Iss dard bhari zindagi main

by Delicate_Doll on December 01, 2004, 01:17:50 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 3191 times)
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #15 on: December 26, 2004, 11:26:00 AM »
It was nice job by all.

Kuchh kahe to wo kehte hai bahut bolte ho,
Chup rahe to wo puchhte hai naraz ho?
Dil ki baat unhe kaise samjhaye?
Jab izhaar karte hai to kehte hai mazak karte ho.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dard Bhari Ghazal by robin_abdul in Shayri-E-Dard
zindagi dukhon se bhari hui hai by tanha dil tanha safar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Tanhai Se Bhari Zindagi by Devdas_online in Shairi - E - Zindagi
Dard bhari Faryad by saif_Soz in Shayri for Khumar -e- Ishq
dard bhari mulakaat...... by ranjana in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
waheed_rose2004
Guest
«Reply #16 on: December 27, 2004, 04:18:19 PM »
too good..........Just_Hate_Love
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #17 on: December 28, 2004, 04:55:16 PM »
it was nice salma hope to hear more from u soon.......salaam

[/b]
Logged
HumTum
Guest
«Reply #18 on: May 31, 2005, 09:21:43 PM »
Quote from: "salma4u"


iss dard bhari zindagi main,
ek aur dard say lein ge hum,
itne dard mile hain zindagi main,
iss dard ka na hai humko gum... sad5


very nice Salma ji......

bedard zamane ne bohat hum ko sikhaya
aik baar hasaaya to sau bar rulaaya
jo taj mahal hum ne tasavur main banaya
mitti ka ghar bhi na tha jab hosh aaya
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #19 on: June 01, 2005, 08:02:42 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "salma4u"


iss dard bhari zindagi main,
ek aur dard say lein ge hum,
itne dard mile hain zindagi main,
iss dard ka na hai humko gum... sad5


very nice Salma ji......

bedard zamane ne bohat hum ko sikhaya
aik baar hasaaya to sau bar rulaaya
jo taj mahal hum ne tasavur main banaya
mitti ka ghar bhi na tha jab hosh aaya


thanku salaam jee

humtum Shocked itni purani post

gr888 likhte ho dost tum ...
humein to shayari karni nahin aati hai...
bas bahut rare likhti  hun apni...
jab apna mood totally off hota hai to...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #20 on: June 02, 2005, 12:40:43 AM »
Aab-e-z-Ziyaa ka afsaana bayan karne ki chaah hai,
Aaftaab ke liye to bas ziyaa hi paakizaah hai.
Abroo pe samaayi abr ki adaa hai,
Palkon pe ishraaq bepanaah hai.
Basar e noor chupa kar,
Hasti hai vo nazarein jhuka kar.
Gaalon me hai badr ka saaya,
Hothon ne uske taqwaa bhulaayaa.
Rukh ka nageena dekar,
Banaa jaati hai vo shabeenah aksar.
Uski chaahat me guzeedah hai furkat ko,
Uski khaatir gazeedah hai kismat ko.
Jal uthe aaftaab phir se,
Gar jod le naata ziyaa is musaafir se....
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #21 on: June 04, 2005, 05:54:18 PM »
Zindagi chahato ka silsila hai,
Koi mil gaya koi bichhad gaya,
Jinhe maanga tha humne duaao mein,
Wo kisi aur ko bina maange mil gaya ...
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:58:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.088 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer