Jahan Tak Diya Tera Saath !

by Qutubuddin on August 30, 2006, 06:01:07 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 941 times)
Qutubuddin
Guest
Jahan Tak Diya Tera Saath !
 
Ek Bewafa Se Aik Mulaqat Bohat Hai
Jitna Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai

 
Duniya Ko Dil Ke Daagh Dikhaon To Kis Tarah
Aye Zindagi Yeh Raaz Chupaon To Kis Tarah
 
 
Apni Tabahiyoon Mein Mera Haath Bohat Hai
Jitna Bhee Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai
 
 
Toota Jo Dil Ka Aaina Tootay Sabhee Bharam
Hoti Hai Umar Pyaar Ki Jeenay Ke Liye Kamm
 
 
Marnay Ke Liye Dard Ki Raat Bohat Hai
Jitna Bhee Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai
 
 
Ek Bewafa Se Ik Mulaqat Bohat Hai
Jitna Bhee Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai..

Ques...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
***Saath Chod Diya*** by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
taqdeer ne mera saath nahi diya by abdulqadeer in Shayeri for Dard -e- Bewafai
diye ne bada saath diya... by panks in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
saath chhod diya by faheem_akayla in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Unhone Saath Chhod Diya by sinha_0005 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pooja
Guest
«Reply #1 on: August 30, 2006, 06:03:22 AM »
wah kay abaat hai, bahoot khoob QUES JI....
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #2 on: August 30, 2006, 06:05:16 AM »
Sukreyaa Pooja..

Jahan Tak Diya Tera Saath...


Ques..
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #3 on: August 30, 2006, 08:13:01 AM »
Quote from: "Qutubuddin"
Jahan Tak Diya Tera Saath !
 
Ek Bewafa Se Aik Mulaqat Bohat Hai
Jitna Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai

 
Duniya Ko Dil Ke Daagh Dikhaon To Kis Tarah
Aye Zindagi Yeh Raaz Chupaon To Kis Tarah
 
 
Apni Tabahiyoon Mein Mera Haath Bohat Hai
Jitna Bhee Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai
 
 
Toota Jo Dil Ka Aaina Tootay Sabhee Bharam
Hoti Hai Umar Pyaar Ki Jeenay Ke Liye Kamm
 
 
Marnay Ke Liye Dard Ki Raat Bohat Hai
Jitna Bhee Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai
 
 
Ek Bewafa Se Ik Mulaqat Bohat Hai
Jitna Bhee Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai..

Ques...


Bahut khoob..Qutubuddin ji...
[/b]
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #4 on: August 30, 2006, 11:33:26 AM »
The Style Guru says.......


Umda kaam Bhai!!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #5 on: August 30, 2006, 05:35:45 PM »
wonderful   Ques... Bhai...........   babhot accha laga.....
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #6 on: September 03, 2006, 01:34:55 PM »
zindagii tujh ko jiyaa hai koii afsos nahii.n
zahar Khud maine piyaa hai koii afsos nahii.n


maine mujarim ko bhii mujarim na kahaa duniyaa men
bas yahii jurm kiyaa hai koii afsos nahii.n


merii qismat men likhe the ye unhiin ke aansuu
dil ke zaKhmon ko siyaa hai koii afsos nahiin


ab gire sang ki shiishon kii ho baarish 'Ques...'
ab kafan od liyaa hai koii afsos nahii.


Ques...
Logged
nikki
Guest
«Reply #7 on: September 03, 2006, 01:43:45 PM »
very very nice Qutubuddin ji...
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 02:56:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer