HumTum
Guest
|
«Reply #15 on: July 01, 2005, 05:18:04 PM » |
|
tofan mein naao hai tanha jaise koi kinaara naheen kotaahii-e-qismat hai sabke hum koi hamaara naheen
rehne dijiye younhi toofanon mein koi to saath hai koi to hai ke jisko hamaari tanhaai gawaara naheen
kabhi to tootna tha mujhe so toot gaya to kya howa auj-e-falak pe chamakta rehta mai wo sitara naheen
koi to aaye hamari dehleez par ghaflat mey hi sahi koi to dastak de kya shehar mein koi awaara naheen
dhondti hai nazar koi raushni koi khushi har jagah ye bhi hamari tarha hai iska bhi koi sahara naheen
kabsay muntazir hoon jaane maut kab meherbaan hogi bas yahi baaki hai choota humse koi nazaara naheen
udaas kab tha kismat se mai khadri jo shikwa karta jaanta hun bina gham ke koi zindagi guzaara naheen
gudddddd humtum ji kyu ho itne mayus, ke teri baat sun ke dil dukhta hai, tera har dard me duboya lafz dil ko chubta hai, himmat na haar "humtum", aage chal, ke is jahan me kaha kisi ke lyie yeh waqt rukhta hai!! Thanx
bahut shukriyaa! dil dukhaa dene waale vafaaoN ke badle jafaa dene waale
nahiiN ek tere hi sar pe ye tohmat bahut haiN yahaaN dil dukhaa dene waale
raho tum salaamat jahaaN bhii raho ab mujhe zindagii kii du'aa dene waale
mujhe tujhse kuchh bhi shikaayat nahiiN hai hasaaN ke mujhe phir rulaa dene waale
qayaamat hai aayii qayaamat se pehle O' qah'r-e-khuda se daraa dene waale
"abhii aap 'HumTum' bahut naa samajh haiN" yahii kah rahe haiN daghaa dene waale
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #16 on: July 01, 2005, 05:20:47 PM » |
|
gud one humtum...
woh jo tanhayion mein tera saath na de paye onka gum kaisa jo samajh na paye pyar tera...unke dilbar hone ka bhrum kaisa
hota jo unhe teri mohabbat par yakein to tod kar na jaate dil yun hi... nice one nikki ...
woh bevffa hi shi dilbhar hai mera meiney be-inthaa muhoobat ki hai usko mere dard ka ehsaas ho na ho meiney khuda se pehley uski ibadaad ki hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #17 on: July 01, 2005, 05:24:11 PM » |
|
gud one again Humtum.....
khuda teri mohabbat ko salamat rakhe jisne toda hai tera dil use itna yaad rahe karega woh bhi kissi se mohabbat kisi roz khud wafa ki aas karne se pehle....apni bewafayi ko yaad rakhe
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #18 on: July 01, 2005, 05:28:14 PM » |
|
bahoot hi khoob Nikki !!!
jo khaya hai zakhm meiney woh na kissi se khaye khuda kre uski zindgi mein khusiyoon ki bhaar aaye humey ujaadh ker woh khush hai to yun hi shi duaa yhi hai apni ke woh be-inthaa kissi se pyaar paye !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #19 on: July 01, 2005, 05:31:04 PM » |
|
bahut khoob..............
abb main kuch nahi kahungi.......just...khuda teri dua ko rang laye...........tujhe bhi koi pyaar karne wala mil jaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #20 on: July 01, 2005, 05:34:55 PM » |
|
bahut khoob..............
abb main kuch nahi kahungi.......just...khuda teri dua ko rang laye...........tujhe bhi koi pyaar karne wala mil jaye Shukriya Nikki ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #21 on: July 01, 2005, 08:03:28 PM » |
|
gud humtum and nikki!!!
humtum ji:
"bahut shukriyaa! dil dukhaa dene waale vafaaoN ke badle jafaa dene waale
nahiiN ek tere hi sar pe ye tohmat bahut haiN yahaaN dil dukhaa dene waale
raho tum salaamat jahaaN bhii raho ab mujhe zindagii kii du'aa dene waale
mujhe tujhse kuchh bhi shikaayat nahiiN hai hasaaN ke mujhe phir rulaa dene waale
qayaamat hai aayii qayaamat se pehle O' qah'r-e-khuda se daraa dene waale
"abhii aap 'HumTum' bahut naa samajh haiN" yahii kah rahe haiN daghaa dene waale "
dil apna haath ki hatelli pe na rakh "humtum" ke koi bhi aa kar iske tukde kar de, kisi ko itna haq na de is zamana me tum, ke teri ankhon me woh ansoon bhar de!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #22 on: July 01, 2005, 08:07:12 PM » |
|
Wah wah wah..........HumTum, Nikki & Meena....... jawaab nahi aap sab ka.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #23 on: July 01, 2005, 08:07:23 PM » |
|
tofan mein naao hai tanha jaise koi kinaara naheen kotaahii-e-qismat hai sabke hum koi hamaara naheen
rehne dijiye younhi toofanon mein koi to saath hai koi to hai ke jisko hamaari tanhaai gawaara naheen
kabhi to tootna tha mujhe so toot gaya to kya howa auj-e-falak pe chamakta rehta mai wo sitara naheen
koi to aaye hamari dehleez par ghaflat mey hi sahi koi to dastak de kya shehar mein koi awaara naheen
dhondti hai nazar koi raushni koi khushi har jagah ye bhi hamari tarha hai iska bhi koi sahara naheen
kabsay muntazir hoon jaane maut kab meherbaan hogi bas yahi baaki hai choota humse koi nazaara naheen
udaas kab tha kismat se mai khadri jo shikwa karta jaanta hun bina gham ke koi zindagi guzaara naheen
Nice humtum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aman Sarhadi
Guest
|
|
«Reply #24 on: July 01, 2005, 08:12:20 PM » |
|
"kaise aankhen kahen inhe jo har dam jalte hain aaj mausam meherbaan hai to inhe bhigone do "
Too good HumTum i really liked it.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #25 on: July 01, 2005, 08:13:39 PM » |
|
"kaise aankhen kahen inhe jo har dam jalte hain aaj mausam meherbaan hai to inhe bhigone do "
Too good HumTum i really liked it. ] Nice aman[/b]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #26 on: July 01, 2005, 08:35:51 PM » |
|
gud humtum and nikki!!!
humtum ji:
"bahut shukriyaa! dil dukhaa dene waale vafaaoN ke badle jafaa dene waale
nahiiN ek tere hi sar pe ye tohmat bahut haiN yahaaN dil dukhaa dene waale
raho tum salaamat jahaaN bhii raho ab mujhe zindagii kii du'aa dene waale
mujhe tujhse kuchh bhi shikaayat nahiiN hai hasaaN ke mujhe phir rulaa dene waale
qayaamat hai aayii qayaamat se pehle O' qah'r-e-khuda se daraa dene waale
"abhii aap 'HumTum' bahut naa samajh haiN" yahii kah rahe haiN daghaa dene waale "
dil apna haath ki hatelli pe na rakh "humtum" ke koi bhi aa kar iske tukde kar de, kisi ko itna haq na de is zamana me tum, ke teri ankhon me woh ansoon bhar de!! yeh tujhe kya ho gayaa hai,aye mere dil tu bataa kyun kisi ka ho gayaa hai,kya thi ab meri khataa
phir se thokar khaaye ga tu nasamajh hai soch le koi nahin jo is duniya mai na dega tujh ko dagaa
pehle hii rusvaaiyon kaa kam uthaya tha kya bojh aur kitne gham sah sakega iska hai tujh ko pataa!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #27 on: July 01, 2005, 08:36:22 PM » |
|
Wah wah wah..........HumTum, Nikki & Meena....... jawaab nahi aap sab ka..... Thanks AryaaN
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #28 on: July 01, 2005, 08:37:15 PM » |
|
tofan mein naao hai tanha jaise koi kinaara naheen kotaahii-e-qismat hai sabke hum koi hamaara naheen
rehne dijiye younhi toofanon mein koi to saath hai koi to hai ke jisko hamaari tanhaai gawaara naheen
kabhi to tootna tha mujhe so toot gaya to kya howa auj-e-falak pe chamakta rehta mai wo sitara naheen
koi to aaye hamari dehleez par ghaflat mey hi sahi koi to dastak de kya shehar mein koi awaara naheen
dhondti hai nazar koi raushni koi khushi har jagah ye bhi hamari tarha hai iska bhi koi sahara naheen
kabsay muntazir hoon jaane maut kab meherbaan hogi bas yahi baaki hai choota humse koi nazaara naheen
udaas kab tha kismat se mai khadri jo shikwa karta jaanta hun bina gham ke koi zindagi guzaara naheen
Nice humtum Aap ka bahut bahut Shukriya Rohit ji :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #29 on: July 01, 2005, 08:38:05 PM » |
|
"kaise aankhen kahen inhe jo har dam jalte hain aaj mausam meherbaan hai to inhe bhigone do "
Too good HumTum i really liked it. aap ka bahut bahut Shukriya Aman !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|