ISHQ K BAZAAR MAIN ISHQ NAHI MILTA

by salil2002 on December 27, 2006, 05:02:22 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 5391 times)
salil2002
Guest
Ishq k bazaar main ishq nahi milta
Humain is kiitaab main tera zikra nahi milta

Woh aur hoge jo yaadon main mit gaye
Humain kisi ki aankh main ab ashq nahi milta

Kareeb ho jo mere is dil k dhadkano se zyaada
Talasha har jagah ab woh raqeeb nahi milta

Log kehte ki sazaye maut hai mere naseeb main
Main kya karoon mujhe woh ajeej nahi milta

Masroof rehna teri yaadon  main kisi ko gawara nahi
Yahan sachche pyaar ka koi mureed nahi milta

mehsoos kar na paaya koi is dil ki bechaini ko
koi kisi k liya itna tarteeb nahi milta
Logged
Talat
Guest
«Reply #1 on: December 27, 2006, 11:39:23 PM »
Very Nice work Salil.....!!!!
Logged
salil2002
Guest
«Reply #2 on: December 28, 2006, 08:12:05 AM »
shukriya talat ise yahan move karne ka
Logged
hariom
Guest
«Reply #3 on: December 28, 2006, 08:03:56 PM »
gr8 1...........
really ultima8........
Logged
sharma.reema@yahoo.com
Guest
«Reply #4 on: December 29, 2006, 08:08:11 AM »
Great shayari yaar keep it up...!!!!!!!

Main uske ghar nahi jaata,
woh mere ghar nahi aata,
magar in ehtiyatiyon se,
koi taluk mar toh nahi jaata..!!!!

Regards,
Reema Sharma..
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #5 on: December 29, 2006, 11:01:22 AM »
very nice salil ji!!!

 :D
Logged
paani
Guest
«Reply #6 on: December 29, 2006, 11:09:48 AM »
fabulous work shail...............
Logged
salil2002
Guest
«Reply #7 on: January 01, 2007, 10:12:59 AM »
shukriya reema sharma..............
thnks meena
shukriya paani
and nice one reema
Logged
paani
Guest
«Reply #8 on: January 03, 2007, 06:48:31 AM »
Quote from: "sharma.reema@yahoo.com"
Great shayari yaar keep it up...!!!!!!!

Main uske ghar nahi jaata,
woh mere ghar nahi aata,
magar in ehtiyatiyon se,
koi taluk mar toh nahi jaata..!!!!

nice one REEMA.. bhaut khub kaha aapne...
Logged
salil2002
Guest
«Reply #9 on: October 03, 2008, 01:58:04 PM »
thnks every one
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 03, 2008, 03:24:44 PM »
Ishq k bazaar main ishq nahi milta
Humain is kiitaab main tera zikra nahi milta
Woh aur hoge jo yaadon main mit gaye
Humain kisi ki aankh main ab ashq nahi milta
Kareeb ho jo mere is dil k dhadkano se zyaada
Talasha har jagah ab woh raqeeb nahi milta
Log kehte ki sazaye maut hai mere naseeb main
Main kya karoon mujhe woh ajeej nahi milta
Masroof rehna teri yaadon  main kisi ko gawara nahi
Yahan sachche pyaar ka koi mureed nahi milta
mehsoos kar na paaya koi is dil ki bechaini ko
koi kisi k liya itna tarteeb nahi milta
[/i][/color]

Bahut Bahut khoob salilji Applause Applause
Logged
salil2002
Guest
«Reply #11 on: October 04, 2008, 03:29:17 PM »
thnks khwahish
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #12 on: September 06, 2009, 08:12:34 AM »
Wah wah Saahil ji bahut khoob mindblowing creation.beautiful lines by Reema ji. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
salil2002
Guest
«Reply #13 on: September 12, 2009, 06:06:17 AM »
Wah wah Saahil ji bahut khoob mindblowing creation.beautiful lines by Reema ji. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut bahut shukriya madhu dear
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #14 on: March 05, 2011, 03:30:59 PM »
very nice saahil ji
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 03:30:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer