Is Zindagi ko Nibhau Kaise

by Pooja on April 16, 2006, 07:53:32 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 27
Print
Author  (Read 21349 times)
Tabrez khan
Guest
«Reply #30 on: April 20, 2006, 09:11:39 AM »
Quote from: "Pooja"
tarpata hai dil, dil ko samjhau kaise
jo khel khalty hai zindagi usko nibhau kaise

waqat ke hatho, maat khati rahi hu main
phir bhi na badali, khud ko samjhau kaise

dil mai dard, dard mai jakham hai lakho
her jakham, tumko dikhau kaise

Pooja ajj ro bhi nahi sakty, kaise kahe kuch
marna chahti hai, is zindagi ko nibhaau kaise

Dil ke kareeb aake jab wo door ho gaye,
Saare haseen khwab choor-choor ho gaye,
Humne wafa nibhayi to badnami mili,
Aur woh bewafai karke bhi mashoor ho gaye.....!!!

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi kaise bitayi humne by nikki in Shairi - E - Zindagi
KAISE KAATOGEE ZINDAGI HUMARE BINA by pandit in Kaifiyaat-ae-maye « 1 2 3  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: April 21, 2006, 07:17:59 AM »
Nice Tabrez Khan,..

Door Rehna Mujhe Pasand Hai Kyun Ki Zyada Nazdeekian Dilon Mein Doorian Paida Karti hain,..
Jo Door Rehkar Intezaar Karne Mein Maza Hai Wo Kareeb Hone Mein Kahan hai,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #32 on: April 21, 2006, 03:38:19 PM »
Quote from: "Tabrez khan"
Quote from: "Pooja"
tarpata hai dil, dil ko samjhau kaise
jo khel khalty hai zindagi usko nibhau kaise

waqat ke hatho, maat khati rahi hu main
phir bhi na badali, khud ko samjhau kaise

dil mai dard, dard mai jakham hai lakho
her jakham, tumko dikhau kaise

Pooja ajj ro bhi nahi sakty, kaise kahe kuch
marna chahti hai, is zindagi ko nibhaau kaise

Dil ke kareeb aake jab wo door ho gaye,
Saare haseen khwab choor-choor ho gaye,
Humne wafa nibhayi to badnami mili,
Aur woh bewafai karke bhi mashoor ho gaye.....!!!



Nice Jshenn!!! Bahoot khoob Tabrez Khan!! Apka yoindia mai sawagat hai!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #33 on: April 21, 2006, 03:43:28 PM »
unki bewafai ke jab bhi churche hui
is dil per chale teer, aor kai jakham hui
tere jaffa ko nibhana to maine sikh liyaaor apni wafa ke her lub ko see diya!!!

 teri badnaami dil mera jalaati hai
abhi bhi tere liye tadap jaati hai
aaa jao ek baar ki, yah tadap mita saku
khud ko ek baar aor tere liye mita saku!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #34 on: April 21, 2006, 04:41:10 PM »
bahot   khoob  Majid...............Jansheen,.........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: April 22, 2006, 07:39:33 AM »
Shukriya Bhai,..

Dard Bhi Ab Rukne Ka Naam Nahi Leta Hai,..
Is Dard ke Maare Ko Kahin Bhi Araam Nahi Milta Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: April 23, 2006, 11:38:33 AM »
Dard Dekhkar Mere Dil Ke Usne Aansoon Bahadiye,..
Jabki Unke Saare Sitam Seh Kar Bhi Hum Aah Bhi Na Kaha,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #37 on: April 24, 2006, 05:14:31 AM »
Nice Jsheen!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: April 24, 2006, 11:54:53 AM »
Quote from: "Pooja"
Nice Jsheen!!

Shukriya Pooja Ji,...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: April 24, 2006, 11:56:30 AM »
Ghamon Ke Sagar mein Mera Dil Dubaa Hai is Tarah,..
Ke Koi Haath Bhi De Sahare Ke Liye To Bhi Doobna Pard Raha Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: April 24, 2006, 12:35:55 PM »
Kehti Thi Mujhse Wo ke Tujhe Pyaar Ki Rassi Se Kheenj Loongi,..
Jab Aa Gaye Samader Mein Hum To Usi ne Hi Dhakka Diya,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: April 24, 2006, 01:11:43 PM »
Kehte The Wo Ke Hum Unki Jaan Hain,..
Jab Aaye Humpar Unke Mohabbat ke Ilzaam.,..
Unhone Hi Hamari Jaan Leli,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #42 on: April 24, 2006, 01:42:05 PM »
Quote from: "majid"
WOH TERI NAZAR KI BHOOL THI.
MUJHE TUJHSE MOHABBAT HAR DUM THI.
HUM KAISE DETE TUJHE DHAKA
JAB KE TUJ HI MAIN HUMAARI JAAN THI...


MAJID BHAI aur JAANASHEEN JI  bahut bahut khoob...

Khud se kahin jyada, mujhe teri mohabbat pe yakin hai,
wo teri nazron ki bhool nahi, shayad mujhme hi koi kami hai....

mohabbat me to dhoka bhi, unki chahat se kuch kam nahi,
to kya hua gar yeh nadi, sagar se ja kar nahi mili hai.......
Logged
nikki
Guest
«Reply #43 on: April 24, 2006, 03:47:34 PM »
superbbbb Pooja sis n all others.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: April 25, 2006, 12:38:46 PM »
Shukriya Vicky Bhai,..
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:22:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.083 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer