ji ko jalane aajaate hain

by sufyan on November 06, 2004, 05:47:39 PM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12
Print
Author  (Read 9049 times)
Delicate_Doll
Guest
«Reply #135 on: June 24, 2005, 03:53:36 PM »
bahoot khoob humtum ...humein iss ka reply nahin aati
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aag ko to jalane.... by pappu in Ghazals
Shikwe-Gile Jo kutchh bhi hain, Tuzhko bhi hain Muzhko bhi hain by harashmahajan in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Dil Jalane ke liye by sanchit in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Jalatey hain naye shamme umeedo.N ke jalane do by livingbytheday in Ghazals
Tasveer jalane se kya hoga .......saahil by saahill in Miscellaneous Shayri
Delicate_Doll
Guest
«Reply #136 on: June 24, 2005, 03:54:25 PM »
Har baat samjhane ke liye nahi hoti,

zindagi hamesha pane ke liye nahi hoti,

 yaad aksar aati hai apki,

par har yaad jatane ke liye nahi hoti..
nm
Logged
HumTum
Guest
«Reply #137 on: June 24, 2005, 03:56:17 PM »
Quote from: "salma4u"
Har baat samjhane ke liye nahi hoti,

zindagi hamesha pane ke liye nahi hoti,

 yaad aksar aati hai apki,

par har yaad jatane ke liye nahi hoti..
nm


ChaaHat ko seeNe meiN dabaaNe se kya fayda?
unse mohabbat chupaane se kya fayda?
kabhi sochte haiN,unse kah deiN magar,
bewajah dil lagaane se kya fayda?
Aakhir me tootna hai is dil ko bhi
yahi kahta hai saara zamaaNa
Dil to nahi maanta hai ye magar,
dil se sacchai chupaane se kya fayda?!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #138 on: June 24, 2005, 03:57:02 PM »
Quote from: "salma4u"
bahoot khoob humtum ...humein iss ka reply nahin aati


thanks .. aur koi baat nhi tandoor wali ...  har sawal ka jawab ho yeh munkin nhi hai janhaaN mein !!  
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #139 on: June 24, 2005, 04:03:10 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "salma4u"
Har baat samjhane ke liye nahi hoti,

zindagi hamesha pane ke liye nahi hoti,

 yaad aksar aati hai apki,

par har yaad jatane ke liye nahi hoti..
nm


ChaaHat ko seeNe meiN dabaaNe se kya fayda?
unse mohabbat chupaane se kya fayda?
kabhi sochte haiN,unse kah deiN magar,
bewajah dil lagaane se kya fayda?
Aakhir me tootna hai is dil ko bhi
yahi kahta hai saara zamaaNa
Dil to nahi maanta hai ye magar,
dil se sacchai chupaane se kya fayda?!!!


again nice one

mohabbat ko humne chupaya nahin hai
humare saath na chodne ko uss bhi inkar nahin hai
magar ye duniya mein har ek ko jo chaiye woh nahin mila hai
daar lagta  hai uski be-inteha mohbaath se
lagta hai ye humare liye kabhi mumkin nahin hai (ak)
Logged
HumTum
Guest
«Reply #140 on: June 24, 2005, 04:07:57 PM »
Quote from: "salma4u"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "salma4u"
Har baat samjhane ke liye nahi hoti,

zindagi hamesha pane ke liye nahi hoti,

 yaad aksar aati hai apki,

par har yaad jatane ke liye nahi hoti..
nm


ChaaHat ko seeNe meiN dabaaNe se kya fayda?
unse mohabbat chupaane se kya fayda?
kabhi sochte haiN,unse kah deiN magar,
bewajah dil lagaane se kya fayda?
Aakhir me tootna hai is dil ko bhi
yahi kahta hai saara zamaaNa
Dil to nahi maanta hai ye magar,
dil se sacchai chupaane se kya fayda?!!!


again nice one

mohabbat ko humne chupaya nahin hai
humare saath na chodne ko uss bhi inkar nahin hai
magar ye duniya mein har ek ko jo chaiye woh nahin mila hai
daar lagta  hai uski be-inteha mohbaath se
lagta hai ye humare liye kabhi mumkin nahin hai (ak)


waah ... nice !!!

vo aainaa-e-muhabbat dikhaa gayaa mujhko
sunaa ke apnii kahaanii rulaa gayaa mujhko
basaa liyaa thaa use maine apne siine meN
jo chhoR kar hii achaanak chalaa gayaa mujhko
tapak rahaa hai lahoo aaj meri aaNkhoN se
vo marz kaisaa jigar kaa lagaa gayaa mujhko
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 8 hours and 57 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #141 on: June 25, 2005, 10:13:49 AM »
good work salma n humtum

na apno se na begano se hai koi gila mujhko
diya dhoka to mere hi mukadder ne diya mujhko

jo mere saath biti  wo na bite kash dushman pe
teri mahfil se uthker jab chale jana pada mujhko

teri her baat mani teri khushyon ke liye main ne
kabhi ke aadh meri maan ker tu bhi dikha mujhko

zamane bher ko dushman ker liya teri muhabbat me
bahut mehnga teri ulfat ka afsana pada mujhko

kahani SAM ki sun ker tadap utha hai dil mera
jise sunne se dil sambhle tu wo kissa suna mujhko
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #142 on: July 06, 2005, 06:33:44 PM »
nice one samnoj n humtum  gr88888888 n shukriya .........................!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #143 on: July 06, 2005, 08:18:24 PM »

Buhat  Khoob...................Samnoj Daer...................... Supreb Gr8
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 8 hours and 57 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #144 on: July 07, 2005, 11:06:36 AM »
thanx salma n fareeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #145 on: July 07, 2005, 11:36:22 AM »
ur welcome samnoj ...........!!!


Ae Dost Itna To Yaad Kiya Hota,
Ek Pyaar Bhara Paigaam Bhej Diya Hota,
Kaise Jeete Hein Teri Yaad Mein,
Ek Baar Haal To Pooch Liya Hota.
n/m
Logged
sufyan
Guest
«Reply #146 on: July 07, 2005, 03:17:19 PM »
nice all
ehsaas mere dil ke toot jaane ka nahin hai
dard apna kise batayein koi saathi bhi nahin hai
hum ko nahin koi gham zindagi ke rooth jaane ka
gham to yeh hai ke aakhri lamhe mein bhi tu saath nahin hai
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 8 hours and 57 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #147 on: July 09, 2005, 03:31:28 AM »
bahut khoob sufi n salma

aashna chahre kisi mod pe jab milte hai
dil ke aangan me musarrat ke chaman khilte hai

le chalomujhko bhi us bazm me yaro ek din
zakhm ehsaas ke palko se jahan silte hai

jo kabhi her nayi mushkil pe has de te the
ab wohi dil hai ki patto ki trah hilte hai

muskurati hui aankho pe na jana ai dost
chand lamho ke liye hi to ye kanwal khilte hai

charager apna use samajhte hai hum samnoj
jis se her roz naye derd hume milte hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #148 on: July 10, 2005, 10:56:15 PM »
Quote from: "samnoj"
bahut khoob sufi n salma

aashna chahre kisi mod pe jab milte hai
dil ke aangan me musarrat ke chaman khilte hai

le chalomujhko bhi us bazm me yaro ek din
zakhm ehsaas ke palko se jahan silte hai

jo kabhi her nayi mushkil pe has de te the
ab wohi dil hai ki patto ki trah hilte hai

muskurati hui aankho pe na jana ai dost
chand lamho ke liye hi to ye kanwal khilte hai

charager apna use samajhte hai hum samnoj
jis se her roz naye derd hume milte hai



WAH KAYA BAAT HAI!!!!!!!!!!!!!!!!! BAHOOT KHOOB!!!!!!
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #149 on: July 11, 2005, 09:33:47 AM »
nice one sufi n samnoj..............................!!!


koi bhi aksar kisi ka saath nahin hota...
zindagi ko apne he rahon mein chalna hota...
saath koun dete ye to waqt batata hai...
har mushkilon mein doston ka saath nahin hota...
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:43:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer