Jo Mere Dil Mein Hai Wahi Zubaan Par Bhi!!!!!

by khwaish on February 15, 2010, 02:10:35 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 6652 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: February 17, 2010, 02:06:44 PM »
hmhm Maafi Chahta Hun Bhai
Bas Mujhey Jo Mehsus Hua Woh Meine Likh Diya
Khair...Bahut Achhi Sharing Ki Aapne...Thanks...


Khush Rahiye...

~Shihab~


Majid Bhai,Aap Aisa Maafi Maang Kar mujhe Sharminda kar rahe Hai..Aisi Koi baat nahi hai isme Jis ke Liye Hum Doston Ko Ek duje Ko Sorry kehna Pade..Aapne Yeh poetry Padhi,Wahi bahut hai Mere Liye..

Teh dil Se Shukriya Aapka..
Logged
Talat
Guest
«Reply #16 on: February 17, 2010, 04:00:58 PM »
Mujhe Apne Dard Par Aansuu Bahana Nahi Aata
Jaisa Bhi Hoon Main ,Bas Yehi Hoon!!
Duniya Ke Mutaabik Nazar Aana Nahi Aata...

Jo Mere Dil Mein Hai wahi Mere Zubaan Par Bhi!!
Andar Gile-Shikwen Rakhkar Bahaar Jhoot Ka Muskurana Nahi Aata...

Gar Ajeeb Hoon Main To Hoon!!!!!
Jo Baat Sach Hai Keh Deta Hoon,
Baad uske Sabse Chehra Chupana Nahi Aata...

Gar Mohabbat Jurm Hai To Jurm Hi Sahi!!!
Dil Ki Khata Par Sharmaana Nahi Aata....

Ek Na Ek Din Meri Musibaton Ka Pahaad Kat Hi Jayega!!!
Kamzor Nahi Hoon Main!!Zehar Peekar Mujhe Marjaana Nahi Aata....

"Khwaish" Likh Deta Hai Woh Ghazal Jo Dil Ki kalam Se Nikli Ho,
 Koi Gham Nahi Gar Kisi Ko Iss Ghazal Par Wah Wah Lootana Nahi Aata...

                         ~~~~~Khwaish~~~~~


Bohot gehri baatain aapne seedhe saadhe lafzon main likh daali Khwaish Dost....Humesha ki tarah Bohot Bohot Khoob......
Logged
malli
Guest
«Reply #17 on: February 17, 2010, 04:24:48 PM »
Mujhe Apne Dard Par Aansuu Bahana Nahi Aata
Jaisa Bhi Hoon Main ,Bas Yehi Hoon!!
Duniya Ke Mutaabik Nazar Aana Nahi Aata...

Jo Mere Dil Mein Hai wahi Mere Zubaan Par Bhi!!
Andar Gile-Shikwen Rakhkar Bahaar Jhoot Ka Muskurana Nahi Aata...

Gar Ajeeb Hoon Main To Hoon!!!!!
Jo Baat Sach Hai Keh Deta Hoon,
Baad uske Sabse Chehra Chupana Nahi Aata...

Gar Mohabbat Jurm Hai To Jurm Hi Sahi!!!
Dil Ki Khata Par Sharmaana Nahi Aata....

Ek Na Ek Din Meri Musibaton Ka Pahaad Kat Hi Jayega!!!
Kamzor Nahi Hoon Main!!Zehar Peekar Mujhe Marjaana Nahi Aata....

"Khwaish" Likh Deta Hai Woh Ghazal Jo Dil Ki kalam Se Nikli Ho,
 Koi Gham Nahi Gar Kisi Ko Iss Ghazal Par Wah Wah Lootana Nahi Aata...

                         ~~~~~Khwaish~~~~~


Bahut accha likha hai... magar itna gila kyu? aur kinse dear brother  sad7
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #18 on: February 17, 2010, 08:27:51 PM »
Bahut Bahut Shukriya Geetji..

Aur Aapko Yahan Dekh kar, bahut Khushi hui Usual Smile


ur welcome khwaish ji...notworthy
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #19 on: February 19, 2010, 10:40:32 AM »
Bahoot khoob Khwaish ji
Bahoot Gahare Khayal Hain  Applause Applause Applause
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #20 on: February 19, 2010, 12:25:41 PM »
Waaaaah Khwaish ji kya khoob likha hai aapne. Khoobsoorat poem ke liye khoobsurat daad qubool kijiye. Ye lines mujhe bahut achhi lagi.

Gar Ajeeb Hoon Main To Hoon!!!!!
Jo Baat Sach Hai Keh Deta Hoon,
Baad uske Sabse Chehra Chupana Nahi Aata...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: February 20, 2010, 01:55:13 PM »
Waah khwaish ji.....bahut acchi baatein kahi hai aapne.... icon_salut

Khush hai dekhkar ye rang tumhara
Badal jaaye chahe koi kitna bhi,aap na badlege ye hai vishwas hamara

Sach kehna ,sach kabul karna,aasan nahi hota hai dost
Hairaan bhi hai,khush bhi hai dekhkar,k sach bolna hai shok tumhara



Bahut Bahut Shukriya Pooja..

Thankyou Sooooooooo Much dear For those Words.. notworthy notworthy notworthy
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: February 20, 2010, 02:00:54 PM »
KYA BAAT HAI   KHWAISH JI...



KYUN ME DIKHUN JAISE DUNIYA DIKHTI HAI
KYUN ME APNA ASLI CHEHERA CHUPAUN
KYUN NA DIKHUN ME JO BHI HUN
KYUN ME APNI PECHAAN CHUPAUN

KYUN ME APNE DIL KI BAAT DIL MAIN CHUPAUN
KYUN ME KISI SE DARUN KYUN NA ZUBAN PE LAAUN
KYUN NA AGAR MERA DIL KISIKO CHAHATA HAI
ME JAISE BHI HUN KYUN NA JAAKAR USKO BATAUN

KYUN ME KISI KE SAAMNE APNI HAAR MAANU
MUJHE APNE AAP PAR VISHWAS HAI
KYUN NA ME APNE DIL KI BAAT MAANU

CHAHEY MERE DIL KA DARD KOI SAMJHE NA SAMJHE
MUJHE KISI KI PARWA NAHI
YAKIN HAI MUJHE APNE AAP PAR
SAFAL HOGA IK DIN ZINDAGI KA SAFAR...


Cara,Iss Baar Aapne Bahut Acha Likha hai..

Bhaut Khoob!!! Clapping Smiley Clapping Smiley

And Thanks A Lot For Appreciating
Logged
dead heart
Guest
«Reply #23 on: February 22, 2010, 11:20:07 AM »
 Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: February 25, 2010, 12:20:06 PM »
Bohot gehri baatain aapne seedhe saadhe lafzon main likh daali Khwaish Dost....Humesha ki tarah Bohot Bohot Khoob......

Teh Dil Se Shukriya Talat Dost, Jo Aapne Apna Waqt diya..

Aap Ki Daad Aa Jaaye To Yakeen Ho jaata Hai ke Kuch Acha Hi Likha Hoga Humne Usual Smile

Bahut Bahut Shukriya Aapka icon_flower
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: February 26, 2010, 09:01:01 AM »
Mashallah Bohat Achche KHwaish Bhai,.

Bohat Hi Achche,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #26 on: February 26, 2010, 03:20:59 PM »
Bahut accha likha hai... magar itna gila kyu? aur kinse dear brother  sad7

Thankyou Soooooooooo Much Behna..

Aur Kisi se koi gila-shikwa nahi hai dear Sister!!! Bas, uss Waqt Kuch jazbaat Aisae The Ke mujhse Raha Na Gaya,Aur Unn Jaazbaton Ko lafzon mein utaarta chala gaya.. Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #27 on: March 10, 2010, 03:49:25 PM »
bahut hi umda likha hai Khwahish ji  Applause Applause Applause Applause
vaise to hume aapki har rachna pasand aati hai
but this is one of yr nicest poem jise badi achi soch se likha hai aapne  icon_thumleft keep flowing,gud job

Thankyou Soooooooo Much Kaashji For Appreciating!! Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #28 on: March 12, 2010, 08:04:05 AM »
Bahoot khoob Khwaish ji
Bahoot Gahare Khayal Hain  Applause Applause Applause

Bahut Bahut Shukriya Pankji.. Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #29 on: May 31, 2010, 02:35:30 PM »
Waaaaah Khwaish ji kya khoob likha hai aapne. Khoobsoorat poem ke liye khoobsurat daad qubool kijiye. Ye lines mujhe bahut achhi lagi.

Gar Ajeeb Hoon Main To Hoon!!!!!
Jo Baat Sach Hai Keh Deta Hoon,
Baad uske Sabse Chehra Chupana Nahi Aata...


Teh Dillll Se Shukriya Riyaz Bhai..

Aapne apna waqt diya,aur saraha,Bahut bahut shukriya

Aur Bhai Aap hai kaha?? Bahut Din se Aapka Koi Naya Kalaam Post nahi hua.. Thumbs UP
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:34:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer