roshni246
Guest
|
Aasma bhi jhook gaya ye kis kami ke waste Mar rahe the bar bar zindagi ke waste
Tha chupa rakha jab suraj ne chaira apna Chaand tarre jal gaye Roshni ke waste
Her taraf thi mausiyan ro raha tha ye naseeb seh rahe the har sitam bebasi ke waste
zindagi hi loot gayi tu kon pochta hai yahan dhoondte hi reh gaye har khushi ke raaste
dost aise bhi the jo humse lag ker woh gale Maarte the khanjar dil par dushmani ke waste
Aankh ka pani bhi ab dard se sookh gaya nahi rote aaj hum kisiki dosti ke waste
hum ne wafa ki thi bohot.. to bewafa log humko kahe Bhut milte hai aaj sanam aashiqi ke waste
hum andheron main bhi roye ager to ilzaam sab lagate the Aag laga di aaj ghar main roshni ke waste
Aajizi se manga tha jab to kuch nahi hume mila zid main aye to aasma bhi jhook gaya har khushi ke waste

~rosh~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Rajbir
Guest
|
|
«Reply #1 on: June 17, 2006, 05:43:45 PM » |
|
Roshu
Ufff ! Kitna dardnaak likha hai !
Bahut he achcha likha hai !
Rajbir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 17, 2006, 06:04:51 PM » |
|
so nice ..........very beautiful .............bahut khub likha hai Roshni........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
redwhitegang
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 17, 2006, 06:13:45 PM » |
|
Aasma bhi jhook gaya ye kis kami ke waste Mar rahe the bar bar zindagi ke waste
Tha chupa rakha jab suraj ne chaira apna Chaand tarre jal gaye Roshni ke waste
Her taraf thi mausiyan ro raha tha ye naseeb seh rahe the har sitam bebasi ke waste
zindagi hi loot gayi tu kon pochta hai yahan dhoondte hi reh gaye har khushi ke raaste
dost aise bhi the jo humse lag ker woh gale Maarte the khanjar dil par dushmani ke waste
Aankh ka pani bhi ab dard se sookh gaya nahi rote aaj hum kisiki dosti ke waste
hum ne wafa ki thi bohot.. to bewafa log humko kahe Bhut milte hai aaj sanam aashiqi ke waste
hum andheron main bhi roye ager to ilzaam sab lagate the Aag laga di aaj ghar main roshni ke waste
Aajizi se manga tha jab to kuch nahi hume mila zid main aye to aasma bhi jhook gaya har khushi ke waste
Aasma bhi jhook gaya ye kis kami ke waste Mar rahe the bar bar zindagi ke waste
~rosh~ Kya kahe ham jada,tumne kya likha hain tumhe khud hi pata hein!!! par in char line too good dil ko chu jati hein dost aise bhi the jo humse lag ker woh gale Maarte the khanjar dil par dushmani ke waste
Aankh ka pani bhi ab dard se sookh gaya nahi rote aaj hum kisiki dosti ke waste
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #4 on: June 17, 2006, 07:08:46 PM » |
|
Outstanding Work Rosh :wink:
Batao na tum aaj Zara..... Kya thi hamari khata.....
Kuch pal jiye jo ruswai ke...... Mila mujhe tumhari Judai ka silsila......!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 02, 2006, 08:39:31 AM » |
|
Aaj wakt hai aaou gila kar loo humse, sulah kar lo humse Kal kya pataa lamha mile na mile aapni muhabaat ke wastey
Do pal karloo seher waadi-e-gurbat mein hamare sath Kal kya pataa kantein kahan chubhenge dard dene ke waastey
Sheerah tum mein na mila muhabaat karne ke waastey Zehar bhi fhir naseeb na hua Khudkusi ke waastey..
Fhir yoon hua ke tum mein bhi nigun sii jagg utii To mujmein bhi zidd sii hogayi sitam dhaane ke waastey
Ye galiyaan hain koun si, ye kiss manzil ke hain raastey Hum to rah guzar hue they, ek duje ki khushi ke waastey
Yaa Dhundlo aaisa sanam, pasha na ho jiska sitam Nikal Chalein hain jalaa ke aapne ghar teri khushi ke waastey
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roshni246
Guest
|
|
«Reply #6 on: July 02, 2006, 04:55:23 PM » |
|
Kisko maaloom tha din yeh bhi aayenge Unki ek jhalak ko nain taras jaayenge Haal yeh kaisa hai? saal yeh kaisa hai? Ik ik pal lamba ik saal jaisa hai
Dil ka kya hai phir manaa lenge Hume dard-e-dil ki kya davaa denge? Mann machla hai yoon ki mushkil sambhale nahi sambhalta Phir unki aahosh me khoneki tamanna hai
Baahon me unki jab pure armaan humare honge Aur bhi haseen tab saare yeh nazaare honge
Unpe dil-o-jaan lutaane ko jee chaahta hai Paas unke aake na jaaneko jee chaahta hai
Jasbaat ubharkar aakhon mein na aane denge Palkon pe there hue sitaare na girne denge Zaahir dabi mohabbat unpe karni nahi hai Varna yeh judaai seh na paayenge hume yakeen hai...!!
~rosh~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 02, 2006, 05:32:04 PM » |
|
wonderful ......ROSHU and NEER .DEAR......its really very touching ..BAHUT KHOOB.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #8 on: July 02, 2006, 05:42:10 PM » |
|
too good Roshni n Neer....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roshni246
Guest
|
|
«Reply #9 on: July 02, 2006, 05:44:40 PM » |
|
thanks mom :D and niki di :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 02, 2006, 05:49:34 PM » |
|
Aasma bhi jhook gaya ye kis kami ke waste Mar rahe the bar bar zindagi ke waste
Tha chupa rakha jab suraj ne chaira apna Chaand tarre jal gaye Roshni ke waste
Her taraf thi mausiyan ro raha tha ye naseeb seh rahe the har sitam bebasi ke waste
zindagi hi loot gayi tu kon pochta hai yahan dhoondte hi reh gaye har khushi ke raaste
dost aise bhi the jo humse lag ker woh gale Maarte the khanjar dil par dushmani ke waste
Aankh ka pani bhi ab dard se sookh gaya nahi rote aaj hum kisiki dosti ke waste
hum ne wafa ki thi bohot.. to bewafa log humko kahe Bhut milte hai aaj sanam aashiqi ke waste
hum andheron main bhi roye ager to ilzaam sab lagate the Aag laga di aaj ghar main roshni ke waste
Aajizi se manga tha jab to kuch nahi hume mila zid main aye to aasma bhi jhook gaya har khushi ke waste
Aasma bhi jhook gaya ye kis kami ke waste Mar rahe the bar bar zindagi ke waste
~rosh~ Wah Kya baat hai Roshu Naam Roshan kar dia :wink:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roshni246
Guest
|
|
«Reply #11 on: July 02, 2006, 05:51:48 PM » |
|
Aasma bhi jhook gaya ye kis kami ke waste Mar rahe the bar bar zindagi ke waste
Tha chupa rakha jab suraj ne chaira apna Chaand tarre jal gaye Roshni ke waste
Her taraf thi mausiyan ro raha tha ye naseeb seh rahe the har sitam bebasi ke waste
zindagi hi loot gayi tu kon pochta hai yahan dhoondte hi reh gaye har khushi ke raaste
dost aise bhi the jo humse lag ker woh gale Maarte the khanjar dil par dushmani ke waste
Aankh ka pani bhi ab dard se sookh gaya nahi rote aaj hum kisiki dosti ke waste
hum ne wafa ki thi bohot.. to bewafa log humko kahe Bhut milte hai aaj sanam aashiqi ke waste
hum andheron main bhi roye ager to ilzaam sab lagate the Aag laga di aaj ghar main roshni ke waste
Aajizi se manga tha jab to kuch nahi hume mila zid main aye to aasma bhi jhook gaya har khushi ke waste
Aasma bhi jhook gaya ye kis kami ke waste Mar rahe the bar bar zindagi ke waste
~rosh~ Wah Kya baat hai Roshu Naam Roshan kar dia :wink: :oops: :oops: thxx :blush: :blush: itni tareef yaar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Style_guru
Guest
|
|
«Reply #12 on: July 03, 2006, 02:14:40 PM » |
|
The Style Guru Says......
Parzai Ji, its juz superrrrrrrrrrrrrrrrb!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roshni246
Guest
|
|
«Reply #13 on: July 03, 2006, 03:03:08 PM » |
|
THANKSSSSSSSSSSSSSSS :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|