hina_chandni
Guest
|
«Reply #135 on: June 24, 2005, 07:58:06 PM » |
|
Is Zamanay Say Na Hum Koi Gilaa Rakhain Gain
Dil Lagayein Gain To Na Shart-E-Wafa Rakhain Gain
Na Dikhayain Gain Kabhi Dil Pe Lage Zakhm Unhain
Dard Uthay Ga Magar Dil Ko Daba Rakhain Gain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #136 on: June 24, 2005, 08:02:32 PM » |
|
Is Zamanay Say Na Hum Koi Gilaa Rakhain Gain
Dil Lagayein Gain To Na Shart-E-Wafa Rakhain Gain
Na Dikhayain Gain Kabhi Dil Pe Lage Zakhm Unhain
Dard Uthay Ga Magar Dil Ko Daba Rakhain Gain Yeh Jo Dard Uthta Hai Aap Mehsoos tu Kijye Is MEin Hai AiK Ajab Taltamsh Zra Mehsos Kijye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #137 on: June 25, 2005, 07:13:48 AM » |
|
Hina Dear...... Fantastic...... Naveed ........ Khuub...........
Roz is dil ke tamashe ajab hote hai Zakhm deta hai tees, woh saamne jab hote hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #138 on: June 25, 2005, 07:14:59 PM » |
|
Dil O Jaan K Malik hain woh Aur Haal E Dil nahin samjhte Kai Kuch kami tere Pyar mein Tu Nahin faree reh gayi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #139 on: June 26, 2005, 07:41:38 PM » |
|
Jaab Aayi Yaad UnKi Tu Dil Machal Utna Hai "Naveed" Lekin UnKi Kaj Adai Dekhiye Aik Reply Bhi Nahin hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
hina_chandni
Guest
|
|
«Reply #140 on: June 26, 2005, 08:58:49 PM » |
|
Jaab Aayi Yaad UnKi Tu Dil Machal Utna Hai "Naveed" Lekin UnKi Kaj Adai Dekhiye Aik Reply Bhi Nahin hai nice one naveed...................keep it up !!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #141 on: June 26, 2005, 09:15:07 PM » |
|
Thanx Chandni
Kia Kahiye Aday e naz Ko Us K Hum Kia Kuch Lgtay Nahin Hain Us K Hum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #142 on: June 27, 2005, 05:21:49 AM » |
|
Jaab Aayi Yaad UnKi Tu Dil Machal Utna Hai "Naveed" Lekin UnKi Kaj Adai Dekhiye Aik Reply Bhi Nahin hai Kaise je jawab Faree, wasila toot jata hai Paigam lejane wala kabootar rooth jata hai :lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #143 on: June 27, 2005, 06:33:13 AM » |
|
Jaab Aayi Yaad UnKi Tu Dil Machal Utna Hai "Naveed" Lekin UnKi Kaj Adai Dekhiye Aik Reply Bhi Nahin hai Kaise je jawab Faree, wasila toot jata hai Paigam lejane wala kabootar rooth jata hai :lol: Aap Ko Kuch Aisa krna chaiye K yeh Rabta nahin totna Chaiye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #144 on: June 28, 2005, 12:55:06 PM » |
|
BEWAFAII KI YEH INTEHA HOGAYEE ke tujhse juda hokar bhi jeeney ki aadat hogayee tum laut ke aaogey humsey milney roz dil ko behlaney ki aadat hogayee terey waadey pe kiya bharosa kya humney keh raat bhar tera intezaar karney ki aadat hogayee Cool one Hina Bewafayi ki ab inteha ho gayee Zindagi jaise is ek saza ho gayee Kiya bharosa us ke waade ka intezaar ki bas ibtedaa ho gayee...........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #145 on: June 28, 2005, 06:54:58 PM » |
|
BEWAFAII KI YEH INTEHA HOGAYEE ke tujhse juda hokar bhi jeeney ki aadat hogayee tum laut ke aaogey humsey milney roz dil ko behlaney ki aadat hogayee terey waadey pe kiya bharosa kya humney keh raat bhar tera intezaar karney ki aadat hogayee Cool one Hina Bewafayi ki ab inteha ho gayee Zindagi jaise is ek saza ho gayee Kiya bharosa us ke waade ka intezaar ki bas ibtedaa ho gayee........... very nice...........Hina.............Saba............. ....Naveed..............sabhi logon ne bahot accha likha............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #146 on: July 01, 2005, 01:37:02 PM » |
|
Thank you Waheed
Dosto ne diya hai saath ka tohfa hume warna kaha raas aati yeh duniya hume
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #147 on: July 02, 2005, 01:05:10 PM » |
|
Yeah Duniya Kitni Harjai Ho GI Hai Jo Meri Thi Woh Aaj Kiun Prai Ho GI Hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #148 on: July 03, 2005, 03:05:41 AM » |
|
Woh tu yeh keh kr Chal diye Sar e Bistr Hum tu Madhosh Rhay Hain sone Ja Rhay hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #149 on: July 13, 2005, 12:19:22 PM » |
|
Teri khatir mai hu yaha aayi Tujhe na paa kar mai kitna ghabrayi Karti rahi tera intezar har pal par mujhe na mil saka tu, mili sirf tanhayi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|