<<<<JAB AAYEE YAAD UNKI>>>>>>

by Saba_Saba on May 17, 2005, 05:00:42 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 31
Print
Author  (Read 31995 times)
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #30 on: May 18, 2005, 11:55:28 AM »
Quote from: "yati"
SABA VERY VERY NICE

KHUDA KI BAKSH HAI KI SSANSEIN CHALI JA RAHI HAI.
VARNA MUJHE JEENE KI KOI TAMANNA NAHI HAI


nice yati

Reema ka ek shair hai

Jeena to padta hai yaha sabko .........
Yeh aur baat hai ke jiye khushi se ya gam se
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yaad aayee woh lamhey... by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq
tajinder
Guest
«Reply #31 on: May 18, 2005, 12:20:09 PM »
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "yati"
SABA VERY VERY NICE

KHUDA KI BAKSH HAI KI SSANSEIN CHALI JA RAHI HAI.
VARNA MUJHE JEENE KI KOI TAMANNA NAHI HAI


nice yati

Reema ka ek shair hai

Jeena to padta hai yaha sabko .........
Yeh aur baat hai ke jiye khushi se ya gam se


zindagi ki rahon mein aise mod bhi aate hain
sawan ke saath saath yahan patjhad bhi aati hai,
ansoon ke sagar mein moti bhi milte hain
jo unhe dhoondh laate hain
wo zindagi jee lete hain
Logged
nikki
Guest
«Reply #32 on: May 18, 2005, 12:24:20 PM »
very nice all of u ....

zingadi agar khushiyun se abaad hoti sabki
to na koi shayar banta...aur na gum-e-shayari hoti
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #33 on: May 18, 2005, 12:35:52 PM »
nice niki and Tajinder ji

Zindagi ke falsafey tamam huye
Charche bhi roz aam huye
Na aayee samajh me SABA
kya kya tamashe subah shaam huye

SABA
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #34 on: May 18, 2005, 12:51:35 PM »
SHUKRIYA SABA JI

duadte rah gaye hum to zindgi mai
hassil kuch nahi sirf daud ke siva
jo galti hui humse woh na dooraho mere yaar
haasil karo koi manzil zindgi ke safar mai.
Logged
tajinder
Guest
«Reply #35 on: May 18, 2005, 01:02:25 PM »
Quote from: "Saba_Saba"
nice niki and Tajinder ji

Zindagi ke falsafey tamam huye
Charche bhi roz aam huye
Na aayee samajh me SABA
kya kya tamashe subah shaam huye

SABA


zinda hun is tarah ke gum-e-zindagi nahi
jalta hua diya hun magar roshni nahi,
wo muddatein hui kisi se juda hue
lekin ye dil ki aag abhi tak bujhi nahi,
aane ko aa hi chuka tha kinara bhi samne
khud uske paas meri hi naiyya gayi nahi,
hotthon ke paas aye hasi kya majal hai
ye dil ka mamla hi koi dillagi nahi,
ye chaand ye hawa ye fiza sab hain mand mand
jo tu nahin to inmein koi dilkashi nahi

thanx saba ji
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #36 on: May 18, 2005, 01:04:23 PM »
Manzile mil jaygi tujhko bhi koshish to kar...
Koi ban jayega tera bhi hum-safar....

SABA
Logged
tajinder
Guest
«Reply #37 on: May 18, 2005, 01:06:36 PM »
Quote from: "vikas2210"
SHUKRIYA SABA JI

duadte rah gaye hum to zindgi mai
hassil kuch nahi sirf daud ke siva
jo galti hui humse woh na dooraho mere yaar
haasil karo koi manzil zindgi ke safar mai.


wo log bohut khuskismat the
jo ishq ko kaam samajhte the,
yaa kaam se ashiqui karte the,
hum jite ji mushruf rahe
kuch ishq kiya kuch kaam kiya,
kaam ishq ke aade aata raha
aur ishq se kaam ulajhta raha,
fir aakhir tang aa kar humne
dono ko adhura chord diya
Logged
tajinder
Guest
«Reply #38 on: May 18, 2005, 01:10:22 PM »
Quote from: "Saba_Saba"
Manzile mil jaygi tujhko bhi koshish to kar...
Koi ban jayega tera bhi hum-safar....

SABA


dil mein na ho jurrat to muhabbat nahi milti
kahiraat mein itni badi daulat nahin milti,
kuch log yun hi shehr mein hum se bhi khafa hain
har ek se apni bhi tabiyat nahin milti,
dekha tha jise maine koi aur tha shayad
wo kaun hain jisse teri surat nahin milti,
haste hue chehron se hain bazar ki zinnat
rone ko yahan waise bhi fursat nahi milti
Logged
tajinder
Guest
«Reply #39 on: May 18, 2005, 01:15:42 PM »
mujh ko bhi tarkeeb sikha do yaar julahe
aksar tujhko dekha hai taana bunte,
jab koi dhaga tut gaya ya khatam hua
jod kar usmein aur sira koi aage bunane lagte ho,
tere is taane mein lekin ik bhi gaanth girh buunder dekh nahin sakta hai koi,
maine to ik baar buna tha ek hi rishta
lekin uski sari girhein saaf nazar aati hain mere yaar julahe,
mujhko bhi tarkeeb sikha do yaar julahe

(one of my fav. wriiten by Gulzar)
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #40 on: May 18, 2005, 07:43:23 PM »
Aasooyon se bhari..aakhon ko chupata kaha..
aakhir apna pyaar jo khoya...
dil tutta..dhal gayi ishq ki shyam...
us raat mere mukkadar pe... aasma bhi roya..
Logged
muzaffar
Guest
«Reply #41 on: May 19, 2005, 10:11:37 AM »
nice saba ." jab aayee yaasd unki " is so nice.                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                   nazar nawaz na
Logged
muzaffar
Guest
«Reply #42 on: May 19, 2005, 10:13:55 AM »
nice saba. "jab aayi yaad unki" is so nice.

nazar nawaz nazaro me ji nahi lagata
wo kya gaye ke abaharo me nahi lagata.
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #43 on: May 19, 2005, 11:13:04 AM »
Quote from: "fakharenaveed"
Aasooyon se bhari..aakhon ko chupata kaha..
aakhir apna pyaar jo khoya...
dil tutta..dhal gayi ishq ki shyam...
us raat mere mukkadar pe... aasma bhi roya..


Very Good Fakharji
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #44 on: May 19, 2005, 12:11:12 PM »
Nice 1 Muzaffar ji........

Sunna chahte hai aahate uske aane ki.........
ab kisi ki baato me jee nahi lagta........

SABA
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 31
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 09:12:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer