Jakhm

by Amit Janglan on July 25, 2004, 09:54:10 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 15
Print
Author  (Read 12830 times)
Amit Janglan
Guest
«Reply #30 on: August 12, 2004, 03:37:08 PM »
Waqat ka yah sitam bhi kam nahi
Wo na rahe wo, aor ab hum bhi hum nahi

Pooja ji,dil chhota na karo....................

Tumhen chahane wale kam na honge,
Waqat ke sathh shayad hum nhin honge.

Chahe kisi ko kitanaa hi payaar dena,
Teri yaadon ke haqdar siraf hum honge.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #31 on: August 12, 2004, 04:46:03 PM »
Yaad Karta Hoon Tumhe Yaad Aati Hi Nai
Kaise Aayae Woh Cheez Jo Jaati Hi Nahi.
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #32 on: August 13, 2004, 05:30:39 PM »
ke yeh sapna ho pura humara,
jis me ho tum aur koi nahi ho tumhare ilawa.
Pal pal tum yaad aate ho
Pal pal mujhe tadpa te ho
Pal pal mein jeeta hou
Logged
Pooja
Guest
«Reply #33 on: August 13, 2004, 05:49:35 PM »
sapne jo kabhi mere pure hoty
hoti na MAI, bhir HUM hoty
is tarh khayalo mai akar staya na karo
jo toot jai wo sapne dikhaya na karo
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #34 on: August 13, 2004, 05:56:19 PM »
benazeer the wo mere her lamhe se,
bandhi huyi zanzeer the woh
yakin karein ki ab bhula dein unko
kya kahen mere zakham ke wazood ki tasweer the woh
Logged
Pooja
Guest
«Reply #35 on: August 13, 2004, 06:06:31 PM »
Bahoot khoob Amit.

uski tasweer jo ankho mai basa rakhi hai
khud ke liye ek deewar bana rakhi hai
log jab bhi uthaty hai sawal
kah deti hu "Jinda" abhi bhi is lash ke sath laga rakhi hai
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #36 on: August 14, 2004, 03:44:45 PM »

Chaand kaliyan nishat ki chunkar muddaton mah beaas rehta hoon
Tumse milna khushi ki baat sahi tumse milkar uddas rehta hoon
 
 

 
Hawa gharon mein itani tez chalti hai,
Magar use to dupatteki fatkar se hamara diya bujhana tha.





Kai ajnabi teri raah mein mere paas se youn gujar gaye,
Jinhe dekhkar ye tadap hui tera naam le kar pukar loon.



Uski tasweer se mera chak-chak jezigar hai,
Log tab bhi puchhte hain ki dard kidhar hai.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #37 on: August 14, 2004, 04:00:25 PM »
bahot accha amit
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #38 on: August 14, 2004, 11:00:30 PM »
Good all
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #39 on: August 14, 2004, 11:01:17 PM »
KHUSHIYON KE BADLE DARD NA BECHOONGA MAI KABHI .....
DUNIYA KO CHAHIYE THO USEY GHAM UDHAAR DOON .....

DARTA HOON LIKHTEY LIKHTEY YE KAGAZ NA JAL UTHEY .....
SHERON MEIN DIL KI AAG YE KAISE UTAAR DOON.....
Logged
nishita
Guest
«Reply #40 on: August 15, 2004, 06:40:35 AM »
good work all
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #41 on: August 15, 2004, 08:25:26 AM »
Eszindgi ke phool bhi khilte hain,
Bikhar jaate hain.

Zakhm kaise bhi hon,
Kuch roze main bhar jaate hain.
Un khwabon main ab koi nahi,
Aur hum bhi nahi.

Etne roze se aaye hain,
Chup chaap guzar jaate hain.

Nurm aawaaz, bholi baatain,
Mohazzab lehjaate hain.

Pehly baarish main hi,
Pab rang utar jaate hain.

Raasta roke khari hai,
Wahi uljhan kab se,
Koi puche to kahen kya ke kidhar jaate hain.
Logged
mateen govindvi
Guest
«Reply #42 on: August 15, 2004, 11:37:35 AM »
Quote from: "yasir_sensitive"
Ab to tabiyat bhi hamari humse khafa lagti hai
saans leta hoon to zukmo ko hawa lagti hai
kabhi khafa tho kabhi juda lagti hai
zindagi tu hi bata tu meri kya lagti hai .... sad5


attaullah ke fan lagte ho
kabhi apni bhi likho
Logged
sanju
Guest
«Reply #43 on: August 15, 2004, 12:54:44 PM »
gud work all
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #44 on: August 15, 2004, 12:55:46 PM »
good work all
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 15
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:35:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.141 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer