Jhoote khuwab ..!

by Delicate_Doll on October 19, 2006, 12:21:00 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2216 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: October 25, 2006, 04:51:09 PM »
Shukriya Waheed Bhai And Pinky,..

Yun Mile Hume Tohfe Mohabbat Ke,..
Ke Har Koi Ab Mohabbat karne Se Darne Lagaa,..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mujhe ek khuwab ka tawan bharna hai by Lovely-Prince in Ghazals
jhoote ilzaa.m ,............ by laaiba in Share Video
Adhory khuwab by Lovely-Prince in Shayri for Dard -e- Judai
jhoote(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jhoote rishton ko. by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
angel4u
Guest
«Reply #16 on: October 25, 2006, 05:11:56 PM »

GaM Bade Aate Hai Qaatil Ki Nigahon Ki Tarah,
TuM Chhipa Lo Mujhe Aye Dost Gunahon Ki Tarah,

Apni Nazron Mein Gunehgaar Na Hote, Kyon Kar
Dil Hi DushMan Hai MujriMon Ke Gawahon Ki Tarah,

Har Taraf Zist Ki Raahon Mein Kadi Dhoop Hai Dost,
Bas Teri Yaad Ke Saaye Hai Panahon Ki Tarah,

Jinki Khatir Kabhi IlzaaM Uthaye,
Wo Bhi Pesh Aye Hai Insaaf Ke Shaahon Ki Tarah...
* * * * *
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: October 25, 2006, 05:16:02 PM »
Bahoot Khoob Sis...
Laga Raho,..
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #18 on: December 21, 2006, 04:34:52 PM »
Quote from: "Ricky"
Thats  good,

It will look more graceful if you do last line like this ...

Apni hi nazaron se neech gir gaye hain hum,
Apne aapko hi dhoka de rahe hain hum,
Jante hai unko hum kabhi pa nahi sakte,
Kyun unki mohabbat ke jhoote khuwab jee rahe hain hum...?




thanks ricky jee...but here... gal knows ke uss ladke ko wo paa nahi sakti hai..phir bhi usko mohabbat k khuwab dikha rahi hai...aur ladka sab jaate huve bhi uss ko paane ki umeed rakha hai..issliye wo uski khusi k katir... khuwab dikhati chali jaa rahi hai...

that's wat i want to say in that ..lines..

anyway thanks .
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #19 on: December 21, 2006, 04:47:03 PM »
Quote from: "Ricky"
Thats  good,

It will look more graceful if you do last line like this ...

Apni hi nazaron se neech gir gaye hain hum,
Apne aapko hi dhoka de rahe hain hum,
Jante hai unko hum kabhi pa nahi sakte,
Kyun unki mohabbat ke jhoote khuwab jee rahe hain hum...?


Thanks ricky jee...but here...gal knows ki wo uss ladke ko paa nahi sakti hai...lekin ladka sab jaante huve bhi usko paane ki  umeed rakhta hai..toh uss ki khusi k khatir wo usko mohbbat k khuwab dikha rahi hai...iss liye wo khud se khafa hai...

mere line ka shyaad maine yehi mathlab rak k likha tha...

anyway thanks
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #20 on: December 21, 2006, 04:52:59 PM »
sorry posting nahi ho rahi thi issliye itne baar by mistake se post hogaya
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #21 on: December 21, 2006, 04:57:46 PM »
thanks all..nice angel jee n all :oops:
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #22 on: December 21, 2006, 05:05:25 PM »
Quote from: "Ricky"
Thats  good,

It will look more graceful if you do last line like this ...

Apni hi nazaron se neech gir gaye hain hum,
Apne aapko hi dhoka de rahe hain hum,
Jante hai unko hum kabhi pa nahi sakte,
Kyun unki mohabbat ke jhoote khuwab jee rahe hain hum...?


Thanks ricky jee

humne wo line waise hi likha tha coz..gal knows ki wo uss ladke ko paa nahi sakti hai...aur ladka sab jaante huve bhi usko paane ki umeed rakhta hai toh...uski khusi k khatir wo usko mohabbat k khuwab dikhati chali jaa rahi hai..aur ladke ki be-inteha mohabbast dekh kar..uske na chahate huve bewafa hone se wo khud se khafa hogai hai..

meri lines ka yehi mathlab tha

anyway thanks
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #23 on: December 21, 2006, 06:22:16 PM »
Zindagi Ki Udaas Raahon Mein, Ai  Shama Tum  Bhi Gul Ho Jao,
Chut Gaya Saath Sabhi Ka, Ab Tum Bhi  Tanha Rahne Do Mujhe.......
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #24 on: December 21, 2006, 06:27:05 PM »
Very nice salma n all frnds.

"Jhoote khwaab mohabbat ke wo mujhe dikhate rahe,
      khilona samajh ke dil se mere baar-baar khelte rahe,
      mere sachche pyaar ko yun thokar maar kar chal diye,
      kya kar sakte thhe,ankho se asqh ham bahaate rahe,
      ankhein pathra gayin,unhe door tak jaate niharte rahe,
      shayad wo a jayein wapas,jhoote khwab unke sajate rahe."
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #25 on: December 21, 2006, 06:34:44 PM »
superbssssssss   Nidhi......  waise  Salma tumhari  sher ki  Pankha hai :lol:
Logged
akela
Guest
«Reply #26 on: December 23, 2006, 08:17:31 AM »
bahoot khoob likha hai aap sabhi ne
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: January 04, 2007, 01:53:50 PM »
Bahoot Khoob Nidhi Ji,.
Aur Sabne Kamaal Ka Likha Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: January 04, 2007, 01:57:02 PM »
Ek Aur Nikla Khwaab Jhoota Hamara,..
Balki Khwaabon Ka Hi To Tha Zindagi Ko Sahaara,..

Ab Khwaab Bhi Aana Band Hogaye Raaton Ko Hume,..
Pehle Jinhe Dekhkar Hojaata Apna Guzaara,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:10:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer