Jahaan Kabr Tamaam Hoti Hai..

by Alam Qazi on September 11, 2009, 03:35:07 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 947 times)
Alam Qazi
Guest

Sabaah-E-Noor Hota Hai, Aur Gham-E-Shaam Bhi Hoti Hai
Phir Aisa Wakt Ek Aata Hai, Jab Aankhein Namm Hoti Hai

Jahan Tum Aa Nahi Sakte, Wahan Basera Karte Hain
Jahan Shaam Tanha Hoti Hai, Jahan Rooh Hamari Rotee Hai

Ki Abb Yaado'n Se Waabasta Hai, Laraztee Ye Meri Saansein
Kyun Halki Si Aahat Par, Ye Aankhein Bekaraar Hoti Hai

Ye Kaisa Zakhm Paaya Hai, Jo Har Wakt Sabz Rehta Hai
Ilaaj Hum Jitna Karte Hain..... Ye Takleef Dugnee Hoti Hai

Jab Chale Jayenge Ek Din, Hum Teri Bazm Se  ALAM
Phir Tum Aaoge Milne, Jahan Kabr Tamaam Hoti Hai.....




___________________Alam
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil Ne Dil ka Hi Kaam Tamaam Kiya...... by Aman_rahi in Shayri-E-Dard
**Tamaam umar mohabbat se meri dushmani si rahi** by Paigam_A_Ishq in Shayri-E-Dard
Jaagtaa hoon tamaam raat eik aahat ko! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tamaam umr maine........ by Shweta_Kashyap in Shayri for Khumar -e- Ishq
TAMAAM UMRA by armanje in Share: Poetry of Pain
thegrimreaper
Guest
«Reply #1 on: September 11, 2009, 03:38:07 PM »
marvellous
and ends just checrry over the cake
keep up
thumbsup
Logged
kameeney
Guest
«Reply #2 on: September 11, 2009, 06:56:20 PM »
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Alam sahab Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #3 on: September 11, 2009, 11:14:31 PM »
Wah wah bahut khoob really touching  beautiful creation Alam ji. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: September 12, 2009, 02:51:58 AM »

Sabaah-E-Noor Hota Hai, Aur Gham-E-Shaam Bhi Hoti Hai
Phir Aisa Wakt Ek Aata Hai, Jab Aankhein Namm Hoti Hai

Jahan Tum Aa Nahi Sakte, Wahan Basera Karte Hain
Jahan Shaam Tanha Hoti Hai, Jahan Rooh Hamari Rotee Hai

Ki Abb Yaado'n Se Waabasta Hai, Laraztee Ye Meri Saansein
Kyun Halki Si Aahat Par, Ye Aankhein Bekaraar Hoti Hai

Ye Kaisa Zakhm Paaya Hai, Jo Har Wakt Sabz Rehta Hai
Ilaaj Hum Jitna Karte Hain..... Ye Takleef Dugnee Hoti Hai

Jab Chale Jayenge Ek Din, Hum Teri Bazm Se  ALAM
Phir Tum Aaoge Milne, Jahan Kabr Tamaam Hoti Hai.....




___________________Alam


 Applause Applause Applause Applause
Excellant Alam Qazi ji  Thumbs UP
Logged
Alam Qazi
Guest
«Reply #5 on: September 12, 2009, 03:20:02 AM »
thanks to all friends....
Logged
ehsaas chahat ka
Guest
«Reply #6 on: September 12, 2009, 03:35:49 AM »

Sabaah-E-Noor Hota Hai, Aur Gham-E-Shaam Bhi Hoti Hai
Phir Aisa Wakt Ek Aata Hai, Jab Aankhein Namm Hoti Hai

Jahan Tum Aa Nahi Sakte, Wahan Basera Karte Hain
Jahan Shaam Tanha Hoti Hai, Jahan Rooh Hamari Rotee Hai

Ki Abb Yaado'n Se Waabasta Hai, Laraztee Ye Meri Saansein
Kyun Halki Si Aahat Par, Ye Aankhein Bekaraar Hoti Hai

Ye Kaisa Zakhm Paaya Hai, Jo Har Wakt Sabz Rehta Hai
Ilaaj Hum Jitna Karte Hain..... Ye Takleef Dugnee Hoti Hai

Jab Chale Jayenge Ek Din, Hum Teri Bazm Se  ALAM
Phir Tum Aaoge Milne, Jahan Kabr Tamaam Hoti Hai.....




___________________Alam


aapki nazme toh mashaallah
alam ji ek se badh kar ek lajawab hai
har ek lafz dil ko chu jaane wali hai
keep it up
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 07:25:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer