<<<<JAB AAYEE YAAD UNKI>>>>>>

by Saba_Saba on May 17, 2005, 05:00:42 AM
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29] 30 31
Print
Author  (Read 31851 times)
phoenix
Guest
«Reply #420 on: March 31, 2006, 05:35:44 PM »
waheed ji jab dard itna ho ki tasveer bhi ro pade
to kyun na ek moti hum bhi maang lein
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yaad aayee woh lamhey... by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq
mohsin akhter
Guest
«Reply #421 on: April 01, 2006, 05:49:16 AM »
bahut khoob achchi mahfil sajai hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #422 on: April 01, 2006, 07:08:31 AM »
shukriya Phoenix,,,,,,,,,, Mohsin  bhai....   very  nice Phoenix...........main aap ki  baat samjha nahi ........:lol:
Logged
phoenix
Guest
«Reply #423 on: April 01, 2006, 07:27:47 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
shukriya Phoenix,,,,,,,,,, Mohsin  bhai....   very  nice Phoenix...........main aap ki  baat samjha nahi ........:lol:
thanx waheed bhai


hamare dard ko yeh jahan na samajh paya
ik kaanta tha dil mein jo reh reh kar ubhar aaya
ab tu hi bata mein kya karun "waheed"
yeh dil faana karun ya dard faana karun
Logged
phoenix
Guest
«Reply #424 on: April 01, 2006, 07:30:35 PM »
waheed bhai
hamari baatein tau woh bhi nahi samajh pate
jo hamari jaan e jigar hain
ab is jahan se hum kya umeed karein? sad5
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #425 on: April 02, 2006, 03:09:53 PM »
Quote from: "phoenix"
Quote from: "waheed_rose2004"
shukriya Phoenix,,,,,,,,,, Mohsin  bhai....   very  nice Phoenix...........main aap ki  baat samjha nahi ........:lol:
thanx waheed bhai


hamare dard ko yeh jahan na samajh paya
ik kaanta tha dil mein jo reh reh kar ubhar aaya
ab tu hi bata mein kya karun "waheed"
yeh dil faana karun ya dard faana karun


Samajhe ga kya zamana jo dard hai tera mera
Jaha har dil ko bhata hai ujla savera
Yeh dil dharakta to hai Saba lekin
Har dharkan par rehta hi gamo ka pehra
Logged
phoenix
Guest
«Reply #426 on: April 02, 2006, 05:09:54 PM »
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "phoenix"
Quote from: "waheed_rose2004"
shukriya Phoenix,,,,,,,,,, Mohsin  bhai....   very  nice Phoenix...........main aap ki  baat samjha nahi ........:lol:
thanx waheed bhai


hamare dard ko yeh jahan na samajh paya
ik kaanta tha dil mein jo reh reh kar ubhar aaya
ab tu hi bata mein kya karun "waheed"
yeh dil faana karun ya dard faana karun


Samajhe ga kya zamana jo dard hai tera mera
Jaha har dil ko bhata hai ujla savera
Yeh dil dharakta to hai Saba lekin
Har dharkan par rehta hi gamo ka pehra
wah wah saba ji aaj aapse hamar dard ka rishta jud hi gaya


koi dor nahin hamare beech
bas ik dard ka naata hai
chaahe to todkar dekh lena
par is dard ko kam nahi kar paoge
Logged
phoenix
Guest
«Reply #427 on: April 02, 2006, 05:10:41 PM »
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "phoenix"
Quote from: "waheed_rose2004"
shukriya Phoenix,,,,,,,,,, Mohsin  bhai....   very  nice Phoenix...........main aap ki  baat samjha nahi ........:lol:
thanx waheed bhai


hamare dard ko yeh jahan na samajh paya
ik kaanta tha dil mein jo reh reh kar ubhar aaya
ab tu hi bata mein kya karun "waheed"
yeh dil faana karun ya dard faana karun


Samajhe ga kya zamana jo dard hai tera mera
Jaha har dil ko bhata hai ujla savera
Yeh dil dharakta to hai Saba lekin
Har dharkan par rehta hi gamo ka pehra
wah wah saba ji aaj aapse hamara dard ka rishta jud hi gaya


koi dor nahin hamare beech
bas ik dard ka naata hai
chaahe to todkar dekh lena
par is dard ko kam nahi kar paoge
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #428 on: April 02, 2006, 07:51:47 PM »
Quote from: "phoenix"
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "phoenix"
Quote from: "waheed_rose2004"
shukriya Phoenix,,,,,,,,,, Mohsin  bhai....   very  nice Phoenix...........main aap ki  baat samjha nahi ........:lol:
thanx waheed bhai


hamare dard ko yeh jahan na samajh paya
ik kaanta tha dil mein jo reh reh kar ubhar aaya
ab tu hi bata mein kya karun "waheed"
yeh dil faana karun ya dard faana karun


Samajhe ga kya zamana jo dard hai tera mera
Jaha har dil ko bhata hai ujla savera
Yeh dil dharakta to hai Saba lekin
Har dharkan par rehta hi gamo ka pehra
wah wah saba ji aaj aapse hamara dard ka rishta jud hi gaya


koi dor nahin hamare beech
bas ik dard ka naata hai
chaahe to todkar dekh lena
par is dard ko kam nahi kar paoge


Todne se bhi na toote hai rishta dard ka
Dil ka hota nahi hai naata koi akal-o-khard ka
Logged
phoenix
Guest
«Reply #429 on: April 02, 2006, 09:19:10 PM »
good one
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #430 on: April 06, 2006, 06:52:43 PM »
Mehfilo.n ke darmiya.n, tanhaiyo ke darmiyan
Zindagi guzregi kab tak waahimo ke darmiyan
Zindagi kaar-e-musalsal hai to kat hi jaaygi
Chand yaado.n ke sahare wehshato.n ke darmiyan
Hum to samjhe they hum aasooda manzil huye !
Ek padao aa gaya hai hijrato.n ke darmiyan
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #431 on: April 14, 2006, 03:25:29 PM »
Woh abhi tak hai rubaro apne
Hum abhi tak hisaar-e-khawab me hai
Muqaam us ka hai dil ke khalwato.n me
Khuda jaane muqaam-e-dil kaha hai
Na dosti, na takalluf, na dilbari, na khulus
Kisi ka koi nahi, aaj sab akele hai ...................
Logged
phoenix
Guest
«Reply #432 on: April 14, 2006, 05:52:00 PM »
bahut khoob saba
Logged
phoenix
Guest
«Reply #433 on: April 14, 2006, 05:53:37 PM »
aaj marna bhi gawara na hoga mujhe,
par maut mujhse khafa lagti hai,
ho kar bhi ho na saka jo woh,
aaj phir uski kami si lagti hai
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #434 on: May 08, 2006, 01:11:00 PM »
Thanxx Phonix Ji

Very nice ... thanxx for sharing

Nazar uthi reh gayi dil tham sa gaya
Wo aaye rubaru waqt ruk sa gaya
Nadi ke maanind behte they ashak Saba
Unhe dekha aur bahao ruk sa gaya
Logged
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29] 30 31
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 04:26:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer