~*~*~Jab Muskurana Hota Hai~*~*~

by pankshivam on December 12, 2008, 10:06:05 PM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 2502 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #30 on: December 26, 2008, 08:02:45 AM »

Shukriya Aur Kya Khoob Reply Kiya Aapne Bhi,
Bahut Khoob Pank Ji,

Ishq ki parchaiyoon ko khud se door rakhna mumkin nahi,
Ishq me toot kar bikhar to sakte hai par mit jaana mumkin nahi,

Uss jaane waale ko bhulana to aasan hai par kisi aur ko basana
dil me mumkin nahi,
Ye wo haalat hai jinse taa-umaar ubhar paana mumkin nahi,

Khuda rakhe door tumhe ishq se ye mumkin nahi,
ye to uss khuda ki rehmat ki ek wajah hi hai jisse mooh mod paana
mumkin nahi...

Shally.




hai ni... kya khoob kaha hai aap neh SHALLY


Jasbir Singh
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
door khade ho kar haye vo muskurana aapka by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq me muskurana padta hai.. by myloveosho in Shayri for Khumar -e- Ishq
Muskurana by Nino in Shayri-E-Dard
*~*Muskurana Bhi Kala Hai*~* by Roja in Miscellaneous Shayri
fulon ki tarah aap bhi muskurana sikhiye by sunildehgawani in Shairi for Manzar -e- Kudrat
k.shael
Guest
«Reply #31 on: December 26, 2008, 08:16:07 AM »

hai ni... kya khoob kaha hai aap neh SHALLY


Jasbir Singh

Shukriya Jas Ji,

Shally.
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #32 on: December 27, 2008, 11:32:51 AM »
Shukriya Pank Ji,

& Good Reply from Ur Side,


Thaam na lena ishq ke jaam ko ye jaam
aksar begana hota hai,

nasha to rahega ta-umar iska par ye khushiyo
se anjaana hota hai,

Jaise Jaise raat gehri hogi ye deewaana karta
jayega, iska nasha utna hi gehra chadta hai
jitna ye puraana hota hai,

Jara door hi rakhna khud ko mehfil me shama se
Suna ye bhi shama ka parwaana hota hai...
Wakayi Lajawab Post hai ye
Bahoot Khoob Shally ji
Reply Dene ki Koshish ka rahe hain

Har jaam ka ek paimana hota hai,
Jab bhar jaye pyar usme ek had se jyada,
         To uski fitrat me chalak jana hota hai...

Dil ke dard ki numaish koi shauk se nahi karta kabhi,
         Ye toh zindagi ki sachhayi ka ek bahana hota hai...

Chhot khakar koi kaise khud ko smbhalta hai,
         Ishq to vo imtehan hai jisme asko ki barish me muskurana hota hai...

~pank~
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #33 on: December 28, 2008, 09:16:25 PM »
Wakayi Lajawab Post hai ye
Bahoot Khoob Shally ji
Reply Dene ki Koshish ka rahe hain

Har jaam ka ek paimana hota hai,
Jab bhar jaye pyar usme ek had se jyada,
         To uski fitrat me chalak jana hota hai...

Dil ke dard ki numaish koi shauk se nahi karta kabhi,
         Ye toh zindagi ki sachhayi ka ek bahana hota hai...

Chhot khakar koi kaise khud ko smbhalta hai,
         Ishq to vo imtehan hai jisme asko ki barish me muskurana hota hai...

~pank~

wah pank, aap neh bahut kamaal ki baat kahi hai. bahut khoobsurat bayaan kia hai, ishq ka kitna sahi jawaab dia hai


jasbir singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #34 on: December 29, 2008, 12:14:52 AM »
Wakayi Lajawab Post hai ye
Bahoot Khoob Shally ji
Reply Dene ki Koshish ka rahe hain

Har jaam ka ek paimana hota hai,
Jab bhar jaye pyar usme ek had se jyada,
         To uski fitrat me chalak jana hota hai...

Dil ke dard ki numaish koi shauk se nahi karta kabhi,
         Ye toh zindagi ki sachhayi ka ek bahana hota hai...

Chhot khakar koi kaise khud ko smbhalta hai,
         Ishq to vo imtehan hai jisme asko ki barish me muskurana hota hai...

~pank~
Bahut achcha Jawaab likha hai aap ne Shivam Ji
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #35 on: December 29, 2008, 05:21:05 PM »
Shukriya Jasbirshinghji
Sukriya Rajesh ji
Shukriya Poojaji
Logged
k.shael
Guest
«Reply #36 on: January 03, 2009, 09:04:12 AM »
Wakayi Lajawab Post hai ye
Bahoot Khoob Shally ji
Reply Dene ki Koshish ka rahe hain

Har jaam ka ek paimana hota hai,
Jab bhar jaye pyar usme ek had se jyada,
         To uski fitrat me chalak jana hota hai...

Dil ke dard ki numaish koi shauk se nahi karta kabhi,
         Ye toh zindagi ki sachhayi ka ek bahana hota hai...

Chhot khakar koi kaise khud ko smbhalta hai,
         Ishq to vo imtehan hai jisme asko ki barish me muskurana hota hai...

~pank~


 Applause  Applause  Applause

Bahut Khoob Likha hai Pank Ji,

Tera maksad tha hame chod jaana aur teri yaado
ka maksad hota hai sirf hame rulaana,

Kya khoob dua de rahe ho jaate jaate, u hi na
rona mujhe bhool jaana,

Sach kahoo to ek baat sunte jao aaj ke baad apni
iss shakal ko phir kabhi na dikhana,

Jo hoga mere saath wo khuda ki marzi aur bhool
kar bhi tum meri mayiyat ko haath na lagana...

Shally.
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #37 on: January 03, 2009, 09:30:12 AM »

 Applause  Applause  Applause

Bahut Khoob Likha hai Pank Ji,

Tera maksad tha hame chod jaana aur teri yaado
ka maksad hota hai sirf hame rulaana,

Kya khoob dua de rahe ho jaate jaate, u hi na
rona mujhe bhool jaana,

Sach kahoo to ek baat sunte jao aaj ke baad apni
iss shakal ko phir kabhi na dikhana,

Jo hoga mere saath wo khuda ki marzi aur bhool
kar bhi tum meri mayiyat ko haath na lagana...

Shally.
Bahoot Khoob Shallyji
Nice One Dil Chho liya

Ilzam Lagaye,Gussa bhi Dikhaya,
Dard bhi Hua, Maza bhi aaya tongue3
Logged
k.shael
Guest
«Reply #38 on: January 03, 2009, 09:31:52 AM »
Bahoot Khoob Shallyji
Nice One Dil Chho liya

Ilzam Lagaye,Gussa bhi Dikhaya,
Dard bhi Hua, Maza bhi aaya tongue3

Shukriya Pank Ji,

Par khushi hoti agar aapka reply bhi mil jaata,

anyway thnx a lotttt

Shally.
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #39 on: January 03, 2009, 09:44:20 AM »
Shukriya Pank Ji,

Par khushi hoti agar aapka reply bhi mil jaata,

anyway thnx a lotttt

Shally.
Always Welcome Shally ji
Thoda Time Dijiye
Aapne jo likha hai uske liye reply karna hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #40 on: January 03, 2009, 04:55:40 PM »
JEENE K LIYE KOI EYSA BHI BAHANA HOTA HAI
JO CHALE GYE  KYON UNHE  BHULANA HOTA HAI
DIL ME CHHUPA K DARD KYON MUSKURANA HOTA HAI....


SURENDRA

bahut hi badiya Surendra

Jasbir Singh
Logged
smardia
Guest
«Reply #41 on: January 07, 2009, 12:37:00 PM »
THANK YOU.....Jasbirji
bahut hi badiya Surendra

Jasbir Singh
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:39:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer