jaate jaate

by bond on June 13, 2005, 02:04:29 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
Print
Author  (Read 4289 times)
tushar_4u_im
Guest
«Reply #15 on: June 13, 2005, 03:40:00 PM »
Quote from: "bond"


bahut khoob NIKKI N THANKS TUSHAR

uski aaknho ka har  aanso
meri aankhein mein aa jaye
bas dua hai rub se itni ke
uasey meri yaad na aaye
gar mein kabhi yaad bhi aao
to usey rana na aaye....
hain juda aab raste hamare
par uske chehre pe muskaan ho
jab bhi usey yaad meri aaye[/quote]

bin dekhe teri tasvir bana sakta hu,..

bin puche tera haal bata sakta hu,...

meri mahubbat me hai itna dum,...

teri aankh ka aansu aapni aakh se gira sakta hu,......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
(¨`v´¨) Jaate Jaate Woh Hum Ko Achi Nishani De Gaye (¨`v´¨) by Delicate_Doll in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Jaate jaate meri sansar chali gayee by Rajeev_bekhudi in Shayri for Khumar -e- Ishq
JAATE JAATE WHO KUCCH AAISA NISHAANI DE GAYE by chetanmamtora in SMS , mobile & JOKES
bond
Guest
«Reply #16 on: June 13, 2005, 03:43:57 PM »
GOOD ONE TUSHAR

dil aaj fir tanha hai
dil aaj fir akela hai
kismat ne aaj fir
khel aissa khela hai

bholepan ka mere
yu mazak udaya gaya
bhari mehfil mein
mere dil ko sataya gaya

rahi hai iss zamaane mein aab
dosti ki koi keemat hai kahan
har uss shaksh ne maara khanjar
jis ko apna meine samjha yahan

BOND
Logged
smile_deep1
Guest
«Reply #17 on: June 13, 2005, 03:49:20 PM »
nice  words bond........... keep up the effort.

kisi ki tanhayin kisi ko chikh chikh kar bulati hain....
kisi ki tanhayin dum tod jati hain...
koi tanhayion main chupke se rota hain,
koi bheed main bhi rehkar tanha hota hain...
tanhayin ka hur kisi kai zindagy main basera hain.....
sirf tu nahin hur insan aaj tanhayin se ghira hain............

deep
Logged
bond
Guest
«Reply #18 on: June 13, 2005, 03:54:36 PM »
bahut khoob DEEP.....

tanhai ki wadiyon mein basa gaon mera hai
dard hai , aansuu hain aur bas andhera hai
tu aayi thi kabhi suraj ki pehli kiran bankar
tere jaane ke baad aab fir wahi haal mera hai

BOND
Logged
nikki
Guest
«Reply #19 on: June 13, 2005, 03:56:07 PM »
wonderfull all of u....welcome back Deep ....................
Logged
bond
Guest
«Reply #20 on: June 13, 2005, 03:58:40 PM »
thanx again NIKKI............................................ .........
Logged
smile_deep1
Guest
«Reply #21 on: June 13, 2005, 04:00:31 PM »
thanks nikki.............

hum to unki ek jhalak ko bekarar hain,
unki ek jhalak ke liye sab dukh suikar hain.
woh ek jhalak mil jaye to..........
yeh gamo ka  gaon...
yeh tanhaiyon ki wadiya..
ye andhera.................
sab se mujhko pyar hain.
Logged
nikki
Guest
«Reply #22 on: June 13, 2005, 04:06:31 PM »
bahut khoob..................................

pyar mein dilbar ke didaar ki kya keemat hai
yeh woh jaane, jo jaane, kissi ke pyar ki kya keemat hai
Logged
smile_deep1
Guest
«Reply #23 on: June 13, 2005, 04:11:21 PM »
nice nikki.............

kya kahey kis kadar bikhre hain tere pyar main....
ki abb to janey jatey hain tere naam se .
Logged
nikki
Guest
«Reply #24 on: June 13, 2005, 04:15:13 PM »
nice...

sambhaal lo khud ko
ke abb woh na ayenge laut ke

aana hota to jaate hi kyun
pyar nibhaana hota to, dil ko dukhate hi kyun
Logged
bond
Guest
«Reply #25 on: June 13, 2005, 04:16:23 PM »
bahut achhe NIKKI and DEEP.........

jeena bhi muskil marna bhi muskil
teri aarzu mujhey iss kadar hai
dard ko tere seene se laga jeetey hain
tere dard ke sahare hi aab katni umar hai
Logged
smile_deep1
Guest
«Reply #26 on: June 13, 2005, 04:23:14 PM »
nice bond........ and nikki........

tumhey na chahey yeh abb mumkin nahin,
tumko bholana apni maut ko bulana hoga.
tum khwahish hi nahin meri chahat...
tum na chahey to bhi  tujhko aana hoga.
Logged
bond
Guest
«Reply #27 on: June 13, 2005, 04:28:31 PM »
great........

mein dard ka dariya hu
tanhai ka samandar hu
aab na paunga kisika
mein tuut chuka iss kadar hu
Logged
smile_deep1
Guest
«Reply #28 on: June 13, 2005, 04:31:24 PM »
hmmmmmm...........

dil-e-nadan ki hi to gustakhi yeh samnadar hain..........
aab isay kya sambhalna............
takdeer to kab ki dub chuki ismay....
abb to tute dil ko ismay se hain nikalna..............
Logged
nikki
Guest
«Reply #29 on: June 13, 2005, 04:35:24 PM »
bahut khoob Deep n bond...

tera saath mile to nikal ayega dil bhi dard ke samandar se
raaste chahe andhere ho ya kathin, chal padenege hum bina soche tere waaste
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:29:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer