ji ko jalane aajaate hain

by sufyan on November 06, 2004, 05:47:39 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12
Print
Author  (Read 9081 times)
Delicate_Doll
Guest
«Reply #105 on: June 01, 2005, 08:14:40 AM »
Laut jaati hai duniya gam hamara dekhkar,
Jaise laut jaati hain leherein kinara dekhkar,
Tum kandha na dena mere janaze ko,
kahin fir zinda na ho jao tera sahara dekhkar...!
n/m
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aag ko to jalane.... by pappu in Ghazals
Shikwe-Gile Jo kutchh bhi hain, Tuzhko bhi hain Muzhko bhi hain by harashmahajan in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Dil Jalane ke liye by sanchit in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Jalatey hain naye shamme umeedo.N ke jalane do by livingbytheday in Ghazals
Tasveer jalane se kya hoga .......saahil by saahill in Miscellaneous Shayri
sufyan
Guest
«Reply #106 on: June 12, 2005, 04:50:01 PM »
bahut dinon baad aaya hai yeh deewana is dar par
jaise laut ke mauj phir aayi ho sahil par
mein to pehle bhi tanha tha aaj bhi tanha hun
kaun dega dastak is deewane ke dar par
Logged
sufyan
Guest
«Reply #107 on: June 12, 2005, 05:03:46 PM »
ji ko samjhya tha bahut na laut us jahan phirse
badi muddaton se sambhal paya hai to ghamse
kyun unkisson ko phirse dohra raha hai
kyun unhi logon ki duniya mein jaa raha hai
usko laakh samjhaya kai waaste bhi diye
woh ke mujhe usi rah le jaa raha hai
ab to kadmon ne bhi un rahon ki taraf mun mod diya
ab mein ne bhi is dil ko samjhana chod diya hai
usi rah par chal diiya jahan yeh dil chahata hai
shayad ise unlogon ke saath hi rehne mein mazaa aata hai
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #108 on: June 12, 2005, 05:47:24 PM »
Quote from: "sufyan"
bahut dinon baad aaya hai yeh deewana is dar par
jaise laut ke mauj phir aayi ho sahil par
mein to pehle bhi tanha tha aaj bhi tanha hun
kaun dega dastak is deewane ke dar par

wow sufi bahut dino baad  

dastak to tumein denge hazar
na karo tum ab kisi ka intezar
jaise manzil le jayenge tumein
chal padho uss rahon mein mere yaar
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #109 on: June 12, 2005, 05:52:10 PM »
Quote from: "sufyan"
ji ko samjhya tha bahut na laut us jahan phirse
badi muddaton se sambhal paya hai to ghamse
kyun unkisson ko phirse dohra raha hai
kyun unhi logon ki duniya mein jaa raha hai
usko laakh samjhaya kai waaste bhi diye
woh ke mujhe usi rah le jaa raha hai
ab to kadmon ne bhi un rahon ki taraf mun mod diya
ab mein ne bhi is dil ko samjhana chod diya hai
usi rah par chal diiya jahan yeh dil chahata hai
shayad ise unlogon ke saath hi rehne mein mazaa aata hai

again gr8 one sufi

kab se rah tak rahe the tumhara yahan pe ae-mere dost
kabhi kabhi yahan pe bhi aakar hum dostons e mil liya karo dost
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #110 on: June 12, 2005, 06:23:50 PM »
Quote from: "salma4u"
Quote from: "sufyan"
bahut dinon baad aaya hai yeh deewana is dar par
jaise laut ke mauj phir aayi ho sahil par
mein to pehle bhi tanha tha aaj bhi tanha hun
kaun dega dastak is deewane ke dar par

wow sufi bahut dino baad  

dastak to tumein denge hazar
na karo tum ab kisi ka intezar
jaise manzil le jayenge tumein
chal padho uss rahon mein mere yaar

wb  sufy...........  nice  sufy................salma...........

Mere Dil Ne Kaha, Ae Diwaane Bata
Jab Se Koi Mila, Tu Hai Khoya Huwa,
Ye Kahani Hai Kya, Hai Ye Kyaa Silsila, Ae Diwaane Bata

Maine Dil Se Kaha, Ae Diwaane Bata
Dhadkane Mein Chupi, Kaisi Awaz Hai
Kaisa Ye Geet Hai Kaisa Ye Saaz Hai

Kaisi Ye Baat Hai, Kaisa Ye Raaza Hai,
Ae Diwaane Bata.........................nm
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 9 hours and 8 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004

View Profile
«Reply #111 on: June 13, 2005, 09:30:58 AM »
Quote from: "sufyan"
ji ko samjhya tha bahut na laut us jahan phirse
badi muddaton se sambhal paya hai to ghamse
kyun unkisson ko phirse dohra raha hai
kyun unhi logon ki duniya mein jaa raha hai
usko laakh samjhaya kai waaste bhi diye
woh ke mujhe usi rah le jaa raha hai
ab to kadmon ne bhi un rahon ki taraf mun mod diya
ab mein ne bhi is dil ko samjhana chod diya hai
usi rah par chal diiya jahan yeh dil chahata hai
shayad ise unlogon ke saath hi rehne mein mazaa aata hai

jaate hai jidher log udher kyu nahi jaate
manzil nahi darkaar to gher kyun nahi jaate

koshish me kami hai ya niyat me kharaabi
bigde hue halaat sudher kyun nahi jaate

likhne ka saleeka na padhne ka aata hunar
to chor ker yoindia ko chale kyun nahi jaate
Logged
sufyan
Guest
«Reply #112 on: June 13, 2005, 03:28:40 PM »
thanx to all samnoj ,waheed n ......salma himmat or hosla afzai ke liye shukriya
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #113 on: June 13, 2005, 08:33:17 PM »
Quote from: "sufyan"
thanx to all samnoj ,waheed n ......salma himmat or hosla afzai ke liye shukriya

ur welcome sufi

tumhara housla to mujhe badana he hai
tumhare jaisa dost mujhe nahin khona hai
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #114 on: June 14, 2005, 07:22:24 PM »
Aarzu thi teri baho me dam nikle,

Kasur tera nahi badnasib hum nikle.

Jaha bhi jaye khush rahe tu sada,

Dil se mere dua sada yahi nikle.

Mere hotthno ki hasi tere hotthho se nikle,

 Tere gam ka dariya meri aankho se nikle.

Yeh zindgi sada tumhe hasati hui nikle,

Agar chahe to hame rulati hui nikle.

Agar zindgi me kabhi jina pade tere bin,

 Teri doli se pehle arthi meri nikle.

Aarzu thi teri baho me dam nikle,

Kasur tera nahi badnasib hum nikle.
n/m
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #115 on: June 15, 2005, 06:27:44 AM »

ur  welcome sufy..................wonderfull  ghazal  likha salma  ........meri  fav...........

Kahin Tum Apni qismat Ka Likha Tabdeel Kar Letay
To Shayed Hum Bhi Apna Rasta Tabdeel Kar Letay

Agar Hum Waqiaa Kam Hoslaa Hotay Muhabbat Mein
Marz Bharne Se Pehlay Dawa Tabdeel Kar Letay

Tumharay Sath Chalne Per Jo Dil Raazi Nahin Hota
Bohat Pehlay Hum Apna Faisala Tabdeel Kar Letay

Tumhari Tarah Jeenay Ka Hunar Aata to Phir Shayed
Makaan Apna wohi Rakhtay Pata Tabdeel Kar Letay

Judaai Bhi Na Hoti Zindagi Bhi Sahal Ho Jati
Jo Ek Dusray Se Masla Tabdeel Kar Letay

Bohat Dundlaa Geya Hai Yaadoon Ki Rim Jhim Mein Dil Saada
Woh Mil Jata To Hum Bhi Aaina Tabdeel Kar Letay.................nm
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #116 on: June 15, 2005, 01:59:37 PM »
nice one n thanx waheed ........................!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #117 on: June 15, 2005, 06:50:19 PM »
Quote from: "salma4u"
nice one n thanx waheed ........................!!!!

thanxxxxx  alot salma............................ :oops:
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #118 on: June 15, 2005, 08:43:45 PM »
Bhaut Khuub............................................ .....
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #119 on: June 16, 2005, 06:24:17 AM »
Quote from: "salma4u"
Aarzu thi teri baho me dam nikle,

Kasur tera nahi badnasib hum nikle.

Jaha bhi jaye khush rahe tu sada,

Dil se mere dua sada yahi nikle.

Mere hotthno ki hasi tere hotthho se nikle,

 Tere gam ka dariya meri aankho se nikle.

Yeh zindgi sada tumhe hasati hui nikle,

Agar chahe to hame rulati hui nikle.

Agar zindgi me kabhi jina pade tere bin,

 Teri doli se pehle arthi meri nikle.

Aarzu thi teri baho me dam nikle,

Kasur tera nahi badnasib hum nikle.
n/m

too good............... salma.............
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:19:01 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer