JABAAN PEH NAAM NA TERA ABB LAYENGEY

by jasbirsingh on December 02, 2008, 04:10:46 AM
Pages: [1] 2 3 4
Print
Author  (Read 2661 times)
jasbirsingh
Guest



JABAN PEH NAAM NA TERA ABB LAYENGEY
ISS DIL KOH AUR NAA ABB RULAYENGEY
YAADOH KOH KEHDOH APNI NAA AAYA KAREY
THAK CHUKEY HAI HUM, AUR NA TADPAYA KAREY


SHAM-0H-SHER TERA HI DIDAAR REHTA HAI
HUMEY HAR PAL TERA HI KHAYAAL REHTA HAI
JABAN PEH NAAM NA TERA ABB LEYENGEY
ISS DIL KOH AUR NAA ABB RULAYENGEY


DUNIYA KOH HUM BHULA CHUKEY THEY
TERE PYAR MEH ISS KADAR HUM DOOB CHUKEY THEY
JABAN PEH NAAM NA TERA ABB LAYENGEY
ISS DIL KOH AUR NAA ABB RULAYENGEY


KYA NAHI SAHA HUMNEY PYAR MEH TERE LIYE
TUM HI CHODD CHALEY HUMEY DUNIYA KEY LIYE
JABAN PEH NAAM NA TERA ABB LAYENGEY
ISS DIL KOH AUR NAA ABB RULAYENGEY


YAADOH KOH KEHDOH APNI NAA AAYA KAREY
THAK CHUKEY HAI HUM, AUR NA TADPAYA KAREY
JABAN PEH NAAM NA TERA ABB LAYENGEY
ISS DIL KOH AUR NAA ABB RULAYENGEY




JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com





Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~TERA NAAM~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
tera naam by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
WO TERA NAAM THA by Qutubuddin in Shayri for Khumar -e- Ishq
tera hi naam by ranjana in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3 4  All »
tera naam by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Pooja
Guest
«Reply #1 on: December 02, 2008, 05:43:41 AM »
wah kaya baat hai,,, bahoot khoob Jas ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: December 02, 2008, 05:50:51 AM »
Thanks Ji


Jasbir Singh
hira_company@yahoo.com
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #3 on: December 02, 2008, 09:42:25 AM »
Tere likhe se ziyada teri likhawat par marta hu
Teri shayri me chupi hui sharafat par marta hu
Yeh zaruri nahi kaha jaye tune achcha likha ya bura
Mehfil pe nahi main teri mehfil ki sajawat pe marta hu
 
                         -SG-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: December 02, 2008, 09:51:21 AM »
Bohat Badhiya,,.
Jasbir Bhai,.
And Sajid Bhaijaan,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #5 on: December 02, 2008, 10:01:27 AM »
Tere likhe se ziyada teri likhawat par marta hu
Teri shayri me chupi hui sharafat par marta hu
Yeh zaruri nahi kaha jaye tune achcha likha ya bura
Mehfil pe nahi main teri mehfil ki sajawat pe marta hu
 
                         -SG-


wah Ghayel, tuney ghayel kar dia
bada jinda dilli sey yeh pesh kia



MEHFIL SAJTI HAI APNOH SEY
MEHFIL SAJTI HAI SAPNOH SEY
MEHFIL SAJANEY TUM BHI AA JANA
ISS MEHFIL MEH AAKEY APNI SHAMA JALANA


JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: December 02, 2008, 10:01:58 AM »
Thanks Jahanasheen


Jasbir Singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: December 02, 2008, 10:04:10 AM »
Nice one Jas Ji
Aur Ghayel Ji ki to baat nirali hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: December 02, 2008, 10:09:51 AM »
Thanks Rajesh


Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 02, 2008, 10:39:55 AM »
Zubaan Par Naam Na Tera Ab Laayenge,.
Hum Is Tarah, Ab Dil Ko Apne Sataayenge,.

Dil Ne Ki Thi Nadaani, Saara Jism Tadapta Hai,.
Dil Ki Khataa Kya, Thi, Ab Isko Samjhaayenge,.

Ek Hi Shaks Me, Mohabbat Ke Saare Chehre Dekhe,.
Ab Bhala, Kyun Hum Kisi Aur Se Dil Lagaayenge,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #10 on: December 02, 2008, 12:27:41 PM »
Zubaan Par Naam Na Tera Ab Laayenge,.
Hum Is Tarah, Ab Dil Ko Apne Sataayenge,.

Dil Ne Ki Thi Nadaani, Saara Jism Tadapta Hai,.
Dil Ki Khataa Kya, Thi, Ab Isko Samjhaayenge,.

Ek Hi Shaks Me, Mohabbat Ke Saare Chehre Dekhe,.
Ab Bhala, Kyun Hum Kisi Aur Se Dil Lagaayenge,.

_______________________________-Jaanasheen-

VERY NICE JAHANASHEEN


JASBIR SINGH
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #11 on: December 02, 2008, 12:31:00 PM »
wah Ghayel, tuney ghayel kar dia
bada jinda dilli sey yeh pesh kia

MEHFIL SAJTI HAI APNOH SEY
MEHFIL SAJTI HAI SAPNOH SEY
MEHFIL SAJANEY TUM BHI AA JANA
ISS MEHFIL MEH AAKEY APNI SHAMA JALANA

JASBIR SINGH


Aaooga teri mehfil me main zaroor aaoogan
Meri shama out of station hain main teri shama jalaooga

                             -SG-
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #12 on: December 02, 2008, 01:58:25 PM »

Aaooga teri mehfil me main zaroor aaoogan
Meri shama out of station hain main teri shama jalaooga

                             -SG-



sajid agar yun parayi shama jalaoge,
ek din khud ke ghar me andhera paaoge
  Winking Winking
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: December 02, 2008, 02:42:39 PM »
VERY NICE JAHANASHEEN


JASBIR SINGH


Shukriya Sabir Bhai,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #14 on: December 02, 2008, 02:49:12 PM »
Shukriya Sabir Bhai,.

Yaar apna jasbir sabir kab bana  Laughing hard
Logged
Pages: [1] 2 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:44:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer