<<<<JAB AAYEE YAAD UNKI>>>>>>

by Saba_Saba on May 17, 2005, 05:00:42 AM
Pages: 1 ... 24 25 26 27 [28] 29 30 31
Print
Author  (Read 32170 times)
phoenix
Guest
«Reply #405 on: March 30, 2006, 06:24:32 PM »
WOH NIGAHENON SE KATLE AAM KARTE HAI,
BUS YAHI DEKH KAR HUM APNA DIL THAM LETE HAI,
KAHIN HO NA JAAEIN HUM BHI GHAYAL,
YAHI SOCHKAR KHUDA KA NAAM LETE HAIN
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yaad aayee woh lamhey... by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #406 on: March 30, 2006, 06:42:05 PM »
Quote from: "nikki"
subhan allah ...kya khoob likhte ho aap dono....gr8

jab aaye yaad unki aankhon ke paimane chalakte hain
hum kahein na kahein..gum aansuon se jhalakte hain

jism mein jaan baaki hai uske didaar ke liye
abb aur koi dawa nahi iss dil-e-bimaar ke liye


Sweety .... very nice


ur shair is just like this


Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #407 on: March 30, 2006, 06:52:32 PM »
Quote from: "phoenix"
KYA BAAT HAI NIKI JI, SABA JI, WAHEED BHAI GREAT YAAR

NIKI JI SABA JI AND WAHHED BHAI
AAP TEENO MEIN EK BAAT COMMON DEKHI HAI


AND TAT IS KI AAP TINO NE AANKHON KO AVTAAR MEIN SHOW KIYA HAI.



BUT I MUST SAY  EVERY EYE SPEAK SUMTHING ELSE


Thanxxx Phoenix Ji ..... aur andaz bilkul sahi lagaya

after all every person is different ...
har ek ka gum juda hai
isliye
every eye speak different
Logged
phoenix
Guest
«Reply #408 on: March 30, 2006, 06:54:34 PM »
gud going saba ji and thanx
Logged
phoenix
Guest
«Reply #409 on: March 30, 2006, 06:58:22 PM »
har kisi ka gum juda hai
har dil yahan gumshuda hai
har nazar kuch aur kehti hai
har kisi k dil mein ek bewafa rehti hai
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #410 on: March 30, 2006, 07:14:08 PM »
Phoenix Ji very nice
Aap ke shair me thora change kar rahi hu
Hope u like it

Phoenix wrote:
har kisi ka gum juda hai
har dil yahan gumshuda hai
har nazar kuch aur hai kehti
har kisi k dil mein ek bewafa hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #411 on: March 30, 2006, 07:26:02 PM »
bahot  khoob Phoenix.   Saba.........   Phoenix  ne  kaise itna  jyada idea lagaya Puzzled !

Woh  Lamha  woh pal  kuch  waqt ke liye aaye thi
umar  bhar ka  ghum  aur  judai de gayee mujhe...
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #412 on: March 30, 2006, 08:13:16 PM »
Quote from: "phoenix"
KAANTO KI CHUBHAN AB KAM LAGTI HAI,
TERE BINA RAAHEIN SUNI  LAGTI HAI,
GHAR KI DEEWARE AB TERI YAAD DILATI HAI,
MERI RUH SE BHI TERI KHUSHBU AATI HAI,
AA LAUT AA MERE HUMNASHIN AB TAU,
TERE BINA KUCH KAMI SI LAGTI HAI,
ZINDAGI AB THAMI SI LAGTI HAI


Bohat KhuuB

Baharein ab Khizaa si lagti hai
Chaman ki kaliya bhi bhojal si lagti hai
Sukoon milta nahi kahi par
Ke mefil bhi veeran si lagti hai
Dar-o-deewar se aati hai sadaye
In me teri aawaz pinha(chupi) si lagti hai
Chhor jaane ko dil karta hai Saba
Yeh zindagi ab gunah si lagti hai
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #413 on: March 30, 2006, 08:16:37 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
bahot  khoob Phoenix.   Saba.........   Phoenix  ne  kaise itna  jyada idea lagaya Puzzled !

Woh  Lamha  woh pal  kuch  waqt ke liye aaye thi
umar  bhar ka  ghum  aur  judai de gayee mujhe...


Menu ki khabar Puzzled ! ... unke paas bhi mind hoga na  :idea:  tongue3

Woh lamhe jo kuchh der hi thehre
Meri zeest to aasan kar gaye thore

Think positive
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #414 on: March 31, 2006, 08:10:59 AM »
wow Saba jee... gr8......!!!
Logged
nikki
Guest
«Reply #415 on: March 31, 2006, 01:21:34 PM »
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "nikki"
subhan allah ...kya khoob likhte ho aap dono....gr8

jab aaye yaad unki aankhon ke paimane chalakte hain
hum kahein na kahein..gum aansuon se jhalakte hain

jism mein jaan baaki hai uske didaar ke liye
abb aur koi dawa nahi iss dil-e-bimaar ke liye


Sweety .... very nice


ur shair is just like this




so true sis....

abb kissi baat ka gum nahi hota
dil ka dard bhi kissi zakhm se kum nahi hota
dawa dhondne ki koshish bhi nahi karti main
kyunki suna hai dil ke zakhmon ka marhum nahi hota
Logged
izhaarkeintzaarmein
Guest
«Reply #416 on: March 31, 2006, 04:43:14 PM »
great one nikki ji
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #417 on: March 31, 2006, 04:48:11 PM »
Quote from: "nikki"
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "nikki"
subhan allah ...kya khoob likhte ho aap dono....gr8

jab aaye yaad unki aankhon ke paimane chalakte hain
hum kahein na kahein..gum aansuon se jhalakte hain

jism mein jaan baaki hai uske didaar ke liye
abb aur koi dawa nahi iss dil-e-bimaar ke liye


Sweety .... very nice


ur shair is just like this




so true sis....

abb kissi baat ka gum nahi hota
dil ka dard bhi kissi zakhm se kum nahi hota
dawa dhondne ki koshish bhi nahi karti main
kyunki suna hai dil ke zakhmon ka marhum nahi hota


Waah kahe ke aah kahe ........ superb Usual Smile
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #418 on: March 31, 2006, 05:23:40 PM »
bahot  khoob  Nikki...............
Logged
phoenix
Guest
«Reply #419 on: March 31, 2006, 05:32:18 PM »
gud one nikki ji,

dil ke dard ko  kabhi kam mat karna
yeh wo zakhm hai jise kabhi dafan mat karna
is zakham ki dawa dard mein hi milegi
par dard ko thamne ki koshish kabhi mat karna
Logged
Pages: 1 ... 24 25 26 27 [28] 29 30 31
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:30:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer