~~"JHOOTHA DILASA"~~

by k.shael on September 10, 2008, 07:36:09 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 12137 times)
k.shael
Guest

BASS KAR AAB YE JHOOTHA DILASA AUR MAT
DE MUJHE, JO TUNE MERE SAATH KIYE BEWAFAI
KE SITAM WO HI KAFFI HAI ZINDAGI GUJARNE KE
LIYE,

NA U JHOOTHE AANSOO BAHA TU MERE LIYE, JO
KHOON KE AANSOO MAINE BAHAYE, WO KAFFI HAI
TERI YAADO KO MITANE KE LIYE,

NA HAATH PAKAD KE SAATH DENE KI KOSHISH KAR
TERI DI THOKRE HI KAFFI HAI MUJHE GIR KAR
SAMBHAL  JANE KE LIYE,

NA TASSLI DE MUJHE TERE MATLABI ALFAAZO SE,
TERE DIL KI NAFRAT HI KAAFI HAI MERE JHAKHMO
KO BHAR JANE KE LIYE,

NA KOSHISH KAR TU EHSAASO ME UDAASI LANE KI,
TERI DIL KI KHUSHIYA HI KAFFI HAI MUJHE MERE
GAMO KO BHUL JANE KE LIYE,

CHOD DE AAB APNE JHOOTHE RISHTE KA WASTA DENA,
ISI NE TOD KAR GIRAYA THA MUJHE BIKHAR JANE KE
LIYE,


YE MOHABBAT, YE PYAR SAB KA MATLAB MALOOM HO
GAYA HAI MUJHE, TU MAT UTHA TAQLEEF MUJHE
INKE AADAB SIKHANE KE LIYE…

BY. K.SHAEL
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
"JHOOTHA PYAR KITA" by k.shael in Love Poetry in Punjabi
~~~~~~""'"nazar-e-ishq"""~~~~~~~ by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
JHOOTHA-O-MAKAAR... "MohaN" by surindarn in Shairi - E - Zindagi
NODER
Guest
«Reply #1 on: September 10, 2008, 07:46:24 AM »
Ajee aap ko itna gussa kispe hai?
Waise aapne bahut umda likha hai  Applause
Logged
rajsingh
Guest
«Reply #2 on: September 10, 2008, 07:54:01 AM »
"Ye mohabbat or pyar ka matlab to main aaj tak khud nhi samajh paya or aaj tak samjhne ki koshih kar raha hoon k ye mohabbat hai kya? kisi ko chahna mohabbat hai, kisi ko pana mohabbat hai, kisi ko khona mohabbat hai, kisi ko yaad karna mohabbat hai, kisi ka hona mohabbat hai ya kisi ko chahte hue bhi na bata pana mohabbat hai, ye mohabbat cheez hi aisi hai jis ko aaj tak koi samjha nhi pya or na hi samjh payega"

"is mohabbat main is shakhsh na jane kahan khoya hai, n wo jaga hain n soya hai, dekhne wala zmana kya jane k hasne wala kita roya hai"

Bahut aacha keep it up  hello2 hello2 hello2
Logged
k.shael
Guest
«Reply #3 on: September 10, 2008, 07:56:08 AM »
THANX NODER JI,
& RAJ JI...
BY. K.SHAEL
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #4 on: September 10, 2008, 08:01:52 AM »
Shally

Once again a superb creation by you Applause

Tumhare kalam mein bahut peeda hoti hai...magar kahin na kahin tum jis peeda ko zahir karti ho...us ko sehan bhi karti ho aur us peeda dene wale ko mauf bhi kar deti ho Thumbs UP

Again as i told you many times...you remind me of Shiv Kumar Batalvi Usual Smile
Logged
k.shael
Guest
«Reply #5 on: September 10, 2008, 08:07:58 AM »
THANX SO MUCH RAJBIR JI,
AAPKO MERI WAJAH SE SHIV KUMAR
BATALVI JI KI YAAD AATI HAI...
YE MERE LIYE KHUSHI KI BAAT HAI,
SHUKRIYA...
BY. K.SHAEL
Logged
baadal102
Guest
«Reply #6 on: September 10, 2008, 09:26:40 AM »
 Applause

bahut aacha likha hai shael ji


 Clapping Smiley



Baadal
Logged
k.shael
Guest
«Reply #7 on: September 10, 2008, 09:41:39 AM »
THANX BAADAL JI,
BY. K.SHAEL
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #8 on: September 10, 2008, 09:58:19 AM »
Badhiya..K.Shael Jee
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #9 on: September 10, 2008, 10:16:18 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Execellent creation done
by you shally sis keep it up Thumbs UP
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #10 on: September 10, 2008, 10:20:21 AM »
Very Nice Work Shally... Applause
Logged
k.shael
Guest
«Reply #11 on: September 10, 2008, 10:35:57 AM »
THANX ASHRAF,HONEY DI,
& MAHIYA JI...
BY. K.SHAEL
Logged
shakir husssain
Guest
«Reply #12 on: September 10, 2008, 11:23:58 AM »
THANX NODER JI,
& RAJ JI...
BY. K.SHAEL
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #13 on: September 11, 2008, 04:41:20 AM »

BASS KAR AAB YE JHOOTHA DILASA AUR MAT
DE MUJHE, JO TUNE MERE SAATH KIYE BEWAFAI
KE SITAM WO HI KAFFI HAI ZINDAGI GUJARNE KE
LIYE,

NA U JHOOTHE AANSOO BAHA TU MERE LIYE, JO
KHOON KE AANSOO MAINE BAHAYE, WO KAFFI HAI
TERI YAADO KO MITANE KE LIYE,

NA HAATH PAKAD KE SAATH DENE KI KOSHISH KAR
TERI DI THOKRE HI KAFFI HAI MUJHE GIR KAR
SAMBHAL  JANE KE LIYE,

NA TASSLI DE MUJHE TERE MATLABI ALFAAZO SE,
TERE DIL KI NAFRAT HI KAAFI HAI MERE JHAKHMO
KO BHAR JANE KE LIYE,

NA KOSHISH KAR TU EHSAASO ME UDAASI LANE KI,
TERI DIL KI KHUSHIYA HI KAFFI HAI MUJHE MERE
GAMO KO BHUL JANE KE LIYE,

CHOD DE AAB APNE JHOOTHE RISHTE KA WASTA DENA,
ISI NE TOD KAR GIRAYA THA MUJHE BIKHAR JANE KE
LIYE,


YE MOHABBAT, YE PYAR SAB KA MATLAB MALOOM HO
GAYA HAI MUJHE, TU MAT UTHA TAQLEEF MUJHE
INKE AADAB SIKHANE KE LIYE…

BY. K.SHAEL

Shally.....Lagta Hai aap K Kalaam Ko Padh K Koi Bhi aub aage se Kisi K Saath Muhabbat Aur Be'wafaai Karte So baar Sochega...!
Shally....waqaee badhiya ash'ar Likhe hai.kya hi khoob Alfaaz Liye hai.
Shally....Really an Icon Of YO.

aur
Shukriya aapne waise hi keh diya hai.aur aap k kalaam ko padhne k liye waqt zaroori hota hai bina padhe koi bhi comment nahi di jati.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #14 on: October 31, 2008, 08:56:47 AM »
 notworthy
SHUKRIYA ASHRAF...
BY. K.SHAEL
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 01:14:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer