waheed_rose2004
Guest
|
«Reply #120 on: September 19, 2004, 08:14:18 AM » |
|
aaj sab kuch chura liya kisne mere sab phal tou sabr ke phal the.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #121 on: September 19, 2004, 10:04:16 AM » |
|
Nice...Amit & Waheed....
Tere naam se hi saji hui meri zindagi ki kitaab hai, Tujhe dekhna hi yaqeen hai tere baad saara saraab hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #122 on: September 20, 2004, 05:03:38 PM » |
|
ye kehna us se aye qasid jo mahu khud parasti hai ke tere dekhne ko aankh muddat se tarasti hai....
qasid = khabar le jaane waala
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #123 on: September 21, 2004, 05:46:33 AM » |
|
Meri jab bhi usse mulaqaat hogi To ankhon se saawan ki barsaat hogi!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #124 on: September 21, 2004, 08:10:02 AM » |
|
Woh hans diye to sitare bikhar gaye harsoo Woh ro diye to koi raat mushqboo na rahi Woh chal diye to kai daastaan chod gaye Woh mil gaye to koi baat Roo- Baru na huyee....
harsoo = har taraf
mushqboo = khusboo
Roo-Baru = aamne saamne
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Amit Janglan
Guest
|
|
«Reply #125 on: September 21, 2004, 10:37:29 AM » |
|
BAHUT KHUB WAHEED TALAT G. DIL SE SUKRIYA.
Jidhar dekhoon tum hi nazar aaye Tujh say khushi, Tujh hi say gham
Teri umeedon per hain khwab sajaye Tujhe paanay ki dua karoon main her dum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
yasir_sensitive
Guest
|
|
«Reply #126 on: September 21, 2004, 09:26:59 PM » |
|
judaai beech aajati hai majboori barnay say mohabbat kum nahin hoti kabhi doori barnay say
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #127 on: September 22, 2004, 04:29:47 PM » |
|
wah!amit yasir.................bahot khoob..........
yeh baat gila ki hai magar kis sey kijiye qatrah bhi aaj kal hai samundar bana hua.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
yasir_sensitive
Guest
|
|
«Reply #128 on: September 22, 2004, 04:47:35 PM » |
|
thanx waheed!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #129 on: September 24, 2004, 08:25:34 AM » |
|
Yeh Rah Nahin Yunhi Qamar Chalne Ki Iss Rah Men Kuch Shurt Bhi Jalne Ki ...............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Amit Janglan
Guest
|
|
«Reply #130 on: September 26, 2004, 07:01:20 AM » |
|
waheed g pahale sart batanen ka kast karenge ?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Amit Janglan
Guest
|
|
«Reply #131 on: September 26, 2004, 07:04:06 AM » |
|
wah!amit yasir.................bahot khoob..........
yeh baat gila ki hai magar kis sey kijiye qatrah bhi aaj kal hai samundar bana hua..... thanx waheed g aaye jaaye humsafar hum sabko salaah diya karte hai par hai re kismat...hum khudke liye KAASh kahte hai..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Amit Janglan
Guest
|
|
«Reply #132 on: September 26, 2004, 07:09:01 AM » |
|
judaai beech aajati hai majboori barnay say mohabbat kum nahin hoti kabhi doori barnay say wah yasir bahut khub Ilm na tha hame is baat ka ke sabko bichadna hai Ghire hai mehfil mien fir bhi usko yaad karte hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Amit Janglan
Guest
|
|
«Reply #133 on: September 26, 2004, 07:13:06 AM » |
|
Woh hans diye to sitare bikhar gaye harsoo Woh ro diye to koi raat mushqboo na rahi Woh chal diye to kai daastaan chod gaye Woh mil gaye to koi baat Roo- Baru na huyee....
harsoo = har taraf
mushqboo = khusboo
Roo-Baru = aamne saamne BAHUT KHUB WAHEED khushi ke sath zakhme ulfat ki zada mili hai fir bhi sholo ko hawa dete hai... ruswayiyon ne itna nichoda hai hame kyu nadaan banke jeete hai hum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #134 on: September 26, 2004, 05:06:32 PM » |
|
amit bhai shirt bahot muskil hai.........
bwt....thanx amit...............aap isko padiye....
Usi aik pal ki talash main jise log kehte hain zindagi Teri rahguzer main bikher gaeen meri omer bher ki musaften
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|