JINDAGI REH GAYI KITNI ADHURI ......... (Jasbir Singh)

by jasbirsingh on January 03, 2009, 01:14:25 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2576 times)
jasbirsingh
Guest

JINDAGI REH GAYI KITNI ADHURI


YEHI JINDAGI KA DASTOOR HAI
YEHI JINDAGI KI MAJBOORI
HUM NA HO SAKEY KISI KEY
JINDAGI REH GAYI KITNI ADHURI


EK CHOTA SA KHWAAB THA
KAYI CHOTEY SEY SAPNEY
NA JANEY WOH KAHA GAYE
JOH HUYA KARTEY THEY APNEY
YEHI JINDAGI KA DASTOOR HAI
YEHI JINDAGI KI MAJBOORI
HUM NA HO SAKEY KISI KEY
JINDAGI REH GAYI KITNI ADHURI


CHODD KAR HAMEY YU CHAL DIYE
BOOZ GAYE ABB TOH SAREY DIYE
KYA SILA DIA EH ISHQ TUNEY
ABB JIYE BHI TOH KISS KEY LIYE
YEHI JINDAGI KA DASTOOR HAI
YEHI JINDAGI KI MAJBOORI
HUM NA HO SAKEY KISI KEY
JINDAGI REH GAYI KITNI ADHURI


MARR TOH JAYU MAGAR
WADA AAJ BHI YAAD HAI
KASMEY SARI TOOT GAYI
PAR MOHABBAT HAMEY YAAD HAI
YEHI JINDAGI KA DASTOOR HAI
YEHI JINDAGI KI MAJBOORI
HUM NA HO SAKEY KISI KEY
JINDAGI REH GAYI KITNI ADHURI



JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: January 03, 2009, 01:47:15 PM »
Waah Mere Bhaai,.
Waah, Kya Khoob Likha Hai,.
Nice One,.
 Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: January 03, 2009, 02:01:32 PM »
Waah Mere Bhaai,.
Waah, Kya Khoob Likha Hai,.
Nice One,.
 Yunhi Likhte Rahiye,.


Thanks Jahansheen

Jasbir Singh
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #3 on: January 03, 2009, 02:16:48 PM »
such mein aap toh dil ki gaheriyon mein pahuch gaye
bahut khoob likha bahut acha likha bahut hi pyaara likha hai

zindagi rahe gayi adhuri
sapne rahe gaye adhure
khuwaise rahe gayi adhuri
jo chaha mil na saka
jo manga mil na saka
or yahi jo mila usay sambhal na sake
kaisi thi majboori jo kar gayi doori
kaisi thi kismat jo de gayi doori
kaisi thi zindagi jo ho gayi adhoori........

*******************************muskan****************************
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: January 03, 2009, 02:26:13 PM »
such mein aap toh dil ki gaheriyon mein pahuch gaye
bahut khoob likha bahut acha likha bahut hi pyaara likha hai

zindagi rahe gayi adhuri
sapne rahe gaye adhure
khuwaise rahe gayi adhuri
jo chaha mil na saka
jo manga mil na saka
or yahi jo mila usay sambhal na sake
kaisi thi majboori jo kar gayi doori
kaisi thi kismat jo de gayi doori
kaisi thi zindagi jo ho gayi adhoori........

*******************************muskan****************************


Thanks Muskan, aap ney bhi kitna pyara kaha hai
kaisi si kismat joh deh gayi doori
kaisi thi jindagi joh reh gayi adhuri

wah


Jasbir Singh
Logged
cara
Guest
«Reply #5 on: January 03, 2009, 03:29:04 PM »
kya baat hai jasbirji,,,

bin yaar ke , zindagi hoti hai adhuri,
yaar ke pyaar bina bhi ,zindagi hoti nahin puri.




































Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: January 03, 2009, 03:42:18 PM »
kya baat hai jasbirji,,,

bin yaar ke , zindagi hoti hai adhuri,
yaar ke pyaar bina bhi ,zindagi hoti nahin puri.



Thanks CARA and very rightly said by you tooo. nice.

Jasbir Singh
Logged
Deepati
Guest
«Reply #7 on: January 04, 2009, 04:13:13 AM »

JINDAGI REH GAYI KITNI ADHURI


YEHI JINDAGI KA DASTOOR HAI
YEHI JINDAGI KI MAJBOORI
HUM NA HO SAKEY KISI KEY
JINDAGI REH GAYI KITNI ADHURI


EK CHOTA SA KHWAAB THA
KAYI CHOTEY SEY SAPNEY
NA JANEY WOH KAHA GAYE
JOH HUYA KARTEY THEY APNEY
YEHI JINDAGI KA DASTOOR HAI
YEHI JINDAGI KI MAJBOORI
HUM NA HO SAKEY KISI KEY
JINDAGI REH GAYI KITNI ADHURI


CHODD KAR HAMEY YU CHAL DIYE
BOOZ GAYE ABB TOH SAREY DIYE
KYA SILA DIA EH ISHQ TUNEY
ABB JIYE BHI TOH KISS KEY LIYE
YEHI JINDAGI KA DASTOOR HAI
YEHI JINDAGI KI MAJBOORI
HUM NA HO SAKEY KISI KEY
JINDAGI REH GAYI KITNI ADHURI


MARR TOH JAYU MAGAR
WADA AAJ BHI YAAD HAI
KASMEY SARI TOOT GAYI
PAR MOHABBAT HAMEY YAAD HAI
YEHI JINDAGI KA DASTOOR HAI
YEHI JINDAGI KI MAJBOORI
HUM NA HO SAKEY KISI KEY
JINDAGI REH GAYI KITNI ADHURI



JASBIR SINGH


Bahut hii khoob, Jasbir Ji Applause
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: January 05, 2009, 11:07:05 AM »
Bahut hii khoob, Jasbir Ji Applause

Thanks deepati

jasbir singh
Logged
HumTum
Guest
«Reply #9 on: January 05, 2009, 11:34:41 AM »
Nice one Jasbir Ji n All...

Uske bhgair kaseey tujhko jiyu ae zindagi
Chaak girebaan apne kudh hi siyu ae zindagi
Shagufta hai dil mein unki judaai ke ansoon
Jaam hai zaher ka kyunkar na piyu ae zindagi !!

HumTum hello

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #10 on: January 05, 2009, 12:00:08 PM »
Nice one Jasbir Ji n All...

Uske bhgair kaseey tujhko jiyu ae zindagi
Chaak girebaan apne kudh hi siyu ae zindagi
Shagufta hai dil mein unki judaai ke ansoon
Jaam hai zaher ka kyunkar na piyu ae zindagi !!

HumTum hello




Thanks HUMTUM and very beautifully said by you too

Jasbir Singh
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #11 on: September 03, 2009, 02:35:18 AM »
Wah wah mindblowing creation jasbir ji,bahut khoob ,beautiful lines by
Muskaan ji,Hum Tum ji,cara ji,excellent. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
DhavalRami
Guest
«Reply #12 on: September 03, 2009, 05:21:49 AM »
Jasbir jee:

namaste!

umdaah ehsaas! bahot achchaa lagaa aapko paRh ke.. yuuNhi liKhate raheN!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #13 on: September 03, 2009, 04:29:00 PM »
Wah wah mindblowing creation jasbir ji,bahut khoob ,beautiful lines by
Muskaan ji,Hum Tum ji,cara ji,excellent. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

thanks madhu ji

jasbir singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: September 03, 2009, 04:30:03 PM »
Jasbir jee:

namaste!

umdaah ehsaas! bahot achchaa lagaa aapko paRh ke.. yuuNhi liKhate raheN!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


thanks dhaval ji

jasbir singh
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:42:03 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer