izhar kar na sakay,inkar kar na sakay

by payar on April 05, 2008, 08:15:54 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 968 times)
payar
Guest
mohabat baohat thi izhar kar na sakay
jaan mangi us nay majbor thay inkar kar na sakay
uss nay diye zakham itnay
ginnay baithay tu shumar kar na sakay
ham pass ho kar b itnay door thay
kay chahaton say b meri faslay smit na sakay
humay tu yaqeen tha us par khud say zayada
aik wo hi thay jo aitbar kar na sakay
zakham diye iss qadar gahray hum ko
kay sadiyun may b na baher sakay
chahray par the kahani hijer ki ratt ki
wo unjan thay itnay kay perh na sakay
hum nibhatay rahay ehday wafa un say
wo bay wafa thay wafa kar na sakay
duaon may manga tumhay sham o saher
bay asar the sab jo tumhay paa na sakay
payar ki kahaani rahi udhori
agahz kar kay b anjam kar an sakay
her jeez bohla di payar nay duniya ki
aik uss ki yadoon ko na bohla sakay
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**Na MUSKARA Sakay** by SairaKhan in Shayri-E-Dard
Agar ho sakay... (NM) by vb in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Tanhaiyu ko doaer hatanay ki baet kar sakay by sushilbansal in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dil ne dhadakne se inkar kar diya...f... by Asif samani jaunpuri in Shairi - E - Zindagi
Dil ne dhadakne se inkar kar diya...f..... by Asif samani jaunpuri in Shayri for Dard -e- Judai
mistufer
Guest
«Reply #1 on: April 08, 2008, 08:36:35 PM »
payar ji

bahut acha likha hai
ghahrayi hai har line mein

nira
Logged
syednaami
Guest
«Reply #2 on: April 08, 2008, 10:12:44 PM »
Gham main dubi ik tasveer banayi hai aap ne.
khayalon ki daor kaafi dur tk hai.
Yaqeenan pasand aya.
Logged
sushilbansal
Guest
«Reply #3 on: August 11, 2012, 03:13:04 PM »
 Applause Applause Applause
mohabat baohat thi izhar kar na sakay
jaan mangi us nay majbor thay inkar kar na sakay
uss nay diye zakham itnay
ginnay baithay tu shumar kar na sakay
ham pass ho kar b itnay door thay
kay chahaton say b meri faslay smit na sakay
humay tu yaqeen tha us par khud say zayada
aik wo hi thay jo aitbar kar na sakay
zakham diye iss qadar gahray hum ko
kay sadiyun may b na baher sakay
chahray par the kahani hijer ki ratt ki
wo unjan thay itnay kay perh na sakay
hum nibhatay rahay ehday wafa un say
wo bay wafa thay wafa kar na sakay
duaon may manga tumhay sham o saher
bay asar the sab jo tumhay paa na sakay
payar ki kahaani rahi udhori
agahz kar kay b anjam kar an sakay
her jeez bohla di payar nay duniya ki
aik uss ki yadoon ko na bohla sakay
takdir ka kheal ko khoob sajaya hai







 
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 04:44:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer