to dikhta nhi hai rumal bhi unka.

soochta hu jis kadar tadapata hu main
karunga ek din main bhi dil bekarar unka.
mana ki nakhre bahut hai mere sanam ke
palko se uthaunga main wo her khumar unka.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #186 on: June 13, 2006, 02:19:08 PM »
good one dost Kavi
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #187 on: June 14, 2006, 10:15:11 AM »
Quote from: "Pooja"
good one dost Kavi


thankz pooja ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #188 on: June 14, 2006, 03:20:49 PM »
dil ko khayal her waqat unhi ka rahta hai
karaty hogy kaya wo, sawal man mai rahta hai
muhobaat nahi hai mujse, na hi unko kabhi humse ho payegi
kaya karu magar is dil ka, jiski her dhadkan, her pal naam unhika gungunayegi
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #189 on: June 16, 2006, 04:02:15 PM »
Quote from: "Pooja"
dil ko khayal her waqat unhi ka rahta hai
karaty hogy kaya wo, sawal man mai rahta hai
muhobaat nahi hai mujse, na hi unko kabhi humse ho payegi
kaya karu magar is dil ka, jiski her dhadkan, her pal naam unhika gungunayegi


ab to naam bhi unka gungunaya nhi jaata.
dil ko kisi cheej se behlaya nhi jaata.
aankho ki nami bhi dard ki tapis se sookh jaati hai
ab aur.. dard humse uthaya nhi jaata.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #190 on: June 16, 2006, 08:49:47 PM »
Apne dil se aitbaar uth gaya
Lagta hai duniya se payaar uth gaya
Her taraf dhoka her taraf sawarth hai
Yah kon si duniya ki shuruwaat hai

Jab chaha dil lagaya, jab chaha thukraya
Kaise machini logo ka hai jamana ayya
ek minute mai jaan waar de,
doosre minute wo hi jaan se maar de

kaisa hai yah duniya ne Tmasha dikhaya
Dekh kar roop logo ka, man sakte mai ayya

Apne dil se aitbaar uth gaya
Lagta hai duniya se payaar uth gaya
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #191 on: June 17, 2006, 02:39:23 PM »
Quote from: "Pooja"
Apne dil se aitbaar uth gaya
Lagta hai duniya se payaar uth gaya
Her taraf dhoka her taraf sawarth hai
Yah kon si duniya ki shuruwaat hai

Jab chaha dil lagaya, jab chaha thukraya
Kaise machini logo ka hai jamana ayya
ek minute mai jaan waar de,
doosre minute wo hi jaan se maar de

kaisa hai yah duniya ne Tmasha dikhaya
Dekh kar roop logo ka, man sakte mai ayya

Apne dil se aitbaar uth gaya
Lagta hai duniya se payaar uth gaya


aap ki baatoon mein ab bhi khumar baki hai.
lagta hai duniyaan mein pyaar aabhi baki hai.
bas milegi her pyar ko manzile
lekin humara kuch abhi intzaar baki hai.

aap aur.. hum hai isliye ab bhi kahani baki hai.
her ek ke pyaar ki kuch nishani baaki hai.
bas isiliye to kurbaan hone ki iccha hai
kyn ki unke pyaar mein ye zindgani baaki hai.
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #192 on: June 19, 2006, 05:23:16 AM »
khumar hai meri nigah mai mout ka
dhoka hai yah apki apki nigah ka
kab tak zindagi ki lash uthau
kab tak intzaar uska sahi jaau

kahani meri ka ab ant hai
na kisi ka ab sung hai

bhawnaye teri, kismat meri, yah dil sharminda hai
Mar chuki Pooja kab ki, na koi armaan ab zinda hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #193 on: June 19, 2006, 03:58:09 PM »
Quote from: "Pankhuri2"

khumar hai meri nigah mai mout ka
dhoka hai yah apki apki nigah ka
kab tak zindagi ki lash uthau
kab tak intzaar uska sahi jaau

kahani meri ka ab ant hai
na kisi ka ab sung hai

bhawnaye teri, kismat meri, yah dil sharminda hai
Mar chuki Pooja kab ki, na koi armaan ab zinda hai


tooooooooooo good pooja ji,

khumar maut ka nhi ek nayi zindgi ka hai.
jitna bhi jaana hai aapko, fal aapki bandgi ka hai.
ho sakta hai ye mere ankho ki bhul ho gayi ho.
ye zindgi aapki shool ho gayi ho.
per meri pooja ka ant nhi ho sakta kabhi bhi meri chahat mein.
tumhe  lag jaaye meri bhi zindgi bas yahi mangte hai khuda se ibaadat mein.
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #194 on: June 20, 2006, 06:27:58 AM »
Shukariya Dost Kavi ji, bahoot hi acha jawab diya hai.. 2nd last line, meri shabd dil ko chu gaya.....

sakoon milta hai, jab dost sath nibhata hai
pal do pal ke liye, gum kahi thaher jaata hai
hai koi is duniya mai, jo ab bhi Pooja ko meri kahta hai
afsos magar yah dil, do pal mai hi haqiqat dikha deta hai
ho jaau kisi ki bhi, magar is dil se koi na apnaya jayega
dard se bhara yah dil, bas Mout se hi Jurr payega
Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 06:27:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer