Jazb-e-Ishq (Pehla Pyaar...)

by axe1980 on July 07, 2007, 06:28:08 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1322 times)
axe1980
Guest
Jazb-e-Ishq bhulaana nahi aasaan...
Pehle pyaar ko kabhi bhool paya hai koi?
Jab nazar aaye har paymaane mein tere honth...
Dhadakna chhod de ye dil, na dikhe mujhe aur koi...

Is tarha ghum mein tadpe hum kabhi kabhi,
Lage jaise is duniya mein raha nahi humaare siva aur koi...
Yu to Khuda ka bhi koi nahi humsafar,
Shaayad is liye uske dard ka ehsaas dilaaye mujhe wohi...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pehla Pyaar by shyam4u in SMS , mobile & JOKES
pehla pyaar by pankaj_pawar in Shayri for Khumar -e- Ishq
pehla pyaar by BHONDU in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 5 6 »
Pehla Pehla Pyaar Tum ho by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pehla pyaar! by salma786 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #1 on: July 07, 2007, 06:42:46 PM »
Bade hi qaabil khayalaat hain..
Nice work..

And Welcome to Yoindia.. Apna tarruf zarur dijiyega Intro section mein!
Logged
axe1980
Guest
«Reply #2 on: July 09, 2007, 11:25:31 AM »
Thanks Ricky...

Muskuraana, dil lubhaana, kya kya bahaaney sikha gaye tum humein?
In sab mein dil ka dhadakna hi, bhula gaye tum humein...
Ek aas par mann tika hai, jis aas ki koi ummeed bhi nahi...
Aise phir beech-majdaar kyu ruka gaye humein Huh?

Woh mausam kya mausam tha, jab teri baahon ki aaghosh mein they hum..
Jism do, rooh ek, teri just'joo mein mad'hosh they hum..
Ab aalam ye hai, apni kameez ka khayaal bhi nahi rakh paate theek se..
Tere haathon se humein kameez pehnaane ki aadat jo de gayi tum...

Ye duniya, ye fareb, ye sab kyu humaare beech aa gaye...?
Shaayad mujh mein hi koi kami rahi hogi,
Jo ye tere-mere beech apna rasta bana gaye...

I Love you Ruby...
Always have..
Always will...

(Your crazy aashiq - Akhtar)
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: July 10, 2007, 11:00:58 AM »
Nice One Axe Ji,..
Logged
axe1980
Guest
«Reply #4 on: July 11, 2007, 05:51:17 AM »
Thank you Ja'nasheen & Ricky ! (Very deep meaning my friend Jaa'nasheen)


Apna ta'arruf hum kya bayaan kare'n apni zubaani..?
Jiska jaan'na tha zaroori, wohi na pehchaan saki humein diwaani..
Ab din kat'the hain uske likhe khatt pad-pad-ke...
Kya bataaein kaisi thi meri mann'chali, meri pagli, mere pyaar ki kahaani...?

Dard-dard itna ki aankhe aansu nahi khoon tapkaaye'n...
Uski saanse aaj bhi mujhe saari-saari raat behka jaye'n...
Kabhi uski baaho'n ke haar ko hum gusse mein jhidak diya karte...
Aaj wohi baaho'n ke haar humein pal-pal, til-til maarne ko yaad aaye'n.

One Bleeding heart seeking out its counterpart...
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 06:40:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer