Is Zindagi ko Nibhau Kaise

by Pooja on April 16, 2006, 07:53:32 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 27
Print
Author  (Read 21348 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #75 on: May 03, 2006, 08:03:19 AM »
Nice One Vicky,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi kaise bitayi humne by nikki in Shairi - E - Zindagi
KAISE KAATOGEE ZINDAGI HUMARE BINA by pandit in Kaifiyaat-ae-maye « 1 2 3  All »
_Vicky_
Guest
«Reply #76 on: May 03, 2006, 09:40:32 AM »
shukriya POOJA JI aur JAANASHEEN BHAI....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #77 on: May 03, 2006, 09:59:33 AM »
Ur Welcome Vicky,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #78 on: May 03, 2006, 03:12:29 PM »
na tadap e dil, abhi rasta lamba hai
koi nahi hai sath tere, dhondhla rasta hai
thakegy honslly abhi, duniya ki najre batati hai
thamegi nahi magar yah rooh,
dil ke dhadkane bhi ab yah saaz sunaati hai
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #79 on: May 03, 2006, 03:28:52 PM »
bahut khoob POOJA JI........

Wo bhi kuch tadapta hoga mausam ki pahali barish me,
pyar mera yaad aaya hoga, mausam ki pahali barish me....
udhte-udhte jab do baadal ek hue honge parbat par,
uska daaman bhi bheega hoga, mausam ki pahali barish me......
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #80 on: May 03, 2006, 04:04:40 PM »
too good every body
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #81 on: May 04, 2006, 07:41:46 AM »
Ye Naseeb Hain Apne ke Humne Pyaar Mein Dhoke Khaaye Hain,..
Baat Nikli Jab Mohabbat Ki Duniya Ki To Aansoon Nikal Aaye Hain,..

Dard Seh Seh Kar Us Be Reham Ke Main Toot Gaya Is Zamaane Mein,..
Jab Se Wo Chala Gaya Chordkar Hume Ab Jee Nahi Karta Kisi Ko Apna Banaane Mein,..

Ye Khata Mujhse Hui Jo Use Apna Banakar Dil Ke Haal Sunaaya,..
Aur Wo Tha Ke Mujhe Pyaar Dene ke Liye Har Pal Tarsaaya,..

Keh Gaya Koi Pyaar To Bas Ek Jhooti Kahaani Hai,.
Jisne Dil Lagaya uski Barbaad Jawaani Hai,..

Mujhe Ab Saare Sitam Pyaar ke Dil Par Lena Pada,..
Aankhein Num Thi Phir Bhi Muskuraana Pada,..

______________________________-Azeem-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #82 on: May 04, 2006, 12:13:53 PM »
Tardpa Hoon Mohabbat Paane Ko Is Kadar,..
Jisne Bhi Hanske Baat Ki Us Humraaz Bana Liya,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #83 on: May 08, 2006, 05:29:31 AM »
wah kaya baat hai, bahoot khoob Jaanshen!!
Logged
skumar
Guest
«Reply #84 on: May 08, 2006, 05:35:37 AM »
Bahut khoob likha hai jaanasheen...
too good......wah..

Kabhi azeej the hum jinhe jindgi ki tarah,
Wo abhi jaha se gujre hai ajnabi ki tarah....

Je na thi hamari kismat ke Visaale* yaar hota,
Agar aur jite to jahi intezaar hota...
    *-Milan                            -----Mirza Galib------
Logged
Pooja
Guest
«Reply #85 on: May 08, 2006, 05:37:02 AM »
nice skumar ji!!
Logged
skumar
Guest
«Reply #86 on: May 10, 2006, 03:35:22 AM »
Shukriya pooja ji....
arj hai...

Tu is tarah se mere dil mein shamil hai,
Jaha bhi jaoon lagta hai teri mehfil hai.....

Na koi kisi ke kareeb hota hai,
Na koi kisi ka habeeb hota hai...
Rishte to yu hi ban jate hain,
bas jaha pe kisi ka naseeb hota hai....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #87 on: May 10, 2006, 05:31:31 AM »
bahoot hi sahi kaha skumar ji!!!

Rishta banane se banta to ban gaya hota
ashqo ka sath tha, nibhaty rahe umarbhar
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #88 on: May 10, 2006, 09:58:21 AM »
Quote from: "Pooja"
wah kaya baat hai, bahoot khoob Jaanshen!!


Shukriya Pooja Ji,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #89 on: May 10, 2006, 10:00:35 AM »
Shukriya Kumar Bhai,..

Pyaar Hamara Yaad Karoge Humna Laut ke Aayenge,..
Jab Humna Honge Zamaane Mein Tum Kis Ko Tardpaaoge,..

___________________________________-Jaanasheen-





Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:20:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer