Jakhm

by Amit Janglan on July 25, 2004, 09:54:10 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 15
Print
Author  (Read 12732 times)
Amit Janglan
Guest
«Reply #75 on: August 29, 2004, 03:22:44 PM »
waheed ji thanks.
Logged
rajkumar dhiman
Guest
«Reply #76 on: August 29, 2004, 10:14:00 PM »
Hi everyone
i'm new to hear.all of u r really nice.keep it up.

Yeh Gazal nahin haale dil kaha hai,
Kyonki ek Gazal to banti hai lakh Zakhm khane ke baad;
are gazlon ko sazana chod diya hai barson se hamne,
jagi hai chahat tumhari ek jhalak pane ke baad.
kin-kin toofano ne khamosh kar diya is qadar tujhko,
lagta hai tu samunder hai jaise toofan gujar jane ke baad.
Log to log khuda bhi mod gaya mujhse ,
hum to kahi ke na rah tumhen khuda banane ke baad.
accha hota yuhin rakhta pinzre main band mujhko,
zalim ne par kaate hain udna sikhane ke baad
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #77 on: August 30, 2004, 04:22:19 AM »
Quote from: "rajkumar dhiman"
Hi everyone
i'm new to hear.all of you r really nice.keep it up.

rajkumar dhiman bhai bahut khob ........wah.
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #78 on: August 30, 2004, 04:29:10 AM »
Quote from: "rajkumar dhiman"
Hi everyone
i'm new to hear.all of you r really nice.keep it up.

Yeh Gazal nahin haale dil kaha hai,
Kyonki ek Gazal to banti hai lakh Zakhm khane ke baad;
are gazlon ko sazana chod diya hai barson se hamne,
jagi hai chahat tumhari ek jhalak pane ke baad.
kin-kin toofano ne khamosh kar diya is qadar tujhko,
lagta hai tu samunder hai jaise toofan gujar jane ke baad.
Log to log khuda bhi mod gaya mujhse ,
hum to kahi ke na rah tumhen khuda banane ke baad.
accha hota yuhin rakhta pinzre main band mujhko,
zalim ne par kaate hain udna sikhane ke baad

  raj kumar u r  :o

Sadal se mahekti hui, purcaffe hawa ka zhoka
koi lehraiye toh, lagta hai ke tum ho.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #79 on: August 30, 2004, 07:23:14 PM »
bahoot khoob Rajkumar ji >> nice wordings>>>
kin-kin toofano ne khamosh kar diya is qadar tujhko,
lagta hai tu samunder hai jaise toofan gujar jane ke baad.
Log to log khuda bhi naraj hai mujse mujhse ,
hum to kahi ke na rah tumhen khuda banane ke baad.

ek wo khuda hai, ek yah khuda hai
kayun mere dono khuda pathar dil hai
Logged
mateen govindvi
Guest
«Reply #80 on: August 31, 2004, 05:03:43 AM »
good one all
Logged
Tosha
Guest
«Reply #81 on: August 31, 2004, 08:30:06 AM »
wow..!!!
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #82 on: August 31, 2004, 12:07:46 PM »
nice buddy dil nikal ke rakh diyaa.
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #83 on: September 05, 2004, 12:15:38 PM »
mein udasian na saja sakoon kabhi
jism-o-ja'n k mazar per

na diye jalein meri ankh mein
mujhey itni sakht saza na dey

mein ghazal ki shabnami ankh se
ye dukhon k phool chuna karoon

meri sultanat mera fun rahey mujhey
taj-o-takht khuda na dey
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #84 on: September 05, 2004, 05:04:46 PM »
nice one pooja................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #85 on: September 05, 2004, 05:08:18 PM »
Yeh daaney key siney pey sar rakh diya kis ney?
Yeh sang key pheloo mein sar rakh diya kis ney?
Yeh khatra-e-neesaan mein ghar rakh diya kis ney
Yeh Moujiza-E-Rab Aalaa hey key nahi hey!
Ab sonch merey dost! Khuda hey key nahi hey?
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #86 on: September 05, 2004, 10:53:51 PM »
Taluq torata hoon to , mukammal tor daita hoon
Jisay main chorta hoon, mukammal chor dayta hoon

Mohabbat ho k nufrat ho, bhara rahata hoon shidat say
Jidher say ayee yeh darya ,udher he mour dayta hoon

Yaqeen rakhata nahi main, kisi bhi kachay taluq per
Jo dahgha tootanay wala ho,main khud he tor dayat hoon

Meray daikhay howay sapnay ,kahin lahrain na lay jain
  Gharondy rait k tameer kar k, tor dayta hoon

ADEEM ab tak wohi bachapan, wohi tahreeb-kari hai
Qafas ko tor dayta hoon , parinday chor dayta hoon
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #87 on: September 05, 2004, 11:35:35 PM »
aur zakhm na de ke saraa badan hi chulni hain....
khud dard pareshaan hain ke kahan se utthuun?...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #88 on: September 05, 2004, 11:38:40 PM »
WAH!!!

Dard -e- alam mai yah haal hamara hai
dard ayye to dard, jo yah na ayye to bhi dard
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #89 on: September 06, 2004, 01:01:34 AM »
Aadatan tum ne kar diye vaade ...
Aadatan ham ne aitabaar kiyaa ...
Terii raahoN mein baarahaa ruk kar ....
Ham ne Apnaa hii Intazaar kiiyaa ....
Ab naa maaNgeNge Zindagii yaa Rab...
Ye Gunaah ham ne Ek Baar kiyaa .....
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 15
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 08:09:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer