jee rahi hon...

by desikuri on May 04, 2006, 07:08:03 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2331 times)
desikuri
Guest
«Reply #15 on: May 08, 2006, 07:24:30 AM »
bahut ache majid bhai...keep it up
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kya tum sun rahi hon by mahendra4ever in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
**Seh rahi hai** by dead heart in Miscellaneous Shayri
to kyaaaaaaa-rahi by Rahi2001 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ijazat naa rahi... by brokenbyluv in Shayri for Khumar -e- Ishq
mein to jalti rahi rahi mitti rahi rooz parwaane by hameeda in Share: Poetry of Pain
desikuri
Guest
«Reply #16 on: May 08, 2006, 11:16:02 AM »
han jaroor

meri zindagi ki kahaani likhi jis kitaab mein,
woh kitaab kabhi khuli na chhodi maine

koi padh na le mere dil mein kitna dard hai,
issi darr se kitaab hamesha band rukhi maine

kabhi socha na tha padh legi meri apni hi rooh,
kaun kaunse dard chhupe hain mere mann mein

jab padha toh aankh num huwi,
aur beqarari ke aalam mein tadap uthhi rooh meri

ek chhauthayi hissa bhi abhi jiye na hum,
magar kitaab ansuan mein dhale shabdon se yunh hai bhari huwi

jaise sadiyon se gham seh raha hai iss zindagi ko jo jee raha hai,
hassi ke parde ke peeche khoob chhupaate rahe hum dard apne

dard kitna hai mann mein chhupa huwa,
kissiko dil ke in zukhmon ki humne khabar bhi hone na di kabhi

darr hai aisa din bhi aayega kabhi jab dil ki jagah...
sirf ek chot hogi seene mein dhadhkti hui...
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #17 on: May 08, 2006, 11:53:25 AM »
tu jee rahi hi mujhbin ....
mai jee raha hu tumbin....
na saha ja raha hai dard yaha koi ....
k aansu bhi sulag jate hai tum bin....
Logged
desikuri
Guest
«Reply #18 on: May 09, 2006, 06:39:26 AM »
bahut ache tushaar
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #19 on: May 13, 2006, 10:21:56 AM »
Quote from: "desikuri"
han jaroor

meri zindagi ki kahaani likhi jis kitaab mein,
woh kitaab kabhi khuli na chhodi maine

koi padh na le mere dil mein kitna dard hai,
issi darr se kitaab hamesha band rukhi maine

kabhi socha na tha padh legi meri apni hi rooh,
kaun kaunse dard chhupe hain mere mann mein

jab padha toh aankh num huwi,
aur beqarari ke aalam mein tadap uthhi rooh meri

ek chhauthayi hissa bhi abhi jiye na hum,
magar kitaab ansuan mein dhale shabdon se yunh hai bhari huwi

jaise sadiyon se gham seh raha hai iss zindagi ko jo jee raha hai,
hassi ke parde ke peeche khoob chhupaate rahe hum dard apne

dard kitna hai mann mein chhupa huwa,
kissiko dil ke in zukhmon ki humne khabar bhi hone na di kabhi

darr hai aisa din bhi aayega kabhi jab dil ki jagah...
sirf ek chot hogi seene mein dhadhkti hui...


bahot  khoob   Anu.......... wonderfull.............too good  Tushar...


humne  har haal mein  jeene ki kasam  khayee hai
ab  yahi  haal mukaddarho  to sikway kyon  ho ........
Logged
desikuri
Guest
«Reply #20 on: May 15, 2006, 07:47:58 AM »
bahut khoob waheed and majid....

ab to umeedon ke sahare jee rahe hai
aansooun ko zeher samjh kar pee rahe hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #21 on: May 15, 2006, 09:03:32 AM »
very  nice   Anu............ Majid................

zaher  peena  hi  jab mukaddar mein  likha hai
ya  Rab meri  saanson mein   bhi  zaher bhar de...
Logged
desikuri
Guest
«Reply #22 on: May 15, 2006, 09:29:38 AM »
sharir se atma bhi nikaal la gya woh
jane kitne gum de gya woh
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:29:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer