jee rahi hon...

by desikuri on May 04, 2006, 07:08:03 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2343 times)
desikuri
Guest
Jee rahi Hoon kis liye main iss gam-e Zindagi ko,
Marke bhi keh na sakoongi Apni kahaani ko !
Chup rahi to maar degi mujhe meri hi Tanhaaee,
Keh diya to seh na sakoongi main duniya ki Rusvaee


Log Laut Jaate Hain Gam Hamara Dekh Kar
Jaise Lehar Laut Jae Kinara Dekh Kar
Tum Kandhaa Na Dena Meri Arthi Ko
Kahi Mein Zinda Na Ho Jaun Tera Sahara Dekh Kar


hotho ki zuban ye aansu kehte hai,
jo chup rehte hai lekin fir bhi behte hai,
aur in aansu ki kismat to dekhiye,
ye unke liye behte hai jo in ankhon me rehte hai


Bahut Kam Hote Hain Zamane Mein Log Aise
Sachchi Chahat Ki Jine Pehchaan Hoti Hai
Itna Soch Lena Kisi Par Mar Mitne Se Pehle
Ki Gavane Ke Liye Ek Hi Jaan Hoti Hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kya tum sun rahi hon by mahendra4ever in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
**Seh rahi hai** by dead heart in Miscellaneous Shayri
to kyaaaaaaa-rahi by Rahi2001 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ijazat naa rahi... by brokenbyluv in Shayri for Khumar -e- Ishq
mein to jalti rahi rahi mitti rahi rooz parwaane by hameeda in Share: Poetry of Pain
vikas2210
Guest
«Reply #1 on: May 04, 2006, 07:13:48 AM »
woow nice Desi bahut dino ke bbat aayi aap..

very good really....
Logged
desikuri
Guest
«Reply #2 on: May 04, 2006, 07:15:02 AM »
thankss vikaas....

main to yahi thi
kisi ne dekha hi nahin
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #3 on: May 04, 2006, 07:23:47 AM »
ooopsssssss may be my mistake.


jeena payar ke bina jeena
lage hai jaise koi saza
Logged
desikuri
Guest
«Reply #4 on: May 04, 2006, 07:35:26 AM »
its okay yaar...

pehle dil ko banaya
pyar us mein bassaya
fir mukkadar mein likh di judaai
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #5 on: May 04, 2006, 07:55:51 AM »
good Desi

judai payar mai na sehni pade kisiko
dard kitna hota hai pata hai mujhe...
Logged
desikuri
Guest
«Reply #6 on: May 04, 2006, 09:17:47 AM »
isi baat ka mujhe bhi gam hai
yeh halat meri bhi ho chuki hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 04, 2006, 10:05:35 AM »
Nice One Desi Ji And Vikaas Bhai,..

Jeena Mujhe Pasand Hain Ghamo Ke Nagar Mein,..
Kyun Ki Hum Khatak Te Hain Bankar Tinka Unki Nazar Mein,..

Unhone Hum Be-Maut Mara Hai Pal Pal Jeene ke Liye,..
Aur Hum Jee Rahe Hain Unke Gham Peene ke Liye,..

Ghamon Se Rishta Banaya Maine Jab Unhone Hume Chorda,..
Unki Khateer Main Apni Har Arzoo-o-Tamanna Ko Torda,..

Kar Gaye Wo Bewaafai Humse Mehfilon Ke Ujaale Paane ke Liye,..
Di Hai Sazaa Unhone Mujhe Bas Ek Baar Muskuraane ke Liye,..

_____________________-Azeem-________________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: May 04, 2006, 12:08:45 PM »
Nice One Majid Bhai,..
Logged
desikuri
Guest
«Reply #9 on: May 05, 2006, 08:14:00 AM »
Quote from: "majid"
GOOD JOB DESI SIS
MUJHE TO LAGA AAP KO SIRF LADNA HI AATA HAI
MUJHE NAHI PATA THA KE AAP ITNA ACHHA LIKH BHI LETE HAI GOOD ONE



thanks majid bhai and tumne bhi sahi likha hai :oops:
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #10 on: May 05, 2006, 08:21:41 AM »
jeete jeet marne ki tamana karta hun
tere aane ki aas main roz maut se ladta hun




mazid bahi bahut aache and shukriya Js bahi.
Logged
desikuri
Guest
«Reply #11 on: May 05, 2006, 09:10:53 AM »
tamanna to meri bhi kuch aisi hai
lekin kya karein kisi ke liye jeena padta hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #12 on: May 05, 2006, 10:44:11 AM »
Quote from: "desikuri"
Jee rahi Hoon kis liye main iss gam-e Zindagi ko,
Marke bhi keh na sakoongi Apni kahaani ko !
Chup rahi to maar degi mujhe meri hi Tanhaaee,
Keh diya to seh na sakoongi main duniya ki Rusvaee


Log Laut Jaate Hain Gam Hamara Dekh Kar
Jaise Lehar Laut Jae Kinara Dekh Kar
Tum Kandhaa Na Dena Meri Arthi Ko
Kahi Mein Zinda Na Ho Jaun Tera Sahara Dekh Kar


hotho ki zuban ye aansu kehte hai,
jo chup rehte hai lekin fir bhi behte hai,
aur in aansu ki kismat to dekhiye,
ye unke liye behte hai jo in ankhon me rehte hai


Bahut Kam Hote Hain Zamane Mein Log Aise
Sachchi Chahat Ki Jine Pehchaan Hoti Hai
Itna Soch Lena Kisi Par Mar Mitne Se Pehle
Ki Gavane Ke Liye Ek Hi Jaan Hoti Hai


wow   amazing   Desi..............   bahot  khoob......   nice  work  everyone..........

Musafir To Bichertay Hain Musafat kab Badlti Hai
Muhabbat Zinda Rehti Hai Muhabbat Kab Badlti Hai
Tumi Ko Chahatay Hain Hum Tumi Say Piyar Kertay Hain
Yehi Barson Say Aadat Hai Aur Aadat Kab Badlti Hai.............
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #13 on: May 05, 2006, 11:11:21 AM »
Quote from: "desikuri"
tamanna to meri bhi kuch aisi hai
lekin kya karein kisi ke liye jeena padta hai


aise jeeye to kaya jeeye
zara yaad mai jee ke dekho
maut se ladne main kitna maza hai
zara mere dil se puchoo....
Logged
desikuri
Guest
«Reply #14 on: May 08, 2006, 07:08:46 AM »
thanks waheed and very nice...

hamare paas unki yaad hi baaki hai
jeene ke liye to ab yahi kaafi hai
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 03:02:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer