Itna Asaan Na Tha !!

by deepika_divya on September 05, 2009, 10:43:05 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 3483 times)
deepika_divya
Guest
«Reply #15 on: September 13, 2009, 05:07:33 AM »
sophi

har dard ko bahut bakhoobi se tumne byaan kiya hai
kisi ki atmaa rode, pyaar khushi kam aor dard jayada deta hai.
khush raho
nira di

Thank you sooooooooooooo Much Nira Di.. Thank you !
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #16 on: September 13, 2009, 05:08:04 AM »

wah sophi ji wah.. bahut hi khoob

jasbir singh

Thank You so much Jas ji
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #17 on: September 13, 2009, 05:09:05 AM »
Divya jee:

namaste!

dard meN Doobii hu'ii aapki yeh peShkaSh bahot Khuub rahiiN! yuuNhi liKhate rahiYe aage bhee bazm ki raunaq afzA'ii karte raheN! daad !

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath jaazat

aapka

~ Dhaval

Thank you so much Dhaval .. Thank you for your lovely appreciation !
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #18 on: September 13, 2009, 05:09:45 AM »
Wah wah Sophi ji,bahut khoob really touching and mindblowing creation. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Beautiful lines Cara ji,great . icon_thumleft

Thank You so so much Madhu Ji
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #19 on: September 13, 2009, 05:10:42 AM »

Wah wah... dard bara yeh kalam dil ko hilakar rakh diya divya.
Daad hazir hai.

Thank you so so much Sweetu !
Logged
ANAAMIKA
Guest
«Reply #20 on: October 14, 2009, 07:12:18 PM »
Teri es dard bhari najm ko bhulana itna aasaan na tha
Chup rahu aur kuchh na likhu ye bhi itna aasaan na tha

Jamaane k julmo ko jhelna mere liye bhi itna aasaan n tha
Karu main kisi se shikayat mere liye wo itna aasaan n tha

Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #21 on: January 28, 2010, 10:45:36 AM »
Teri es dard bhari najm ko bhulana itna aasaan na tha
Chup rahu aur kuchh na likhu ye bhi itna aasaan na tha

Jamaane k julmo ko jhelna mere liye bhi itna aasaan n tha
Karu main kisi se shikayat mere liye wo itna aasaan n tha

Shukriya Shukriyaa.. Bahoot Khoob lina hai aapne bhi !
Logged
malli
Guest
«Reply #22 on: January 29, 2010, 04:00:37 PM »
Bahut dard se likha hai tumne divya. Bahut khoob likha. dard ka ehsaas hua her ek lafz mein. Keep it up.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #23 on: January 29, 2010, 04:02:02 PM »
Bahut dard se likha hai tumne divya. Bahut khoob likha. dard ka ehsaas hua her ek lafz mein. Keep it up.

Thank you so so Much Roja !
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #24 on: January 30, 2010, 11:23:40 AM »
Sophi Ji Ek Behtareen Kalaam Nazar Kiya Hai Aapne
Bahut Achhey Se Jazbaaton Ko Lafzon Men Piroya Hai
Bas Kuch Purani Yaaden Taza Ho Gayi Parhke Bahut Khoob Ji
Mafi Chahta Hun Deri Se Dekhen K Liye....

Khush Rahe......

Shiha

Bahoot Bahoot Shukriyaa Shihab..

Abhi jab maine isse dobara pada tho bahoot si galtiyaan nazar aa rahi hai..

But thanks for liking it !
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #25 on: January 30, 2010, 11:33:06 AM »
Thank you so much Shihab !:)
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #26 on: February 05, 2010, 03:06:39 PM »
Bahut bahut Khoob Sophi..

Sach Mein bahut Gehre Jazbaat Piroye Hai Aapne Lafzo Mein..

Just Too Goood Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Kuch Likh Raha Hoon..

Jee Lete Hum Bhi Yuhi Har gham Sehkar
Par Tujhse Bichadkar Jeena Asaan Na Tha...

Chot Khaaye Hai Humne Bhi Iss Zamaane Mein Bahut Se!!!!
Par Dil Pe Chot Khaana Asaan Na Tha..

Toote Hue Khilono Se Lekar Toote Hue Dil Tak Ka Safar Taye Kiya Hai Humne
Par Ashko Ko Aankhon mein Chupakar Muskurana Asaan Na Tha..

Asaan Hai Duniya Mein Auro Par Ungliyan Uthaana "Khwaish"
Par kabhi Aaene Mein Khud Se nazarein Milana Asaan Na Tha...

Kehna Asaan Hai Kisi Musafir Ke Liye
Ke Zindagi Mein Kuch Bhi Na-mumkin Nahi!!!
Par Har mod par khud Ko Aazmana Asaan Na Tha...

Thankyou ! Soooooooooooooo Much Khwaish ji .. itna pasand karne ke liye ...

Waah Khwaish ji aapne bhi Kamaal ka likha hai.. jazbaaton ko lafzo mea utaar diya.. bahoot Bahoot Khoob!
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #27 on: February 05, 2010, 03:12:07 PM »

«Reply #28 on: February 05, 2010, 03:31:23 PM »
Khwaish ji aapke Reply pad kar Fir likhne ka Mann Hua... Tho kuch Arz kar rahi hun....

Bebasi ko Apni hum Dil Mea Chupaye the
Gaavo pe khudke Marham lagana Asaan Na tha

Rulaya itna Iss Jahan ke Logo ne Hume
Khud ki Mohabaat ki chita jalana Asaan Na Tha

Divya !!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #29 on: February 05, 2010, 03:48:15 PM »
bahut bahut Khoob sophi.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Lafzo Se Keh dete To Dil ko sukoon Mil Jaata
Khamoshiyon Mein Khud Ko tadpana Asaan Na Tha..

Chalte-Chalte, Girte-Sambhalhte Safar taye To Kar Lete!!!
Par beech Raah Par Peeche Mud kar Vaapas Jaana Asaan Na Tha...

"Khwaish" keh deta Dil Mein Jo hai uske!!!
Par Kisi Ke Dil ko Thes Pahunchkar Khud Ki Baat Ko Keh Jaana Asaan na Tha...

Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 04:35:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer