Ishq Se Bad kar Duniya Mein Koi Sazaa Nahi

by Jaanasheen on February 27, 2006, 08:29:10 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2905 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Khush rahe Wo jahan Bhi rahe,..
Mujhe Unse Koi Gila Nahi,..Gila Kaisa.?
Kyun Ki Unhe khelne ke liye Mere Siwa Koi Aur Mila Nahi,.
Ab Kyun Koi mera Humdard bane,..
Mera Ghar Toota Hai Jala Nahi,..
kaise Roshni Aaye Mehfil Mein,..
Dil jala hai Koi Diya Nahi,..
Meri Zindagi Mein sirf tanhai Hai,..
Mujhe Koi aur saathi Mila Nahi,..
Ye Mera kasoor Hai,.Ke maine,
sabhi KoPyaar Banta Dard Kisi Ko Diya Nahi,..
Ab Main Kya Zikar karoon Apni Barbadi Ka Aye Dost,..
Tum Bhi Insaan Ho Koi Khuda nahi,..
Meri Zindagi jaise Ghamon Ki Shaam Hai,
Khushi Ki Hasrat karoon Aisi Koi Subaah Nahi,..
Bahoot dard Chupa Liya Tune "AZEEM",
Khuda se Dard Choopane Ke Liye Kahin Koi jagah Nahi,..
Ab Kya shikayat karoon Us Bewafa ki.,,
Jisne Zakham Diya Jis ki Koi Dawa Nahi,..
Mat kaho Ke ishq Zindagi Hai,..
Is Se badi Is Duniya Mein Koi Sazaa Nahi,.
Ab Kya Doon Kisi Ko Badua,..
Meri Hi Zindagi Mein Kuch Bacha Nahi.,..
Ab bas Yahi Dua Hai Ke,Mujhe Maut Aaye,..
Awaaz Ayi,..Jo Tujhe Dard Mila Wo poora Hua Nahi,..
 :cry:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ishq mein mere woh suroor nahi tha by passedaway in Shayri for Dard -e- Judai
Duniya mein Jeene ki tamanna nahi hai ! by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
DUNIYA MEIN SABHI BUDDH NAHI HOTE by Indu Verma in Miscellaneous Shayri
Teri duniya mein khuda koi wafadaar nahi by livingbytheday in Ghazals
Tum bhi ishq ki sazaa do.. by nashwani in Miscellaneous Shayri
mehek
Guest
«Reply #1 on: February 27, 2006, 12:48:53 PM »
very nice work jaanasheen Usual Smile
welcome to YOINDIA Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 23, 2006, 09:18:26 AM »
Ek Pal Pyaar Ka Paane ke Liye Unse,..
Hume Apna Ashiyaana Mitaana Pada,.

Dil Mein Lakhon Gham The,..
Phir Bhi Sab Ko Hasana Pada,..

Tera Ghar Basane Ke Liye,..
Mujhe Mera Ghar Jalana Pada,..

Tu Kahin Roye Na Gham Mera Dekhkar,..
Isliye Mujhe Dil Pe Haath Rakhkar Muskurana Pada,..

Tujhe kabhi Gham Na Mile, Teri Khusion Ki Khateer,..
"Jaanasheen" Mujhe Duniya Se Jaana Pada,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 24, 2006, 06:16:31 AM »
Mujhe Abhi Bhi Is Baat Par Pachtaan Pard Raha Hai,.
Jo Maine Khata Ki Hi Nahi Us Pe Sazaa Mili,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: March 24, 2006, 04:26:36 PM »
bahoot khoob JSheen!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 26, 2006, 08:24:54 AM »
Shukriya Pooja Ji,..

Ab To Main Khushi Se Marrjaoonga,..
Ke Wo Khush Hai Mujhse Bichardne Ke Baad Bhi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 17, 2006, 11:14:21 AM »
Khuda Unhe Salamath Rakhe Jo Nafrat Humse Karte Hain,..
Pyaar Nahi Nafrat Hi Sahi Par Kuch To Humse Karte Hain,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: April 17, 2006, 01:04:52 PM »
Jo Tune Bakhshaa Hai Wo Gham Kahan Nahi Hota,..
Ye Sholaa Aisa Hai Jiska Dhuaan Nahi Hota,..
Talb Hai Tujhko Khushi Ki Janam SE Aye Jaanasheen,..
Bata Kyun Tera Mukaddar Jawaan Nahi Hota,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: April 17, 2006, 02:52:12 PM »
wah kaya zazbaat hai!! bahoot khoob JSheen !!!!

Mera dard unko samjh mai na ayya
kahty hai kayun unhi se dil lagaya
dil lagana kahty hai kise
Puchane wale, yah to meri bhi samjh mai na ayya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: April 19, 2006, 10:18:44 AM »
Quote from: "Pooja"
wah kaya zazbaat hai!! bahoot khoob JSheen !!!!

Mera dard unko samjh mai na ayya
kahty hai kayun unhi se dil lagaya
dil lagana kahty hai kise
Puchane wale, yah to meri bhi samjh mai na ayya


Shukriya pooja ji,..

Koun Samjha Hai Dil Ke Rishton Ko,..
Jo Samjhe Bhi Hain To Theek Se Nahi Nibhaate,..
Hum Maang Baithe Do Pal Pyaar Ke Unse,..
Jo Hain Samder Mein Aur Kisi Pyaase Ko Paani Nahi Peelaate,..
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #10 on: April 20, 2006, 07:22:39 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Khush rahe Wo jahan Bhi rahe,..
Mujhe Unse Koi Gila Nahi,..Gila Kaisa.?
Kyun Ki Unhe khelne ke liye Mere Siwa Koi Aur Mila Nahi,.
Ab Kyun Koi mera Humdard bane,..
Mera Ghar Toota Hai Jala Nahi,..
kaise Roshni Aaye Mehfil Mein,..
Dil jala hai Koi Diya Nahi,..
Meri Zindagi Mein sirf tanhai Hai,..
Mujhe Koi aur saathi Mila Nahi,..
Ye Mera kasoor Hai,.Ke maine,
sabhi KoPyaar Banta Dard Kisi Ko Diya Nahi,..
Ab Main Kya Zikar karoon Apni Barbadi Ka Aye Dost,..
Tum Bhi Insaan Ho Koi Khuda nahi,..
Meri Zindagi jaise Ghamon Ki Shaam Hai,
Khushi Ki Hasrat karoon Aisi Koi Subaah Nahi,..
Bahoot dard Chupa Liya Tune "AZEEM",
Khuda se Dard Choopane Ke Liye Kahin Koi jagah Nahi,..
Ab Kya shikayat karoon Us Bewafa ki.,,
Jisne Zakham Diya Jis ki Koi Dawa Nahi,..
Mat kaho Ke ishq Zindagi Hai,..
Is Se badi Is Duniya Mein Koi Sazaa Nahi,.
Ab Kya Doon Kisi Ko Badua,..
Meri Hi Zindagi Mein Kuch Bacha Nahi.,..
Ab bas Yahi Dua Hai Ke,Mujhe Maut Aaye,..
Awaaz Ayi,..Jo Tujhe Dard Mila Wo poora Hua Nahi,..
 :cry:


Wah Kya baat hai Janasheen......bahut khoobb
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: April 21, 2006, 07:35:22 AM »
Shukriya Bhai,..

Gar Samajhte Wo Mere Dil Ki Tadarp ko,..
Yun Tanha Chordkar Mujhe Na Jaate,..
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #12 on: April 26, 2009, 03:45:49 AM »
Khush rahe Wo jahan Bhi rahe,..
Mujhe Unse Koi Gila Nahi,..Gila Kaisa.?
Kyun Ki Unhe khelne ke liye Mere Siwa Koi Aur Mila Nahi,.
Ab Kyun Koi mera Humdard bane,..
Mera Ghar Toota Hai Jala Nahi,..
kaise Roshni Aaye Mehfil Mein,..
Dil jala hai Koi Diya Nahi,..
Meri Zindagi Mein sirf tanhai Hai,..
Mujhe Koi aur saathi Mila Nahi,..
Ye Mera kasoor Hai,.Ke maine,
sabhi KoPyaar Banta Dard Kisi Ko Diya Nahi,..
Ab Main Kya Zikar karoon Apni Barbadi Ka Aye Dost,..
Tum Bhi Insaan Ho Koi Khuda nahi,..
Meri Zindagi jaise Ghamon Ki Shaam Hai,
Khushi Ki Hasrat karoon Aisi Koi Subaah Nahi,..
Bahoot dard Chupa Liya Tune "AZEEM",
Khuda se Dard Choopane Ke Liye Kahin Koi jagah Nahi,..
Ab Kya shikayat karoon Us Bewafa ki.,,
Jisne Zakham Diya Jis ki Koi Dawa Nahi,..
Mat kaho Ke ishq Zindagi Hai,..
Is Se badi Is Duniya Mein Koi Sazaa Nahi,.
Ab Kya Doon Kisi Ko Badua,..
Meri Hi Zindagi Mein Kuch Bacha Nahi.,..
Ab bas Yahi Dua Hai Ke,Mujhe Maut Aaye,..
Awaaz Ayi,..Jo Tujhe Dard Mila Wo poora Hua Nahi,..
 :cry:


mere paas alfaaz nahi hain... shayad isse behtar nazam maine meri zindigee mein nahi padree! beyhud pasand aayee muhje. azeem, sachchi, jhoot kehte hain aap, k aapki shayari ahchchi nahi. by far, i love this one the most.
magar ubto zindigee se gila nahi? am i right, azeem ji? hehehe!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: April 26, 2009, 01:13:40 PM »
mere paas alfaaz nahi hain... shayad isse behtar nazam maine meri zindigee mein nahi padree! beyhud pasand aayee muhje. azeem, sachchi, jhoot kehte hain aap, k aapki shayari ahchchi nahi. by far, i love this one the most.
magar ubto zindigee se gila nahi? am i right, azeem ji? hehehe!

Ye Tumhaara baddappan hai Sidraah Jo Tumne, itni Izzat Bakhshi, Jo is thread Ke Liye Mujhe Nahi Milni Chaiye,m.

Maine Bohat Hi Ghatiya Kisam ki Shayari yahan likhi hai,. Allah Khair Kare,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #14 on: April 27, 2009, 11:31:50 AM »
Ye Tumhaara baddappan hai Sidraah Jo Tumne, itni Izzat Bakhshi, Jo is thread Ke Liye Mujhe Nahi Milni Chaiye,m.

Maine Bohat Hi Ghatiya Kisam ki Shayari yahan likhi hai,. Allah Khair Kare,.

Bilqul nahi ji! muhje tho beyud pasand aaee, solely for the reason that it really is very nice!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:23:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer